Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    Na Dill ki suno na dimagh ki analysis par chaloo
    agr ap forex market me success hona chahtay hain to ap na apnay dill ki sunay na apnay heart ki ap market me analysis karay jo ap ko result aey ap os kay hisab se entry lain forex aik aisi cheez ha kay agr ap talented nehi b hain chahey ap kay pass kisi college ki degree b nehi ha agr ap hardworking kar kay market ko bus analysis karna sekh lain ap ki forex me success yakeeni ha forex market me learning knowledge or exprience ki chalti ha ku kay yeh koi sports nehi ha yeh aik business ha ap ko forex kay hisab se chalna ho ga forex me jitna ho sakay knowledge hasil karay jo mistake ho un ko theek karay or jub ap ko aik baar market ko analysis karna or market ko pridict karna a gaya to ap life time earn karao gay ku kay forex me wohi baar baar chezainy repeat hoti hain
    Last edited by ; 07-08-2018, 03:56 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      is forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein ay aur mind ko fresh kar k hii hum achi trade karein gay aur is forex main is k bary main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay ta k loss kam ho saky ga
      • #1458 Collapse

        hamain is k bary main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hii hum sucess hon gay markt main rules ko follow kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi
        • #1459 Collapse

          seb kuch brain se soch kar hi kya jata hai phir dil ki mani jaty hai pak forex forum par b brain ki energy kharch hoty hai pak forex forum par koi fazool typing nai karny hoty soch kar juwab daina hota hai or sikhana hota hai is liay brain ki energy use hoty hai brain fresh hona lazmi hai behtar brain food or green tea b use kya karo
          • #1460 Collapse

            trding me ap ku dil ki hi mannani chhye ta ky ap kuo kisi bhee khtra na rahe aur yaad rakhe dil se faisla kr ky dimagh ki mane aur apne mission ku pane ky lye purazam hu jye aur kisi se dre nhi agr trde kry tu ap himat rakhe taa ky ap kmyab hu jye.
             
            • #1461 Collapse

              dekhai agr ap trding ka irada rkhte hy tu ku dil aur ddimagh dono ki mannani parhay gi phir ek ache faisle se ap achi trding kry gy is lye mkammal train hu jye ta ky kisi bhee kism ka forx m ap ku naqsaan na utha-na prhe.
               
              • #1462 Collapse

                ap try karen k trading karty wagat damag ka estamal zyada karen.aur ye faida mand tab hi ho ga jab ap apny brain mein trading se mutaliq kuch dalen gy.jb trade lagany ka waqat ay ga to apka brain apko achi output dy ga.market ki movement mein dil to hamesha negative respond deta hy
                • #1463 Collapse

                  g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders kotrading kerty waqt aik to becool ho ker trading kerni chahye or trading kerty waqt jo traders dil sey kam lety hen mere khayal sey wo thk hen ku kih dimagh sey hi kam lia jata hy but jo kam dil sey kia jata hy na wo har traders ka kam bht hi achi tarha success ho jata hy........
                  • #1464 Collapse

                    hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur is main focus kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main is k bary main analyse kar k hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best
                    • #1465 Collapse

                      hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur is forex main experience haisl kar k hi hum achi trade karein gay aur knwldge hasil kar k hi hum achi trade karny main b iasani ho saky gi
                      • #1466 Collapse

                        mary kayal mai trading mai na dil ki mane jate hain or na demag ke bus is mai kam karny ky liye or kamyabe hasial karny ky liye hamy achy experience or knowledge ke zarorat hote hain agar hum bager learning ky trade kary gy to hamy just loss ho ga yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                        • #1467 Collapse

                          forex mai hamy na dil ke sunne chahey or na he dimag ke sunne chahey yai aik online business hain hamy is mai apny experience ky hisab sy or market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gyn or markrt mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura saky gy
                          • #1468 Collapse

                            forex aik online buiness hain forex mai na dil ke manne chahey or na he dimag ke manne chahey balky acha experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                            • #1469 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                              Dear traders mere khayal mein trading mein brain se cool mind ho kar tamam cheezon ka jaiza le kar apne dil ki sunain agar wo satisfy hai to trading kar lain inshaALLAH faida ho ga.
                              Hume successful trading karne ke liye property plant banana padta hai aur Bina mindkey trading ke liye Apna broker plan nahi bana sakte isliye trading karne ke liye Apna proper plan Banaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                trading mai na dil ke manane chahey or na demag ke forex mai aghar hum kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or marekt ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai runing hasial kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zaroto ko pura kar saky gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X