Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Yes my dear friends forex traing ki is working main humy trading k duran kafi loss hota ha so is liya humy chaheya k hum is working ko start karna say pahly is working ko jan lay yani is working k experience haseel kar lay because hum is forum main loss na ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      bro ham ya ni kah skty ha k jo 15 years sy trading kar raha ha wo he acha trader ha balky jo zayada hard work karta ha or practice karta ha wo zayada expert hota ha jaldi bro miry kahyal sy agar ek trader 15 years sy trading kar raha ha but market k trend ko samaj ni skta to wo fail ha or agar koi 2 year sy trading kar raha ha or hard work or practice kar k wo es qabil ho gya ha k market ko samajta ha to wo expert ha or hamy har jaga jaha sy hamy knowledge mily hasil karna chaheya forex ka.
      • #393 Collapse

        Bhai forex mein ye hai k har koi shortcuts use karne ki koshish karta hai, tou jab loss hota hai tab wo yehe sochte hain k aisa karna chahiye tha is lye tou kahte hain k kisi expert se learning karni chahiye, ta k hum is business mein achi earning kar saken.
        • #394 Collapse

          Bus yaar kuch tou ajkal itna scam horaha he internet ki duniya men ke koi kisi per trust hi nai karta is wajah se newbies ko ye problem hoti he ke wo kisi se learn nai karte unko already bohat scam hua hota he
          • #395 Collapse

            forex me loss hona itna ara isssue ni he , mere khyal se ap loss se buch skta han agr ap kisi ache teacher ya phir ache senior se seekh skte han or acha wohe learn krwa skta he jo is me buht dair kam kr chuka ho ager forum pe ap earn krna chahte han to first learn then earn,,,,,,,,,,,
            • #396 Collapse

              forex m lose ki bari waja humra apna hi greed hota hai q k jab hum trading krty hai to hum m agr zayada ka lalach a jay to hum beghair sochy koi new trade laga dety hai jis se humy apne greed ki waja se lose hota hai is liye meri ap sab se request hai ap trading krty wqt zayada ka lalach na rakhy thora ker le better ker lye
              • #397 Collapse

                forex akonline business ha sab ka liy haforex ak ach business ha sab kla liy ha forex ak ach business forex ak busines ha sab laka liy ha loss to busiess ka hisa ha sab ka liy ha forex ak online forex ak ach business ha
                   
                • #398 Collapse

                  Loss is a common matter in forex business. so we have to learn the business from loss. we have to make a good learning from every loss to get experience.
                  • #399 Collapse

                    Aap ne bilkul theek kaha hai jub koi new trader trade karta hai to wo bohat short time mein khud ko expert sumjna start kar dete hai is ki ek reason ye ho sakti hai jub log is ko join karte hai to wo is per bari mehnat karte hai aur 4 din khoob use karte hai is se un ko ye mahssos hota hai k wo bohat ache trader bun ge hai per aesa nahi hota aur un ko loss hota hai.
                    • #400 Collapse

                      g janab ap kici had tk to theek kah rahe hank yn k unexperience trader to nuqsan uthata hi ha lakin usme usne galti ye ki k jald bazi se kamm liya or aik teacher se sikha hi nhi ya use aik acha teacher mila hi ni ya wo over confident ho kar seekh hi ni paya.
                      • #401 Collapse

                        G mere khayal me bhi hr new trader ko overconfident nhi hona chahiey aur kisi expert teacher se forex trading ko learn karna chahiey q ke kisi expert ki rehnumaai ke bager hm kisi bhi field me kamyab nhi ho sakte.
                        • #402 Collapse

                          ya ak online business ha sab ka liy ha fporex loss to business ka hisa ha sab ka liy ha sab kamo sab ka liy a forex ak ach business ha is ma loss to har ak ko hota ha loss business ka hisa ha
                           
                          • #403 Collapse

                            forex tarding aik risky business hi sjis main ap ko loss bi hota hi or rprofit bi iss lye log iss main ane se darte hain ke iss main loss hota hi agar ap apne fear ko control nahi ker sakte to ap ko iss main investment nahui kerni ho gi
                            • #404 Collapse

                              jee haan janab , forex trading business main loss bhi ho sakta hai . isliye hamain dihaan sy forex tradnig karni chahiye kay kahin hamain loss nahojaye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g han ap ny sahi kaha ha or loss ki asal waja hi lack oe knowledge or experience ha hum is ko learn nhi karty han or jab trading start krty han to is ma loss hojata ha humy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X