forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.
    aslamo alaikum dear all forex forum k members, kaisy ahin aap sb og or kaisa ja rha hai aap ka work forex trading mein, dear all jesa k aap sb log janty hain k forex trading mein kamyabi sirf unhi logo ko milti hai jo k kabhi bhi kamyabi ka damen nahi chorty q k jb aap mehnat krna chor dyty hain to hi aap nakam hoty hain . is liye agar aap ny kamyab hona hai to phir aap ko sb sy pehlyapni mehnat or lgan ko jari rkhna hoga or jb aap aisa ker lyty ahin to aap ko koi bhi nakam nahi hony dy skta is liye aapp ko apny uper bhrosa hona bhi boht zruri hai. aap sb ki is mamly main kya ray hain????
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

    Ji han Kamyab Vahi insan hai hi jo mehnat karta hai aur mehnat karne ke liye Ye aapke pass time Ka Hona bahut zaroori hai iske liye aapko Forex ka knowledge sekhna hoga use ke liye aapko videos articles market yah sab samajh Nahin Hogi.
    • #3 Collapse

      Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

      Assalamu alaikum dear friends ji han mere Bhai aapane Sahi kaha hai Forex mein kamyab hamesha wahi hota hai jo mehnat ko jari rakhta hai aur mehnat ko Kabhi Nahin chorna mehnat ko bhi apni kamyabi samajhta hai vahi log Forex mein achcha bonus aur achcha profit lete hain isliye aap har topic per mehnat Karen aapke samne agar post to aap apni post per mehnat Karen acche aur quality wali postman hai agar aap trading kar rahe hain to aap trading per mehnat Karen learning Karen aur practice Karen taki aapko kamyabi milegi hamesha acchi Soch ke sath positive Soch ke sath agar karenge to aap ko kamyabi milegi mehnat karne wala insan har maidan mein kamyab hota hai chahe vah business hai chahe koi bhi kam ho usmein kamyabi jarur milte Hain isliye aap kabhi bhi mehnat ko Na chhode Varna aapna kam ho sakte hain main Aarti se aapko kamyabi milati hai ismein koi shak wali baat nai hai 👍
      • #4 Collapse

        Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

        Assalam o alaikum tamam pak forex members umeed hay ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, Pak Forex trading Mein Kamyab Vahi log Hote Hain Jo apni mehnat ko Jari rakhte Hain Forex trading main aap jitni Jyada mehnat Karen Ge utna hi jyada aap log Kamyab Honge, Forex trading Mein kamyabi Ka Raj yahi hai ki aap Jyada Se Jyada mehnat Karen Jo log Forex trading Mein mehnat karte hain vah Jyada der tak kam yaar rahte hain.
         
        • #5 Collapse

          Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

          G haan bilkul.. apny sai kaha hai forex ma wohii kamyab ho skta hai jo mahnat ko jaari rkhta hai .. sirf mahnat krna be kam nahi hai blky is mahnat ko jari rkhny sy he ap kamyab ho skty hain . Imaandari sy kam ktna hai or rules ko follow kr k kam krna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

            Ji han bilkul Forex Mein Kamyab wahi hota hai jo mehnat ko Jari Rakhta Hai vah Kabhi Kamyab Nahin Hota jo SMS mehnat nahin karta mehnat Karne Wale hi Kamyab Rehte Hain mehnat Se Hi Achcha result Milta Hai mehnat Kamyab banati hai
            • #7 Collapse

              Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

              Hi Han dosto ummid karta hun k AP kheriyat se hon gy forex ak esa online business hai jismein mehnat karne wala hamshan kamiyab hota Hy Jo log mehnat krty hn woh log kabhi bhi nakaam nahin hoty insta forex mn mehnat ki zarorat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                Assalamu alaikum
                G han bilkul....forex men wahi log kamyab Hain Jo mehnat sy apny kam ko jari rkhty hn jo log mehnat sy kam krte hn wahi log forex form Pakistan mein kamyab hn r jo log Forex men mehnat ni krty wo log kbhe bhe kamyab ni ho skte
                Hard work is a key to success
                Ye bt bilkul thk hy k hard work at hi insan kamyab hota hy ku hard work hi insan ko kamyabi ki taraf ly kr hate hy
                Agr hm forex men mehnat krn guy apna full time forex ko dn hy dn rt mehnat krn hy acha work krn hy acha knowledge shair krn gy achi post krn gy apna daily ka work daily basis per Karen hy tb hi kamyab ho salon3gy
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                  Assalam o Alikum umid hy ap sab theakh Hun gy friends ye bat bilkul Sahi hy ky Forex m kamyab sirf wo hi HOTA hy Jo ky mehnat Karta Hy because Jo member mehnat Karta Hy Forex trading m apna maximum time spend Karta Hy Tu phir us Ka experience Acha ho jata hy Jis par humari kamyabi depend Kar rahi Hoti hy aur mehnat karny sy humary trading ki skills bi improve ho jati Hy is agar humy Forex forum par kamyab Hona hy Tu phir mehnat Karni ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                    Assalam o alaikum dear ap ne bilkl thk kha hae k forex main kamyab wahi jota hae go apni mahnat ko gari rakhta hae q k hame mahnat ka daman kabhi b ni chorna chaia mahnat wo cheez hae go nikame ko b competent bana date hae agar ham mahnat ni kari gae to hami kamyabi kabhi be hasel ni ho gi is dunia main insan pada hoa to phly phyl us ko struggling or mahnat karni park
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                      Assalam walekum kya hal hai main jaanta hun aur sab khairiyat se hongeHaji Forex mein vahi log kamyab hote Hain Jo minute karte hain kyunki hamen mhnaat ke bagair koi aisa Kam Nahin Jaise insan kamyab ho sake agar insan ke pass Mali aur experience jyada Hoga utna hi jyada earning hasil kar sakegaisliye hamen chahie ham jo bhi kam Karen apni Man se Karen aur imaandaar se Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                        g ha bhai main ap ki bat sy agree ho jitna ap ka kam acha ho ga us sy ap ka forex ko kamyb bnta hy jitna ap ka kam acha ho ga us sy ap ki earnig achi ho gi jis sy ap ap ka work bhot acha ho ga jitn ap ka kam ho ga us sy ap ko kafi kuch milta hy hmin hr chez ko daikh skty hy us sy ap ka kam bi acha ho ga aur ap ka work bi thk ho ga forex main hmain kamybi milti hy to us main aop ko mahhnt krn aho ga jis sy ap ko kamyybi miltihy
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                          Salam
                          Forex main hamesha kamyab wohi hota hy jo zaida se zaida mehnat karta hy lakin baz okat ap ka faisla galat hota hy or ap loss kar daty hain or ap ka dill toth jata hy is laiye ap loss k oper loss karty jaty hain jitna zaida ho saqy mehnat karain or kamyab ho jain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                            assalamu alaikum dear forex member mein umeed karti hun ki aap sab khairiyat se honge ji member aap bilkul theek hai Rahe Hain ki forex per vah bhi log ka mehnat ke sath hote Hain Jo apni mehnat ko jari rakhte Hain isliye zaroori hai ki agar aap forex per kamyab hona chahte Hain acchi kamyabi hasil karna chahte hain ek kamyab insan ek kam yad trader banna chahte Hain to uske liye jaruri hai ki aap bhi mehnat ke sath kam Kare jab aap mehnat ke sath gaurav per kam karte hain ek to aap ka kam bahut jyada achha hota hai uska humko pasand Kiya jata hai jiska result main aapko bahut achcha bola si jata hai aur use bonus ho aap trading per lagakar acchi earning kar sakte hain achcha profit hasil kar sakte hain isliye jaruri hai ke jab bhi aap aur per kam kar rahe ho tu mehnat ke sath kam Kiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein kamyab wohi hai jo mehnat ko jari rkhta hai.

                              Jahan bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Ek risky business hai aur trading ke dauran nuksan aur profit donon ke liye taiyar Rahana chahie aur Agar aapko trading ke dauran nuksan ho jata hai to aapko pareshan bilkul Nahin Hona chahie aur apni mehnat aur struggle ko Jari Rakhna chahie aur Forex par kam karna Jari Rakhna chahie tabhi aap 4x Mein kam Kiya Businessman Ban sakte hain Jo log nuksan Ko bardasht Nahin kar sakte vah kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X