Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    gi han bhai jan ye bat bilkol thek hai kay ap forex par posting urdu language main bi kar sakty hai is main koi shak nahi hai apki urdu main ki ge post accpet ho gay gi ye koi bardi baat nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Ha gee bahee bilkul bohout see thread me ny dekhee hyn ke wo es pak forum jo ke urdu zuban me hyn, lakin wo fir be english me thread posting krty rehty hyn, jis ke waja sy jin bahyio ke english zeda strong nahy hoti onny samjny me muskalt pesh aati hy, so har aik ko chaheye ko wo urdu me posting kryn ta ke har aik newbie aasani sy aap ke post ko samj sky.
      • #318 Collapse

        ASSALAM O ALEIKUM hmmm g mere bhai apki baat sahi hai lkn apki wording sahi nh bht sari batein smjh nh ai,,,,kheir haan hum sab ko chaye k hum posting roman urdu language me kia kren qk yahan bht sare traders ese hain jo proper english nh samjh sakte to unk lye thori proplem hojati hai
        • #319 Collapse

          aap ka mulk ki qaumi zuban kay liye jazba acha laga magar english aik international language hai jo kay pori dunia main boli jaati hai islye humain urdu aur english dono languages ko hi use karna chahye tah kay hum verstile ban kar kaam kar sakain
          • #320 Collapse

            Forex is difficult for those persons who have no learning about trading as well as for those who have good experience in it So forex mei success hasil krny k lie zrori hai k is mei hardwork kia jae or knowledge ko gain kia jae taky hum good income earn kr saken its place for everyone o earn alot of profit.
            • #321 Collapse

              urdu hamari madri zoban ha is ley hameny ye asani sy samaj ati ha or is ley ham asani sy forex man is zoban
              man comint kir sakaty han
              • #322 Collapse

                g ye bilkul theek bat ki gai hy hum kai dafa ye bat kartay hen mager uska koi khas result nhi nikalta ek dafa hum sub is bat ka iqraar kar lyta hen k urdu iz better then english but hum phir wohi kam kraty hen kartay hen k english me hi osting karat hen bat ye nhi hy k hum ye kehtay hen k ap edu cated nhi ho we accept that u r educated so plz type in urdu
                • #323 Collapse

                  pakistan forex forum ki jo sab say bari baat muhjhy pasand hay wo ye hay kay ham is forum myn urdu myn posting kar sakty hyn agar koi thread english myn bhi ho uska jawab ham apni zaban urdu myn de sakty hyn baki forums myn ye sahoolat nahi hay
                  • #324 Collapse

                    urdu main posting k boht faida hai asani k sath posting ho jati hai or ham asani k sath apni bat ko samjha sakty hain or explain kr sakty hain or parhny waly ko b samjh ati hai ,,is tra bat ki samjh ati hai,,or apni zuban hi hamari pehchan hai is ki kadr krni chaheay
                    • #325 Collapse

                      Dear mein apki bat se agree hun aur ye bilkul thek hai k pak forum pe qoumi zaban yani k urdu mein he posting karni chahye mein jab bhi post karta hun mein urdu mein he karta hun, ta k hum sab bhi is mein urdu posting karen aur aasaani se posting ko samaj saken.
                      • #326 Collapse

                        g han yeh bat apki bilkul darust hey aur hamen is business main always ziada tawajoh urdu posting par deni chahiey because bohot sarey aisey beginners hain jo englihs itni ziada nahin jantey hain aur yeh forum bana hi urdu posting keliye hey.
                         
                        • #327 Collapse

                          Ap sahe bol rahay hain ye aik Pakistani forum hai isay indicate karnay kay liye hmay apni language use karni chaiye ta kay hmari language is trhan promote ho..
                          • #328 Collapse

                            G meray bhai hamm apni marzi kisi lanugage me post kar sktay hai... q k kuch log eng ko thk say nh jantay hay un k lye problem hoti hay ... aur wo roman ya urdu me post karaty hai.....
                               
                            • #329 Collapse

                              assalam o alaikum.. bhai aapki baat theek hy k humain apni zaban ko farogh dena chchye lekin english ko b ignore nai kya jasatka q k wo b market language hy or international b. agr posting english may ho to bhi koi masla nahi lekin han zyada focus urdu pe hona chahye because we are pakistanis..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                s ir forum may posting kartay hai tu bahot ziyda zoor ik bat karna chahiya us ko yeha har ik post apnay Madrizuban Urdu may kiya karay acha ho ga who is[[[[[[[[[[[

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X