ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    bhai ma ye samjta hun kai forex mai hamm jaisay students ko aek waqt muqarar kar laina chiye kai es waqt kaam or es waqt study tu hamm kamyab ho sakay gain warna na ghar kai rahen gain na ghat kay.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      ji han bilkul bro main ap ki bat se agree karta hon k students trading zaroor karain laiken un ko trading k sath sath apni parhai ki taraf bhi daihann daina chahie kyun k is ka parh k ham us muqam tak ja sakte hain jo humara khuwab ahi bro
      • #573 Collapse

        ji mere bhi ma ap ki baat samaj gya hon student ko chaye k wo apni study ki terf b tawajo dyna or par time job b karn forex training business par forex par kaam kr k he ap kuch earn krte ho jids sy student apni study k liye use krte han iss y student ko study k liye help ho jati ha
        • #574 Collapse

          han bilkul dosto aap kabhi bhi apni taleem ko na choro kiun ke taleem he aap ko is business me kamyab bana sakti hai educated person jaldi is ko seekhta hai or achey se is ko learn karta hai or kamyabi hasil karta hai .
          • #575 Collapse

            mera kyal ha ke student ko apni study pe dehyan daina chaheye yeh un ki earn nahe learn krne ke din ha mera yahi khyal ma aap logo ki baat se agree nahi karta ha agar karna chahty hain time table bana lee or part time job karein
            • #576 Collapse

              g bilkul bhai aap ny bilkul thek kaha bhai es kaam main bht se students aise hain jo enter hoty hain or apni studies ko time dena hi chor dete hain es liye main students ko ye hi kehta hun k wo es kam ko na hi karen to zyada better hai
              • #577 Collapse

                apney sahi kaha student k lye yeh bohat achi advise hai k woh forex ko sikhen zaroor leqin is k chakar main ap itney greedy na ho jayen k pc ko ap choren hi na aur apni parhai par tawajja hi na dein.
                • #578 Collapse

                  forex trading k hawalay say studets ko ye advice hay k forex trading main kam k doran apni taleem ki taraf bhi twaja den serf forex trading main hi time ko wast na karen.
                  • #579 Collapse

                    The broker will purchase the shares for you using the money in your margin account, return the shares and close out the short sale transaction. While your short sale is outstanding, your account will be charged interest against the value of the short position.
                    • #580 Collapse

                      salam ap ki kehi hui advice students k lie bohat hi better he students ager trading kerna chahte hen to zarur karen wo part time is ko zarur de sakte hen is business se wo apne future me kuch na kuch seekh sakte hen or ek achi earning bhi ker sakte hen lekin un ko apni study bhi kisi surat chorna nahi chahie kun k ye un ki life k lie bohat zaruri he taleem se insan me shaur peda hota he us me knowledge oer learning hasil kerne ki salahiyat ziada se ziada hoti he ...................thanks
                      • #581 Collapse

                        sir apnay bhot hi acha awal kia ha or ma igree krta ho kay student trding zaoro kray lakin apni study ko nazar andaz nai kro ap trading kay sath sath ap study bhi kr saktay ha islay to forex ak bhot acha bussinees ha jaha ham part time job kr saktay ha ham 1st time apni study ko tiime day or 2nd time ham job kray
                        • #582 Collapse

                          You are absolutly right brother..... forex to side business hy.. is sy hm apny taleemi akhrajat ko asani sy manage kr sakty hen,,, mgr is ka ye mtlab hrgiz nhi lena ghahiy k taleem ko chor k lalach men aa jain... taleem sy he hum aagy bhrr sakty hen aur apny parents ko support kr sakty hen... wo dost jo taleem ko chor chuky hen unko meri mukhlisana advice hy k apni taleem jari rakhen aur forex ko bhe time den..
                          • #583 Collapse

                            Yes very very and very true because if students will never concentration on education so then they can be fail in the life.. and they can not continue their education and this is very important...
                            • #584 Collapse

                              jee bilkul students k liye ap ne bohat achi bat kahi hai students agar trading krna chhty hai to zrur kren earning kren but is chaker ma apni study ko ignore mat kren q k study ap k fecture k liye zruri hai aur earning ap k aj k liye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                G han dear yeh baat ap ny bilkul thek kahi hai k forex students k lye aik acha source of income hai but yeh b baat zaroori hai k wo forex mai a kar apni study ko continue b karen yeh na ho k pasie k lalach mai study chor den yeh galat baat hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X