ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji ha dosto students ki age sekehne ki hoti he or forex ko join kakre jaldi earning shru kardete hey or is chakakr me apni taleem chor dete hey ye ghalat he taleem nahe chorni chahye agar forex or taleem me se 1 ko choose karn aho to taleem ko choose karey kunke forex app study ke baad bhi tarde kar sakte hey per taleem app age guzarne ke baad nahe hasil kar sakte
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Bilkul mera bhi yahi mashwara hai keh students trading zroor karen lekin apni taleem per tawajah markooz karen. Lehaza hamain chahiye keh pehle achi taleem hasil karen aur tab hi forex trading start karen ta keh hum field main successful ho sakein.
       
      • #558 Collapse

        Yes dear i agree with you forex market ke knowledge and experrience gain kartey kartey apni studies ko bilkul be avoid nhi karna chahiye takey apka career be safe rahe forex trading key sath sath me khud be ek student hoon or as a part time trading karta hoon.
        • #559 Collapse

          yes brother ma ap ki is bat se agree karta ho k student trading zaror kary mager apne study ko ignore na kary student ko chaye k wo apna ak time table bana la aur is k mutabik trading aur study kary
          • #560 Collapse

            yes sir aap nay bhut hi acha kaha hain student k liye k forex mai student mai business karay or is mai acha earning b karay magar apni study ko na hi ignore na karay jis se wo apna career bana sakty hain apni life mai..
             
            • #561 Collapse

              ap ny bilkul sai ha hy q k agr students yeh filed ko apni future k liy use krien to phr bi boht acha hy q k jo koi bi forex trading mein ata hy wo ess ko chorr nai skta hy ess liy students ka qasoor nai hy k wo ess business ko start kr k apni study ki trf twja km dety hein lekin aisa nai hona chahiy study boht zrori hy ess liy sab ko braber time dein.
              • #562 Collapse

                students k lie lazmi hai k wo study k sath sath earning b krain but apni student life ko ignore na krain aj karain gy tu kal ko apne lie kch kr sakain gay life main iss ce unka double knowledge gain hota hai r knowledge gain krnae main koi burai nahi hai
                • #563 Collapse

                  Han na main khud bhi ik student hn aur main bohat sa knowlege hasil kar raha hn forex sa main tu baqi bhaiyun ko yahi mashwara dun ga k aap agar koi part time job karna chahty ho tu forex main aao yah ik bohat hi achi job ha aur han is k sath sath apni study ko bhi jaari rakhna !!
                   
                  • #564 Collapse

                    yes dear student bai ny buhat hi acha swal diya hy discuss keya hy q k aik student ka sab sy pehla kaam hota hy apni study ko pura kary q k agar ap ka knowledge zaida ho ga to ap achy trader bano gay
                    • #565 Collapse

                      Yeh bahot zaroori baat hai. Yeh advise hai student k liy. Trading ko aap part time men karen .study is more important than trading. Agr aap educated hon ge to he aap achy tareeqy se trading kar sakty hain.
                      • #566 Collapse

                        bilkul trading ek bohat he sutable business ha students k lia ku k es mi time ki koi pabandi ni ha students es ko zarur join kary or apni study sy free ho k apny free time mi es sy profit earn kar k apni family ko sporte kary or apny kharchy bardasht kary khud lakin wo zayada lalach na kary apni study ko ignore kar k zayada earn karny ki.
                        • #567 Collapse

                          jee han aap ne bilkul theek kaha hy k students forex trade zaroor krein lekin on ko chaheye ke wo apni study ko ignore bilkul na krein aur apni study ke sath sath jo on ko free time milay wo time forex trade ko dein takay on ki study bi jari rhe aur forex trade bi aur jub study complate ho jae to phir chaheye full time forex ko de dein.
                          • #568 Collapse

                            bhai ap nay bohot achi advise di hay or main apki soch ko slam kerta hun.main bhi ye hi sochta hun kay hamain Forex zaror karni chahiay lakin hamain is kay pichy apni taleem nahi chorni chahiay wo apni jaga zarori hay or ye apni jaga theek hay.
                            • #569 Collapse

                              Yes brother i 100% agree with students ko kabi bi ignore nahi karna chye aur agar zada zaroort ha to trading ko as a part time job lain is tarha ap ki studies ignore nahi ho ge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                yea to bohat he acha mashwara hay maray dost jo har insan ko follow karna chaheya takay wo loss na uthaya marya dost is leya yea best hay maray dost . humain is kam ko part time he rakhna chaheya aur first time main to insan ko taleem pay zor dana chaheya mary dost

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X