Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    meri agar trade phas jay or capital chota ho to me or pesy deposit kar k account ko wash hony sy bachaon ga q k market dobara up zrur ati hy beshak jitni nechy chali jay to account agar baq raha to market up hony par profit bhe ho jay ga account bhe bach jay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      ap ko hamesha capital ka mutabiq apna lot size rakhana chiyah aur agr aisa situation aa jaya ka ap ki lot phans rahi ho aur ap koo pehla sa kafi loss ho chuka hoo tou ap apni apni is trade ko close kr dain zyada loss hona sa pehla hi apna ap ko bacaha lain..!!
      • #108 Collapse

        forex

        well , yeh khna k forex men sirf loss hta hy ,its wrong , aur kafi profitable kaam hy yeh , mery friends ko kafi profit hua hy , i personally think agar ap forex ko baut easy ly k krengy aur experience k bgair kaam krengy to phr apka account zero ho skta hy .
        • #109 Collapse

          dear friend in my observance Traders jab b khen ap ko trading main loss ho ya ap nay aik asey lot lga e jis main ap ko loss ho a ya wo lot ap key phas gaye to ap ko chheya kay ap us lot ko cancel kar dain yaney kay close kar dain takay ap ko mazeed loss na ho oe pher ap soch samjh kar aik oe trade laga laon
          • #110 Collapse

            dear brother mujhy is bary mein ilam nahi hy k agr humary lot phans jaey to humein kia karna chaheay, q K mein nay abhi trading start nahi ki hy or mujhy is bary mein koi information nahi hy
            • #111 Collapse

              Mere piyary bhai jaisa k ap keh rhy hn k acont me balnce bahot kam reh gia he aur trade phans gai he to phr is k nikalne k liye bas dua hi kr skty hn aur khch ni,
              isi liye hamko kam lot chota lot lena chahiye ta k agr khuda na khasta hamari trade phans b jati he to ham aik aur lot open kr skn ta k pehli wali lot ka lose recover ho jaye jb market wapas aye.
               
              • #112 Collapse

                Dear meri agar koi lot buy ya sell mai phans jaye tu mai os lot pe acha avg point bana kar os ko zero ya phr kch profit mai close kar deta hon ta k mai es business mai zyd loss na karn aur apne account ko b secure karon...
                • #113 Collapse

                  meray bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k humein ager kissi lot size se loss ho raha ho aur humein kuch samajh naa aaye tou humein apni trade ko close ker k wait kerna chahiye tah k acha trend mill jaye.
                  • #114 Collapse

                    Mere piyary bhai jaisa k ap keh rhy hn k acont me balnce bahot kam reh gia he aur trade phans gai he to phr is k nikalne k liye bas dua hi kr skty hn aur khch ni,
                    isi liye hamko kam lot chota lot lena chahiye ta k agr khuda na khasta hamari trade phans b jati he to ham aik aur lot open kr skn ta k pehli wali lot ka lose recover ho jaye jb market wapas aye.
                     
                    • #115 Collapse

                      keh rhy hn k acont me balnce bahot kam reh gia he aur trade phans gai he to phr is k nikalne k liye forex trading business me aik new joiner hu or abi tak khud b learning hi kar raha hu is liy may chance bahot bahot hi kam hotay hai losing k dear all forex:)
                       
                      • #116 Collapse

                        g bahi ap ki bat thk hy par mery sath abhi tak tou aisa koi how nahe hy opar is man ap forex ke jo seniour hy un se bhi pta kar lo our ap k sawal se mjhy bhi kafi faida hogaya hy thnx sir
                        • #117 Collapse

                          bhai jaan banda wait krny se kuch bhi nahi ker skta wait hi ham ker skty hain ager hamari trade phas jaati hai meri bhi last week phas gai thi trade or mai ny poora ak week mai ny wait kia phir ja ker mujhy kuch sakoon hua jb trade khatam hui
                          • #118 Collapse

                            Before going to trading forex trade we need to have the knowledge of what foreign exchange is all about. This will help us when we enter the foreign exchange trading newly, it will help us to learn faster and really understand quickly in trading.
                            So knowledge is needed in trading foreign exchange and this is a very important thing that a trader needs everytime.
                            • #119 Collapse

                              jab mare koi trade phass jate ha tu main phar try karte hon ka koi asi trade laga do jo mujhe itna profit da da ka mare last wali tarde jo ka trubeel main ha wo cler ho jaye jab clear ho jate ha tu main loss wali trade bhi closs kar date hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Dear sab se pehli bat hamen bagair soche samje aur without market ko analyiz aur uski movemnt ko watch kiye bagair market main enter nai hona chaye aur isse bhi bari bat yeh ke apne balance ko zehan main rakhte hwoe us hisab se trading karni chaye, agar ap ne bari lot pe koi trade open ki haia ur woh phans gayii hai to agar woh continue big loss main jarahi hai to apko chaye ke zaida wait na karen aur usse close kardain take bohat bare loss se bach saken aur gar kam loss main hain to market trend ko watch karte howe koi right decision len ya phr agar apka balance itna hai ke ap next trade open karsakte hain usko cover karne ke liye to use close kar ek proper tareke se next trade open karden

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X