Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    I manage my emotions bro,because I don't go beyond my limits.Just do trade and keep one thing in your mind that place a stop loss to a minimum point.That's why I manage my emotions and if you want to do so then follow that bro.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      pakistan forex forum main ye ak bohat acha option hain ke is main urdu main apne comments de saktain hain urdu hamari qomi zuban hain jis ko pakistan main hir koi samj sakta hain
       
      • #273 Collapse

        G bhai ap ki baat sahi he mere khayal me bhi hamen apni thread aur answer ko koshish karen ke roman urdu me hi post karen ta ke us ko tamam members samajh saken aur faeda utha sake .
        • #274 Collapse

          mother language ki baat ni ha yahan baat ye hai k ap kis language me comfortable hain agar apko english me muhskil paish ati ho to ap urdu me bhi posting kar sakte hain jesa k bhut se log karte hain forex me iski koi ristrictions ni hain
          • #275 Collapse

            No doubt Urdu hamari madri or national language hai, to is ko hamain preference deni chahiye, lekin kyun k aap ko pata hai k hamari official language English he hai or internationally bhi communication sab se zyada isi zuban main hoti hai jab k forex bhi international business hai to hamain dunya k sath sath chalna chahiye, english learn kerne or bolne main koi harj nahi hai.
            • #276 Collapse

              apne sahi baat ki ha hmhe urdu me hi bt krni chye ku k hmhri madri zuban ha hm xiada tar urdu me hi posting krte ha .. par apko kbhi kbhi english bhi use krni parti ha ku k kch wordx ap urdu me nhi jante jo english m jante ha aur isko asan se samjh bhi skte ha ..
              • #277 Collapse

                pak forum pakistan k logon k liay bht best hy uc ki vaja ya hy k ham ic forum me apni language me post kar sakty hain mean urdu zuban me ic tarha posting read karna bhe easy hota hy or posting karna bhe easy hy jo log pak forum me english me posting kar k apny ap ko bht qualified sabit karna chahty hain un ko chahiay k urdu me hi posting karen english me posting karni hy to kisi or fourm me ja kar kareh hamari qomi zuban urdu hy ham urdu ko chor dain to bht ghalt bat hy
                • #278 Collapse

                  urdu hamari ak sai zuban hain jis ko hir pakistani samaj sakta hain yani pakistan ka hir cityzen urdu bool sakta hain or hir ak samaj sakta hain urdu zuban hamari qomi zuban hain
                     
                  • #279 Collapse

                    g bro forex mein urdu posting zaroor hai kiyon jin logon ko english nahi aati un k k liay mushkil hota hy in ko parhna or in ka jawab daina is liay ager urdu mai apni comments share karain gay tu sab k liay easy ho ga usy samjna or us k mutabiq kam kerna or apna experience share kerna
                    • #280 Collapse

                      pakistan forex trade main kam kirne walo ke lye ye khoshkismati hain ke un ke lye madrizuban main tejarat shoro ho gi hain jis se hir ak aadmi fidia utha sakta hain or aasani se koma sakta hain
                         
                      • #281 Collapse

                        je meray bhai aap ke baat mein wzzan hay mein aap ke baat say agree hoon aggar hum posting ko urdu mein kartay hein tu ye hum sub ko samjhnay aur samjhanay kay leit buht he faiday mand hay
                        • #282 Collapse

                          han g bilkul , forrex forum ki bhoot achi or gret opportunity hay kah hum si ami urdu mai bhi posting kar skty hayn , or hum sb si ami aca kam akrs kty ahyn kah hum si ami agr urdu mai posting kren tab , or humre liy isai kam krn bhi acah hay ,
                           
                          • #283 Collapse

                            pak people ke lye ye bohoat achi baat hain ke wo ab apni zuban main post kir saky hain or aasani se pak forex se faida utha sakty hain or paisa koma sakty hain or apna waqat aasani se guzar sakty hain
                               
                            • #284 Collapse

                              Brother Forex forum men aap apni baat kisi bhi language men ker saktey hen chahey wo english hi kyon na ho is forum ko merey khayal men wohi log join kertey hen jo ziada nae to thori bohat English zaroor samaj saktey hon gey. Is liey is forum men humen azadi hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Is forum mein hum sab ko urdu mein hi posting karni chahiye kyun k urdu sab easily samjh sakte hain kuch thread pe english post kare hue hote hain logoon ne jis se dusroon logoon ko samjh mein nahi aata hai is lye sab se acha yehi k har koi urdu mein posting karen ta k sab k easy rahe.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X