Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    forex ko like karne ki bari waja ye h k hum sab mill k post karty hain yahan easily bat share karty hain apni and apna view discuss karty hain sab forex ko sab ho bht pasand karty hain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      forex kai har bussienes may profit aur lose to hatha hay maggr los bh8i us ky hotha hay jho amnay bussine smay focus nahi kartha hay ussy har forex kai har bussine smay ussy lose hoga aur aggr succes full banna chathy hay to apko los esay avoid karna hoga
      • #438 Collapse

        agar students is kaam ko samjh jae to wo study k doran to is kaam ko zor kare gay ta k unhe yaha pay koi loss na ho aur wo apni study k akhrajaat khud he utha sake.yaha pay hame bus apnay loss ko kum say kum karna hota hai.
        • #439 Collapse

          mera favoritepair euro ha mai hamesha isi ko istmal karta hn is sa hamesha mje acha rezult milta ha mai hamesha is ka istmal nai kya magar jb b isy use kya mje acha result mila
          • #440 Collapse

            forex kai har bussienes may profit aur lose to hatha hay maggr los bh8i us ky hotha hay jho amnay bussine smay focus nahi kartha hay ussy har forex kai har bussine smay ussy lose hoga aur aggr succes full banna chathy hay to apko los esay avoid karna hoga
            • #441 Collapse

              g handear yai bat theek hai k jab ap sara month posting kartya hain to month k end mai ap ko bonous gain hota hi agr ap nay posting bilkul theek ki hai tab to zarur milta hai , or phir ham isi bonous say hi trading kartay hain
              • #442 Collapse

                g aap nay theek kaha forex ko bakaeda seekhna boht zaruri hay specialy kisi achhay teacher say seekhna chahaeay...agar aap log forex trading ko seriuos nahee logay to is may profit nahee laskte or serious hone kay leay zaruri hay kay isko bakaeda seekhha jae wo bhi kisi achay experience banday say...
                • #443 Collapse

                  yes my dear ap ki ye bat to bilkul theek he or me b ap ki is bat se agree hu k is frex trading business me kabi b apny ap ko expert nahi samjhna chahiy balky hamesha trading k sath sath learning b karty rehna chahiy or apny experiance ko barrhaty rehna chahiy
                  • #444 Collapse

                    laken main khud ko expert nhi samjhta main idhr apny kuch friends say sekhta hun jo k mery pas uthty bethy hain. wahi mery teacher hain. nahi ha profit be ha ager ap is business ko seekh kar experince bana kar karin gy to ap is business se boht profit be hasil kar skty hain
                    • #445 Collapse

                      forex ma loss k zamadar hum khud hoty hain ku k jb hum greed krty hain to humy loss hota ha,,agr ham greed sa bachan or achi planning k tahad kam karan to hmy loss ni hoga...............
                      • #446 Collapse

                        ek naya trader khud ko inteligent is lye samjta he ko wo nhi chahta k koi uski mistakes pakre ske or wo seekhna chahta he but shayad use teacher nhi mila ho or apki guideline bhi thik he but ye un traders per he k wo ap ki baat per amal krete hn k nhi.
                        • #447 Collapse

                          forex me loss tabhi ho ga jab hum dehan se cool minded ho kar is me kaam na karen warna agar is ko thora sa dehan de kar is me mehnat kar len to hum ko is business se bohat benefits hasil ho sakte hain .,
                          • #448 Collapse

                            forex ak asa business ha ka gis ma loss hi nahi balka bohet sa profit bhi hasil hota ha agar kisi bhi business ko asa start kiya jay ka knowledge bhi ho or experience bhi ho to profit hi ho ga or loss na ho ga
                            • #449 Collapse

                              This is very common thing my dear forex trading ki is working main loss normal bat ha but is loss say hum bohat say tareqoo say khud ko save rakhe sakty ha so humy chaheya k hum is working main lot of experience k sath sath apni trading ki knowledge ko be update kare.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                                Har new tradr apny apko expert tradr q smjta he?
                                Wo kisi expert teacher se q ni sekhta?
                                Aur ziyada tar tradr aam teacher se q sekhty hn jisko khuch b pta ni hota,
                                merd khiyal se us expert teacher se sekhna chahiye jo 10,15 saal se forex me ho.aur pehly us ki statment chek krni chahiye phr us se sekhny ka faisla krna chahiye.
                                Bhai jaan is ki bunyadi waja ye hai ke koi expert teacher hume free me trading nahi seekhata jab un se kaho ke hume trading seekha do to un ki fee 20000 se kam nahi hoti aam admi kaise 20000 de sake ga is liye log khud seekhte hain aur aam teacher se seekhte hain kiyo ke hum logo ki 20000 dene ki himmart nahi hai is liye hum log umoman aam teacher ko hi chose karte hain.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X