Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?
    Dear traders mere khayal mein trading mein brain se cool mind ho kar tamam cheezon ka jaiza le kar apne dil ki sunain agar wo satisfy hai to trading kar lain inshaALLAH faida ho ga.
    Last edited by ; 06-03-2014, 11:44 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading main na to app kay dil ki chalti hai na he app kay demag ki app ko jitna bhi trading main faida hota hai ya profit hota hai us main app ka knowledge count hota hai app ka jitna zaida knowledge ho ga app ko utna he profit ho ga or app ko earninig bhi achi milay ge.
    • #3 Collapse

      dear bhai hamy donu ki boht zarorat hoti ha agar hamry pass dil hoga to ham kam kary gay agar demag hoga to ham demag ka istmal kar kay kam kar kay aik achy trade bany gay ise liye forex trading main donu ki bohat hi zarorat hoti ha app donu ka istmal kary
      • #4 Collapse

        Dear mere khiyal say jo hamy forex may profit hasil hota hy ya phir faida hota hy wo sab hamary knowledge and experience per depend karta hy es may hamary demag ya dil ki koi bat nahi chalti ham jitna bi work karty hain wo sab hamary knowledge and experience per depend hota hy.
        • #5 Collapse

          agar trading mai dil ki maani jaye tu insaan kabhi kamyab nahi huta kiu kay wo sirf profit dekhay ga aur lalach mai bhi a jaye ga laikin agar dimaagh ki maan kay trading ki jaye tu wo ap ko conditions kay mutabiq chalaye ga, wait karwaye ga aur ap ko profits dilwaye ga
          • #6 Collapse

            Dear friend in the trading we just take the step according to our brain opinion because the brain is the main part of our body that take any step of the thinking
            • #7 Collapse

              mary bhae kam jo bhi ho yea chahay business bhi ho us main pahly insan ko demagh ki sochni chaheya tab hi wo business sahe tarha chala sakta hay agar wo insan dil ki sunay to wo acha business man nahe ban sakta hay maray dost ap bi demagh ka istamal karo
              • #8 Collapse

                maray khayal ma jab hum forex par kam kartay han to hum ko in dono cheezon ki suni parti hai jo kam kia jae us ma dil ki marzi zaroor hoti hai or damag sa hum puchay ge question ka jwb da saktay han is liay forex ma humen in dono cheezon ki suni parti hai
                • #9 Collapse

                  trading k doraan main tu dilln ki mnta hon kion k jis kam py mera dill motman hai wo kam krny mein maza bhe ata hai aur fsida bhe ho ga es liye main forex nhi blky har wo kam krta hai jo dill kaita hai k ye kam kr la tery faidy mein hai aur wo main krta hon aur inshallah os mein faida bhe hota hai
                  • #10 Collapse

                    mera aap ko mashwara hai k trading me kabhi b dil ki mat sunna ku k ye lalachi hota hai aur tme nuksan pehcha sakta hai hamesha is kaam me demagh say kaam lena.
                    • #11 Collapse

                      Trading main sirf ap ka apna tajurba hi kaam ata ha iss liye ap ko chahye kay iss main hum apny zehan aur damagh dono ka achy treeky saay use karain phr hi hum kamjab hun gay other wise nahi iss kay alawa hum iss main kamjab nahi ho sakt y
                      • #12 Collapse

                        Dear trading main Dill or Dimag dono use hoty hen, is lie aap pely experience hasil karen than trading karen, jab aap trading karen karen gy to dill to rakna pary ga or mind ko use krna pary ga, aap emotion trading na karen or patience sy tradng karen ye bht achi bat hy.
                        • #13 Collapse

                          Well mujhe lagta hai kay forex business aik aisa business jo kabhi bhi apni moment change kar sakta hai, tu hame mentally toor per taiyar rehna chahiye decesion laine k liye, or kabi hame apne dil ki sun'na chahiye or ziada tar dimagh ki.
                           
                          • #14 Collapse

                            trading mein dimagh se kam karna parta hai dil to lalch bi karta hai ke yahan se itni bari lot laga do
                            acha profit a jaye ga but banda lalch karke buht nuqsan uthata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Friends trading ko dil or demagh ki yani dono ki bahot zarorat hote he .is k baad hum ko internet or knowledge ke be zarorat hote HAI.AGR knowledge na ho to na dil ap ka kaam karega or na demagh .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X