Trading say zayada loss hota hai ya profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

    Trading say zayida loss hota hai ya profit bohat acha swal Kiya aap nay forex trading mein aap jab achi trading krtay hai tu aap ko àcha profit hota hai jab aap achi trading nhi kray gay tu aap ko loss ho ga iss Lia aap ko àcha profit ka Lia achi trading Karni chahiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

      Dost Duniya ka koi bhi business Ho usmein Nafa bhi hota hai aur nuksan bhi Hota Hai aur Forex trading Bhi Ek Aisa business Hai Jis per Kabhi aapko Nasha hota hai to kabhi aap ko nuksan Hota Hai lekin agar aap mehnat Karenge ab demo account per practis Karenge trading ka knowledge or experience Hasil Karenge aur Apna trading skills improve Karenge to aap ko nuksan bahut kam Hoga aur nafa bahut jyada Hasil hoga.
      • #48 Collapse

        Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

        Assalam alaikum members Forex mein trading ke dauran loss or profit aapke knowledge aur experience par depend karta hai agar aap aap Forex per trading ke bare mein knowledge rakhte Hain to aap trading se accha profit hasil kar sakte hain Forex per profit your loss aapke a trading skills aur market analysis depend karta hai hamen chahie kya ham trade karne se pahle market ko acchi tarah analyse kar len
        Shukria
        • #49 Collapse

          Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

          assalam walekum aapane bahut hi acchi baat ki hai loss or profit to har karo bar kahi aisa hota hai lekin trading mein hamen loss hota hai yah profit to yah hamare apne kam aur hamari mahila ke upar depend karta Hai jitni jyada humne mehnat ki hogi hamara experience hoga utna achcha hamen profit hasil hoga otherwise Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge agar hamare analyse a strong Ham achcha Kam Karne wale honge to is per hamen bahut achcha profit milega aur agar Ham jaldbaji mein a jaenge lalach mein aakar ropan karenge to is per hamen loss ho sakta hai
          • #50 Collapse

            Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

            A o a dear forex member umeed h ap sb khariat sy hn gy aj jo hmara topic h vo h k trading main ktna monafa hota h or ktna nfah hota h orhm ko kasy pta chly ga k hm ko profit a rha h or ktna loss or hm apna jo loss h isko kasy hm kr skty hm hm apna trading ka loss jo h vo fully attention or hard work sy hi hasil kr skty hm jis sy hm kum sy kum loss ka samna kr skaim gy or zeyada profit hasil kr skaim gy
            • #51 Collapse

              Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

              Forex trading men loss aur profit aap ki mehnat pe depend krty hein. Agar aap mehnat krty hein, zyada sy zyada practice krty hein, zyada sy zyada experience gain krty hein tu yeh baat tu pakki hai k aap ko profit ho ga qn k mehnat kisi ki waist nai jati.
              aur behtreen kaam yeh hai k aap market ka analysis krty rahen, taa k aap ko market ki movement ka pta ho aur aap achi sy achi trade kr saken.
               
              • #52 Collapse

                Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                Assalamu alaikum their selection bar aapane bahut aisa sawal kiya ke trading se jyada fayda hota hai ya nuksan hota hai fayda hota kya nuksan hota hai hota hai uskoagar insan trading experience ke Bina per laga to use waqt use use business mein fayda Hoga agar experience na hone ki Bina pavitra laga kartoos business mein koi fayda se nahin Hoga bal ke usko businessman are kam hone ke chance hai isliye business ko kamyab banane ke liye trade acchi lagani chahie aur usse mein sada sar hoga
                • #53 Collapse

                  Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                  Yah Ham Vahi depend karta hai ki Ham Apne account Ko chhodkar Nahin Los Karen Hamen Iske bare mein jyada information Nahin Hoti to blouse kar Jaate Hain Agar Iske bad mein jyada information aur Hamare experience hota hai aur ham per nibandh karta hai ki Ham Apna Kam Karen Padta padta hai Iske bare mein information Ho Ham Jyada Se Jyada profit Kama sake
                  • #54 Collapse

