Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    mary pas is sy bchny k kafi tricks han pehli bat to ya jo to tikam tikam chalti hai mana k y teri high heals ki ghalti hai ok phr baat ho gi jaan gusa mat krna post khatm ho gai hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      phli baat to ye k ap acount ap k acount k hisaab se lot use kren agar 100 dollars ka acount hai to .10 se kam lot use kren ap. agar lot phans jain to ap apne seniors se discs kren ya agar apko lag ra hai k ab mrkt wapis nhi ay gi 50% loss pe he closs kar dain
      • #153 Collapse

        well abhi to mene trading ka naya plan banaya hai or ye plan abhi mene test nahi kya ke iska result kya eaga kyun ke pehle jo main trading karta tha us main mujhe bohat loss ho raha tha abhi meene plan change kya hai dekhte hain ab kya hota hai
        • #154 Collapse

          baat to boht tesnion wali hy lekin ess ka hl real situation mein hi dia ja skt ahy k account ktni danger mein hy aur equity k down hony ki ratio kia hy aur account kahan tk brdasht kr pay ga then ess ka koi solution ho skta hy otherwise ess ka solution nikl skt ahy ess k liy full details ki needs hein k scalping ya hedging sy bi account safe ho skta hy.
          • #155 Collapse

            bhai jan mery khayal sy is k do tareqy hen jin sy aap kam sy kam mazeed loss sy bach skty hen pehla tareqa hegding hai aur dosra tareqa ye hai k aap us trade ko close kr k nay trade lgaen.
            • #156 Collapse

              dost ap nay ik acha sawal keya ay aur may ap ki baat say agree kerta hu ager ap ki lot phanc jay to ap ko jay ager ap nay sell lagaya ho aur wo buy ki taraf ja raha ho to ap ko chahyia kay ap ik buy be laga dain is tarah ap loss say bach saktay hain...
              • #157 Collapse

                bhai meri lot phansi nahi hai abhi tak lekin mujhe aisi surat me aik he kaam karna hoga woh hai hedging or me hedging kar ke he apni phansi hui lot ko wapis nikal sakon ga
                • #158 Collapse

                  mere bahi jan mein ager forex tarding mein trade gahlat laga doon tou mein iss ko cancel ker k double volume iss k mukhalif laga deita hoon/.
                  • #159 Collapse

                    brother aise situation main app ko trade close kar deni chahiye kyun kay mazeed us trade kay open rehne se app ka loss barhta jaye ga aur next time kay liye app apne account balance ko dekhtay huay lot size select karain.
                    • #160 Collapse

                      Dosto jab marey koe trade phas jateyha to main pher sabar karta hon or main jald bazi nhe karta or na he is jald bazi main koe galat trade lagata hon . kyon kay market wapas b to aya geyor pher marey trade nikal jaya gey .
                      • #161 Collapse

                        i judge friends it is depend on the situation if you having the secure skills then you can fudge the benefit and then can wait for the best reading or you can uncommunicative the lot or in the individual you can wait for the person case to stuffy.
                        • #162 Collapse

                          dear es ka to mujay koi pata nai ha q k main ne forex abi newly he join kia ha aur filhal to main es k demo account pay he kam kar raha hun es lia mujay es ki trade k bary main koi pta nai ha
                          • #163 Collapse

                            mery khayal sy is k do tareqy hen jin sy aap kam sy kam mazeed loss sy bach skty hen pehla tareqa hegding hai aur dosra tareqa ye hai k aap us trade ko close kr k nay trade lgaen ...............
                            • #164 Collapse

                              dear..aisi situation se nikalna mushkil hojata hai isliye hume kam lot ki trade karni chahye ta ke risk ziyada na ho..aur agar aisi koi situation agai hai tou phir aap mazeed loss se bachne ke liye is lot ko cancel kar den aur new trade shru karen ta ke loss ko cover kiya ja sake.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                She glanced at that boy and tried to grasp what was going on his mind. Both of them stared at each other. But she could not sense anything of his mind. Neither did she feel anything malicious or objectionable in his eyes.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X