Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    mere nazaar mai apne language mai posting kerna zayada ache baat hai kyun ke ye hum sub ke mother language hai.aur hum easily samjh sakte hai.aur dosro baat ye hai ke logo ko samjh bhi jaldi aye ga.thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      I am not agree with you no doubt urdbt urdri hamari zuban hai laikan es ka matlab ye nhi k ap dosri zubano ki importance bhol jani adear urdu main posing aik both hi easy format hy jis k zarey hm asani k sata post kra skty aur kub sara bonus jama kar skty hain tu karhn ghn ti as sa un traders ko be boath faid ho ga
      • #348 Collapse

        sahi bat he mujhe bhi ye bat samajh hi nahin ati ke yeh maska kya he akhir aur yeh kya horaha he akhir bhai jab ham ne aik platform aik foruim pakistanyon ke liye urdu men banadiya he to yahan english ki zaroorat hi kya he ,aik had tak thori bohat theek he chalti he kabhi kabhar magar had se zyada to nahin chal sakti.
        • #349 Collapse

          ys bhai ap ki baat right he mere khayal me bhi hamen apni thread aur jowab ko koshish karen ke roman urdu me hi post karen ta ke us ko tamam members samajh saken aur faeda utha sake
             
          • #350 Collapse

            qomi language katni ha yahan baat ye hai k ap kis language me aasan hain agar apko english me muhskil paish ati ho to ap urdu me bhi add posting kar sakte hain jesa k bhut se log karte hain forex me iski koi ristruction nahen hain
               
            • #351 Collapse

              dear jo ye forum hamary country main lounch huwa hai es ka hamay bohat hi beneifit huwa hai kyue k hamary country main bohat se log aisay hai jo english main post nai kar sakty es liye un k liye pak forex forum bohat hi best hai.
              • #352 Collapse

                Urdu hamari madri language hai, to is ko hamain tergi deni chahiye, lekin kyun k aap ko pata hai k hamari official language English he hai or internationally bhi communication sab se zyada isi zuban main hoti hai jab k forex bhi international business hai to hamain dunya k sath sath chalna chahiye, english learn kerne or bolne main koi harj nahi hai.
                   
                • #353 Collapse

                  yes sahi bat hai Pakistan ka forum hai aur Pakistan ki qumi zaban bhi urdu hi hai jis jaga ya mulk ka forum ho usi main app bat karain yahan kam sy kam urdu use karain takay hamari urdu ki ehmiyat logon ko pata chalay
                  • #354 Collapse

                    Hum ko cha k hum jo be posting kara us ko urdu
                    language ma he kara ta k jo pakistann ya
                    forum use kar raha ha un ko be pata chal
                    hum kya kha raha ha english ma posting
                    karna ka faida to ap ko phr he ha agar ya
                    forum koi usa ka hota .
                    • #355 Collapse

                      yes bhai apki bilkul thek hn hum pakistani hain or ya forum b pakistan ka hainn tw humi zada se zada apni zaban ko istemal krna chae take jo pakistani bhai humare is forum ko use krta han wo asani se apna sawalo k javab hasel kr sake or is tara se samaj b sake
                         
                      • #356 Collapse

                        Assalam-0-Alaikum to all of forex people... g main apki is bat se itefaq krta hoon k hum pakistani hen or as a pakistani hmain apne mulak ko represent krna chahiye na k apne mulk main hote huye kisi or ka sath kion dena chahiye chahe wo zuban k through he qion na ho
                           
                        • #357 Collapse

                          ji haan!!! pak forex melog urdu posting bhi kar sakte hain...... yehi faaidaa hai pak forex ka!! yaha per log urdu posting kr k apni per month earning kr sakte hain!!!
                          • #358 Collapse

                            Asallam o Alekum , bohat zabardast baat ki hai dear brother apney sahi baat hai , yaha par kafi loog english peh zada zoor dey rahey hain, itna zoor bathroom mera matlab urdu peh dey tou urdu bhi achi ho jaye gi humari
                            • #359 Collapse

                              pakistan forex forum pakistan k people k liay bht acha hy uc ki waja ya hy k ham ii forum me apni zuban me post kar sakty hain is tarha posting read karna bhe easy hota hy or posting karna bhe easy hy jo log pak forum me english me posting kar k apny ap ko bht para likha sabit karna chahty hain to un ko chahian k kisi or forum main ja kir karen
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g han aj kal English zubaan pe zayada zour diya ja raha kun k jo door chal rha hai is me English zubaan ki zada maang hai or schools me b Urdu zubaan ka concept to zada tar kahtm hota ja raha hai or yehi waja hai k English me zada grip h bachon ki or Urdu un ko bilkul nahi ati halan k Urdu hmari qoami zubaan hai is ko humien bilkul b framosh nahi karna chaye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X