aslamo alaikum dear all forex forum k members, kaisy ahin aap sb og or kaisa ja rha hai aap ka work forex trading mein, dear all jesa k aap sb log janty hain k forex trading mein kamyabi sirf unhi logo ko milti hai jo k kabhi bhi kamyabi ka damen nahi chorty q k jb aap mehnat krna chor dyty hain to hi aap nakam hoty hain . is liye agar aap ny kamyab hona hai to phir aap ko sb sy pehlyapni mehnat or lgan ko jari rkhna hoga or jb aap aisa ker lyty ahin to aap ko koi bhi nakam nahi hony dy skta is liye aapp ko apny uper bhrosa hona bhi boht zruri hai. aap sb ki is mamly main kya ray hain????
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим