Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    Dear Forex Traders,Forex mein kbhi Dil ki na mano.Hmesha Cool mind ke sath trading kro.Kyun Agr ap Jld bazi mein trading kren ge.Tu confirm bat he ap kp loss ka samna krna pre ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main achy say trade karny k kabil hony k liiye experience hasil karna ho ga aur is main jab tak mind fresh nai ho ga is main achi planing bi nai kar sakty hain so hamain is forex main earn ho
      • #1503 Collapse

        Trading main hamesha apni strategy ki man lenay main hi bhalai hay na dil ki man leni chahye aur na hi dimagh ki. in dono main loss hota hay. jo trading strategy kehti hay usi main sirf fida hi fida hota hay. que kay wo aik real bat per banti hay. is liye wo sirf wo hi kahay gi jo usay chart sy input mil rahi ho gi.
        • #1504 Collapse

          is forex main mind ko fresh karna ho ga ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main information hasil karein gay ta k loss kam ho saky ga aur demo main practice karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil ho saky ga aur profit hasli ho saky ga
          • #1505 Collapse

            mere bhai trading ek aesa bisnis h k hm agr is mein dil ki mane ge to hmara acond wash hone mein koi dair ni lge ge or agr hm dimag ki manein ge or soch k sara kam krein ge to hm ek ache porofit ko hasil kr skte hain is lye dimag ko chlane klye bhe knowlig or tjrba hona zarori h
            • #1506 Collapse

              Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

              har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain aur hamain is k bary main information hasil karein gay tab hi hum real main perform karein gay aur market main up aur down ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain
              • #1507 Collapse

                Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                G Ap ki baat theak hy hum ko trading ma dil ya damag kis k mani cahy to bahi damage ki he manai cahy q k damage sari calculation kat k trading karty hain jb k dil to Sirf rishto ma kam karta hy trading ma nai.
                • #1508 Collapse

                  Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                  Brothers forex main teading krty hoay ap dil say ziada dimag ki manty hain ar demag ki bhi tab manty hain jub ap ko market ki condition allow karti ha ap trading karny sy pehly market ka ashi say analysis krna hota ha us analysis ki base pe ap apny demag say decide karty ho trade karni ha ya keh nahi??
                  • #1509 Collapse

                    Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                    forex trading ke leye bohat zayda cool mind reh kr he trading krne chaye and kabi bhe jald baze me trading nahi karne chahey jo logo cool mind hote han wo zayda earn krte han and jo log jaldbazi se trading krte han wo loss he krte han asl me forex trading ke leye acha mahol ka hona zarori hye and kabi bhe ye nahi socha jaye ke hum loss kar ke phr se os loss ko os he time recover karan ge os time trading chor kr mind ko set keya jaye to behter hota hye
                    • #1510 Collapse

                      Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                      market main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achy say perform kar skaty hain aur hamain knowldge ho ga tab hi hum real main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main earn ho gi it is best
                      • #1511 Collapse

                        Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                        Trading main na dil ki suno na demagh ki bilkol por sakoon ho k market ki movement p dhiyaan dein k market kis traf jaa rahe hai ap b usi trah sab cheezin dekh k work karin agar ap any dil ki suno gy to may be ap ko lost ho may be profit ho agar demagh se ful dhiyan se karo gy to inshAllah ap profit pao gy forex main market ki trf focus karin k market kab movement karny wali hai lost profit ka enehsaar isi par hai
                        • #1512 Collapse

                          Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                          forex k iss bussiness nein hmaim hmesha dil se nhe blkai dimagh k faislOn se kaam laina hOota haii....isliye hmeshaa cool minded hO k trading krnee chaiyaii jbb bhe frusrate hOtaii haii to hum.ghlt fasilayy lai laitayy haiin jinkee wajah se hmain bd mein pachtana prh jata haiii....isliye trading k mamlai mein dimagh se kaam laina chahiayii ta k bd mein dukh na hO
                          • #1513 Collapse

                            Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                            ji janab boaht achi baat ki hai or mein iske bare mein ye kehna chahon ga ke forex tradinge eik hard wark businece hai koi pyaar mohabat ki baat nahi hai isleye humen forex tradinge mein dil se nahi demagh se kaam leyna chahey
                            • #1514 Collapse

                              Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                              Dear member forum ma ya factors phly b kafi b brief ho chuka hy k emotional treding nae krna , strongl analiyz krna hy market ko, ,technical k according support and resistance k according treading krni,, na k emotional K sth treding kro or loss ho jy,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                Re: Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

                                Bhai trading me ap ky dil or dimaagh dono hu chalty hen dil me hosla or himat prda krni parti he or dimagh sy soch majh kr market ko analysis karna parta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X