                    Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                    Dear frax member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear trading se jyada loss ho ya FIR jyada profit yah aap par depend karta hai ki aapke pass kitni jyada acchi knowledge aur Kitna jyada Achcha experience hai jiski vajah se aap apna loss karva rahe hain ya apni profit increase kar rahe hain yah sirf aur sirf aap par depend karta hai kyunki aap jao market ko karke apni trade ko Nahin lagaenge aur jaldbaji kar jaenge yahan FIR different types ki aur bhi mistake Hain Jo aap apni trade Lagan mein karte hain to aapko isase kabhi bhi e acchi profit Nahin mil sake ki badh ke aapka loss hi hoga Tu agar aap apne acche experience aur bahut acchi knowledge ke sath market ko bahut hi jyada understand Karke aur market mein candlestick pattern ko bahut hi jyada focus rakhkar aur market ko bahut hi jyada Soch samajh Kar jawab apni trade ko lagaenge to aap isase bahut acchi profit hassil kar sakenge yah sab ham pad pant karta hai ki ham kitne profit yah Kitna loss kar sakte hain .
                    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                    • #55 Collapse

                      Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                      friends is bare Mein kuchh nahin kaha ja sakta hai aap ki skills par depend karta hai agar aapke pass acchi skills hain aap jante Hain Kya aapko work kis tarah se karna hai to aapko jyadatar profit hi milega lekin agar aapke pass abhi knowledge nahin hai Koi khas skills bhi nahin hai jo ki aap use karke apna Kam kar sake FIR aapko bar bar loss ka samna karna pad jata hai lekin agar aap apni galtion ko sath sath recover karte rahenge to aapko loss nahin hoga
                      • #56 Collapse

                        Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                        Is ka jawab tu bohat asaan hai kay trade ka inhasaar apki soch or mental mindset par hai agar aap forex mai accha kaam kartey hain mehnat say or lagan say or phir baad mai apka accha bonus aata hai tu phir aap par depend karta hai kay kis tarah us ko istaamal karen agar aap nay jaldbazi say kaam liya tu wo bonus zaya ho jaye ga isi liye sabar say kaam karna hoga is kay ilawa lalach say parheez karna hoga jitna profit miley usi par guzara karen warna loss bhi ho sakta hai baki agar sabar say kaam karen tu accha hai warna aksar log himmat haar jatey hain or kaam chor detay hain.
                        • #57 Collapse

                          Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                          Forex trading ma hme loss bi ho skta ha or profit bi. Agr hm saber se or mehnat se kam kryn gy tb hm hme profit ho skta agr ap jeldi bazi kryn gy or market ko daikhy begair ap trading krty hn tu apko loss ho skta ha.
                          • #58 Collapse

                            Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                            Hello dear friends kaise ho aap log ummid karta hun aap sab theek Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge bahut Achcha question Kiya aap Logon Ne Kate Forex trading se loss hota hai yah profit yah to aap pad band karta hai ki aapane Kitna Na Lage Aasan Kiya Hua Hai Kitne log Nahin Ki Hui Hai aap kaise training karte hain market ko watch Karke pet karte hain yah Aisa karte hain Agar Apne profit cancel karna hai to aapko market ki movement Ka Pata Hona chahie Achcha Na Lage Aur experience Hona chahie tab jakar aap Kamyab hote hain aur profit Aasan karte hain Agar aapke pass Na Lage Nahin Hai experience Nahin Hai market ko baat nahin Karte to aapko loss hota hai
                            • #59 Collapse

                              Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                              Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Barakatuh der Mein karta hun Kapoor Academy Allah Tala ka kam se bilkul khairiyat se Honge ji aapka Qawwal Sawal hai ki trading Mein last hota hai Halat hota hai yah profit ji Mere Khyal mein agar Ham mehnat karte hain hard work Karte Hain To trading Mein Hamen Kabhi pilas Nahin ho sakta hai isliye koshish Kiya Karenge ismein bahut jyada aur top mehnat Kya Karen aap Koi se bharpur fayda Hoga aur aap ismein Jarur Kamyab ho sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Trading say zayada loss hota hai ya profit

                                My dear friends I wish all the members of Pak Forex Forum are good and doing his best in the forex trading due to the support of the instaforex. Dear friends forex trading mn profit or loss dono hain. Dear friends ya ap per depend karta ha ka ap loss hasil karta hain ya profit. Dear friends agar ap zada sa zada mahnat karta hain or professionally trading karta hain tu ap forex market sa unlimited profit hasil kar sakta hain. Dear friends agar ap mahnat nahin karta tu ap kabi be kamyabi hasil nahin kar sakta. Dear friends is liya ap mahnat karen , kamyabi hasil karna ka liya. Agar ap mare advice ko follow karen ga or mahnat karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members #

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X