ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    For students ap log trading ko as a part time ka kam rakhain aur apni study ke taraf khoob dhayan dain. Forex trading kai through apnai parents ka sath zaror dain but is ko bohat zyada time dai kar apne study ka harj na karain. Study is far more important than this. ye trading hai kabhe bhe kar saktai hain but study ka aik khas waqt hota hai. Forex trading ap kai future work mai bohat kam aye ge but is ko filhal aik had tak karain had sai tajawuz kiyai beghai study ke taraf zaror dhaya dain aur ous ko quit na karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ji ha janab app na bilkol theakbat kahi ha mujha mara uncle na jab forex ka baray ma bataya to unho na kaha ka sub sa pehla apni study per dahan do phir phir forex per kam karna ku ka study sub kamo sa pehla zarori ha
      • #423 Collapse

        my dear brother ye advice ap ne bht achi ki hay sab students ko,bilkul ye biussiness students k lie bht kaaramad he lekin ye bat bhi theek he k wo isse apne free time me use karain na k pesa kamane ki lalch me apni studies ko ignore kardain
        • #424 Collapse

          yes yar 1005 riht kah hay apnay kay student ko apni study say ignor nhai karna cahiye q K taleem he sab kuch hay if abhi hum taleem ko left karkay hum forex par focuse karygy tp apko bhot se problem ko faced karna pary ga
           
          • #425 Collapse

            Yes we must need to maintain our study besides the forex trading business because as we all know that forex trading is one of the such business where we are able to earn good profit if we once understand this business with the help of good knowledge and practice so student are able to earn good profit from it.
             
            • #426 Collapse

              ji han apnay acha advise kia hay students agar forex per work kartay hein to yeh bat un k liye zarori hay k woh apni education per bhee tawajo day sirf pasay k lalach mein trading he na karay kiu k forex say ap aik dam say kuch nahe kama saktay is k liye apko kafi time required hota hay.
              • #427 Collapse

                yes education is the first priority sub sa pely attention apni education ko da or is k baad agar aap k time bachta ha tou us ko utilize kara
                • #428 Collapse

                  bhai students kay liye main bhi yeahi advise karo ga kay wooo forex trading ka business bilkul kary magar apni eductaion ko matt choraien main khud bhi aik student hooo aur apni taleeem kay sath hi forex trading bhi kar raha hooois business ki sab say aachi baat yeah hai kay app ko ziada time nahi lagana parta hai abb 40 minute bhi do tu enough hai
                  • #429 Collapse

                    boss Trading ko aap part time men karen .study is more important than trading. Agr aap educated hon ge to he aap achy tareeqy se trading kar sakty hain aur agar aap study ko chor ke trading karen ge to;;;;;;;;;;;;
                    • #430 Collapse

                      g student ko chaye k wo apni study mustly karen forex m time ki koe limit nahi he is liye jab wo study se free hon to forex ko join ker sakty hen is liye foreex student k liye bhot acha business he or wo apni study k sath is ko join ker sakty hen
                      • #431 Collapse

                        g han ap ne bilkul theak kaha k students is ko as a part time job rakh kar bhi apne parents ko support kar sakte han lakin is ka effect apni studies pe mt dalien kun k trading to wo after studies bhi kar lien ge studies ka time abhi hai or ye bohat zarori hai un ko chaye k studies ko proper time dien trading k sath sath..
                        • #432 Collapse

                          students apney study per focus rakhey to acha hai warna agar wo sirf forex trading per he focus rakhey gey to loss key sewa kuch hasal nahi ho ga is leye ap ko chahey key study aur forex dono ko sath sath ley kr chaley to acha hai. paisa kama rahe hein lekin paise ko dekh kar apni taleem se doori na barten is se apka sab bara loss ha jo apko nazar nhi arha ha agr apk pas taleem hogi ap forex mein aage ja kar ache trader ban skte hein.
                          • #433 Collapse

                            Ji han apne blkl theek kaha k students k liye forex best hai...wo yahan se achi earning kar k apne pairon pe khare ho sakte hain....but unhein kabhi bhi apni studies ko neglect nahi karna chahiye....coz taleem bhtttt zarori hoti hai.....
                            • #434 Collapse

                              g han forex me trading me students bhi ache jrhe hn but unhe apni education ko ignore nmhi krna chaye education unki base banati he or ye apko acha experienceb kl sath knowledge bhi derhi he but apni education per zada zor dena chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Yes of course dear yeh bohat hi achi baat han or aisa hona bhi chahey student's ko chahey k woh Forex trading Zaroor kary but un ko apni Study ko ignore nai krna chahey kyun k un k Study bhi utni hi Ahmiat rakhti han jtni k Forex trading rakhti han isi liye un ko chahey k woh jtna Dil sy Forex trading krty han utny hi zayada dil sy apni Study bhi kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X