Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    Yahe to waja hay keh jo trader apny ap ko expert samjhta hay wo loss he karta hay humay chahiey keh forex trading ko learn karen aur aisy apni trading kay dhandory na peety balkeh apni trading par focus karen tab he hum forex trading main kamyab hon gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      assalamu alikum bhai jan forex business me loss hona koi bari bat ni hy lakin maskla ye hy k is kloss se batch kistra jae .... ye bat bohat ahem hy ... iska saada sa hall ye hy k ap ioske basic steps pe aboor hasil kren or jub apko lage k ap forex business me mahaaan or expert ho gae hen to phir apna reall acount bnaen or us pe trading kren apko faida ho ga ...
      • #1188 Collapse

        assalamu alikum bhai njan or mere tamam k tamam dosto or saathio .. forex business me loss hona koi gunah ni is lie k jub apko faida lene ka shok hy wahn apko ye pata b hona chaye k mje loss b ho sakta hy ... ager ye batt ap apne dimaaagh me mera mtlab hy apne bheje mme rakhen gen to apko koi b pareshani ni ae gi ..
        • #1189 Collapse

          bhai jaan hamain har business main he loss ka chance hota ha lakin hum yeh loss ko kam kar sakty hain is business ko achy se study kar k so hamain is business main mehnat karni chaye.
          • #1190 Collapse

            forex ek real busniss hay jis maien profit b zayda hay or loss b zayda hay is leay insaan ko loss ko bardasht karnien ka b hosla hona cheay profit kay saath loss b to ho jata hay
             
            • #1191 Collapse

              forex maien loss b bohat hota hay or profit b bohat hota hay agar hum forex ko samaj kar kartay haien to profit hota hay ager bagair planing kay trade karty haien to loss b ho jata hay
               
              • #1192 Collapse

                jee bhai Forex trading mein loss ho jata hy lakin us loss se bacha bhi ja skta hy, us k liay hamen proper learning krny parti hy aur phir market mein aa k experience lena parta hy aur us k baad jaa k hamen profit start hota hy aana, agr hum laluch kren gy tou loss hi uthaen gy...
                • #1193 Collapse

                  jee bhai main aap se agree krta hun k hr new trader khud ko expert samajhny ki ghalati kr k hi loss face krta hy, new traders ko chaheay k market mein in hun aur jaldbaazi krny se pehly aik brief look dy len market ko aur market ka andaaza kr k initiative uthaen..
                  • #1194 Collapse

                    jjub tak ap is business nmei apni learning ko jari hi rakhay gay tu apko lsot utna hi ho ga kay jsi ko ap boaht hi asnai kay sath mange kar jaiy gay is laiy hi apko apnay rsik say boaht hi buch kay tarding ko karna ho ga
                    • #1195 Collapse

                      lose to kisi b iKhlaqiat k hawaly se nahi hona chahiyeh q k inhi chaizaon ki waja se pakistani qom ne apna waqar khoya huwa hai k har batme ko lose triqa ikhtar kerny ki koshish kerty hain natijatan pakistan k log jin me aik badi tadad achy logon ki hai iss per aitbr qaim nahi reh sakta
                      • #1196 Collapse

                        yes you right laikin jo new traders aatay hain unhon nay kafi hard working ki hoti hai han kuch traders aisay aatay hain jo bina hard work kay luck par depend ho kar forex join kar laitay hain phir jab nuqsan hota hai forex ko blame kia jata hai so new traders ko khud he ready ho karaana chahiye
                        • #1197 Collapse

                          loss is possible in this market,this is heavy risky market,so if you want more money then do more trading of this market,and earn more profit from this market,do with sense of care and earn.
                          • #1198 Collapse

                            You are face the loss in the Forex trade. I am suggest you. You are work the market with the low lot size and accept the low profit. You are built the confidence. You are select / increase the lot size
                            • #1199 Collapse

                              yes you are right lekin net pe kis tarah koi kisi ko pehchan sakta hai k kis ko kitna experience hai apne aap ko to sab hi expert zahir karte hain is new traders dhoka khane k bajae khud hi sakoon k saath trading ko samjhain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                dear ap k points jitny b hai sab k sab bht valid hai mai ap k sath bilkul agree krta hoon k forex mein har new members apny ap ko bara qabil and expert samjta hai,sahi baat hy log pata ni q aisy teacher sy seekhty hain jin ko pata nahi hota may be wo log fee kam lety hain isi liye log un k pas chly jaty hain seekhny k liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X