ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    A.A yes this is very important advise for students, students forex trading k sath sath apni study ko hargiz hargiz no chohrain ,study bohat zarori hay ,is kam ko part time krain or earn karain or study continue rakhy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      dost students apney study per focus rakhey to acha hai warna agar wo sirf forex trading per he focus rakhey gey to loss key sewa kuch hasal nahi ho ga is leye ap ko chahey key study aur forex dono ko sath sath ley kr chaley to acha hai. ..
      • #543 Collapse

        yes sir ap ne buht he ache or good thread shere kiya he ,,studnts is pe kam kryryn btt apni study ko b jari rakhyn kyo k ager is me he apne pora time lga dia to ap ka apni study pe dil ni lgy ga so time manag kr k dono ko he time dyn ,,,
        • #544 Collapse

          apny thek kaha student tarding kary but trading esy kary ki un ki rotten ki taleem pi koy problum na ay ya forex ki wajah sy wo apnt taleem min nechy na ay uss ki bad student apny zaroartow kow pora karny ki leye forex pi kam kary.
          • #545 Collapse

            m agree wid u meri sub. students ko. yahi advise hai k ap apni study kabhi mat choren ap forex me trading zaroor karain but apni study plz continue rakhai ap firex ko rozana 3 say 4 hours dain ap itny waqt me itni earning kar sakty han k apny sary expenses utha sakeen
            • #546 Collapse

              To get an education to become a successful person and is most important to have a bright future. Yes, students like me in forex trade, and it should continue to be studied. If you study enough successful because the combination of U, will be spectacular
              • #547 Collapse

                yes ap bilkull theek kh rhay hay student keleay chaheay k wo forex trade k sat sat study b karay or apna taleem b pora karay student keleay ye bht faida mand job hay student waha taleem b krta hay or dosri taraf forex trade ki money b osko jama hoti hay or wo student esi hi say taleem ka pora kharcha kr sakta hay
                • #548 Collapse

                  Jee bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai aur mera bi ye he khayal hai k aik student ko forex trading business zaror start kar lena chahiye aur is mein hard work bi karna chahiye lekin is business mein usy apni study ignore nahi karni chahiye.
                  • #549 Collapse

                    Yes off Course dear ager koe student es kam ko karta hay to Kam ko na interfare study may hony day or na study ko kam may ager Study disturb ho rahi ho to osy kam nae karna chahye ya apna time table aysa set karna chahye kay study disturb na ho
                    • #550 Collapse

                      assalam o alaikum.han g ap ne shai kaha hai hai ke students ke ela forex aik he bhut mufeed de buisness hai is ko students part time job ke tor per ker ke apni fees khud he pay kr saken ge aur apni family waln ke lea kafi had tak faida pouncha saken ge aur is ke sath sath studeis pe bhe dehan lazmi dena cheheye
                      • #551 Collapse

                        bhai mere ye to bohat hi acha mashwara hai mare dost jo har insan ko follow karna chaheya takay wo loss na uthaya marya dost is leya yea best hay mere dost.hamen is kam ko part time he rakhna chaheya aur first time main to insan ko taleem pay zor dena chahiya mere dost.
                        • #552 Collapse

                          to kon kehta hy mere bhia ke taleem ko chor ker ap trading mein aa jaein pehle
                          talem hasil karein phir sekh kar ye kam karein aise hi shoro na ho jaein
                          • #553 Collapse

                            i agree with you.... forex trading bohat acha business hai.... students kay liye bhi bohat achi opportunity hai.... woh trading kar kay apnay expenses bohat achi tarah pooray kar saktay hai.... magar is kay liye apni parhai ko ignore nahin karna chahiye...
                            • #554 Collapse

                              students ke liye trading karna thora nuksaan dey ho sakta hai. jab aik student forex trading ke kaam main parta hai aur jab uss ki earning hona shuru ho jati hai to uss ki concentration apni studies ki taraf se hat jati hai. wo bas earning ke baray main sochta rehta hai aur iss se us ki studies affect hoti hain. iss liye main yahi kahon ga ke pehlay apni studies ko complete karein aur phir forex trading ki taraf ayein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                bhai jaan hme is me zyada se zyada earning krni chahiye to us nay sub say pehlay yehi baat ki the k aap nay sub say pehlay apni study ko prefer karna hai bad me koi dosra kaam karna hai.hme is me zyada se zyada kam krna chahiye aur sabr se kam lena chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X