Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    We can learn complete about Forex ourselves by searching online on internet. There are lot of video lectures, books and websites are present on internet. I mostly like informedtrades.com, dailyfx.com and fxacademy.com. You can learn complete about Forex from these sties. After learning the next step is practice of demo account.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      mere bhai ye aik acha kam he ayur ye aik ach aakaam he aua rye aik axhca kam he aur ye aik achaa kam heaur ye aik achaa kam heaur ye akam he
      • #1263 Collapse

        Brother trading hamesha dimag se kerni chaiye , kiw b business ho is mein kabi b dil se work nai kerna chaiye kiw ki dil mein emotions hote hai or is business mein emotions ki koi jaga nai kiw k yaha aik chota si mistake hume bohat bara loss kerwa deti hai is leye hamesha mind se work kerna chaiye.
        • #1264 Collapse

          Bhi jan forex treading business may hmax mind ke mani chaia q k business mind say hota hay dil say nahi planging hama mind may krtay hay dil may nahiforex treading aik best online business hay forex treading ko all world people kr raha hay as may hard work k ghar bata achi earning kama sakatay hay
          • #1265 Collapse

            yes you are right lekin is k liye complete analyz kar lena zaroori hai dil bhi phir hi satisfy ho sakta hai
            • #1266 Collapse

              JI NAHI JANAB HUM ASA nahi kar sakty hain k hum ek thread par 2 3 dafaa reply kary kyun k asa karne par humara account banned ho sakta hain and haum ne jo b posts ki hogi wo sari zaya hojayegi isliey hamesa rules ko follow ho kar posting kary ..
              • #1267 Collapse

                Though technical analysis for all currency pairs and the same, but each pair has its own unique character, especially seen in the correction. Therefore it is better to concentrate on the 2 -3 pairs. Good to explore the most profitable time of each of these currencies, take this into account when entering the transaction. Each currency , that at a certain time frame, often repeating wavelength, so do not wait for more.
                • #1268 Collapse

                  During trading DIL ko side pay rakh dain aor sirf apany demagh ki directions pay concentrate krain q kay dil aap say syasay emotional decisions kerway ga keh aap ki trading jati rahay gi is liaye trading kay time DIL ki manana aap trading kay liaye very dangerous thing hy aor is say bachna hi trading ki survival hy.
                  • #1269 Collapse

                    trading me to demag se he kam chalta hay kun k is me profit loss hota hay ye koey game nahe k insan del ke bat man kar kuch bhe kar dey es ley hame demag se kame lena chey
                    • #1270 Collapse

                      Forex trading main hamesha apna mind istmal karo apny mind ki suno dil ki suno gy to loss ho sakta hy koi bhe fysla karo usko apny mind sy karo kabhi bhe apny mind ko tension main koi fysla mat karyn hamesha cool mind sy trading karo our profit kmao
                      • #1271 Collapse

                        tradin k doraan dil or dimagh ak hi huna chahiye nahi tu forex market doubled mind kar deti hey or trader confused hu jata hey or losss ki tarf chala jata hey
                        • #1272 Collapse

                          mai to trading karty waqt apny dimagh yani brain ki sunta hu aur fresh mind k sath trading karta hu taky mai maximum earning kar k successful trader ban sakon. trading mai dil ki mannay sy hamari trade risky ho sakti hai aur phir loss ka dar b laga rehta hai. but agar ham apny brain ko use karty huey trading karen gy to ham ko bohat faeida ho ga aur ham boht huge money b earn kar lain gy.
                          • #1273 Collapse

                            apki bat bilkul sahi hain par hame trad jab hi satrt karni chaiye jab hame trad business main exprince hasil karle ager hamare pass exprince nahi huwa to ham kabhi kamiyab nahi ho sakte dil or dimag k tukke kab tak lagayege trad business main loss hi hoga warna tukko se..
                            • #1274 Collapse

                              demagh ki he manni chahiye dil se jazbati faisley liye jate hain hamesha aap ka demagh he aap ke kaam aata hai is business me or aap ko demagh ki he sunni chahiye takey aap sahi se faisley le saken is me or trading me kamyabi hasil kar saken .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                Sir main ye samejta hoon kay ap ager life may kamyab hona chahiye hain to apko chahiey kay ap hamesha brain ki baat mano dil ki nahi ager aisa karo gay to loss may hi jao gay ager apki marzi hai jis tarah kerlo wo kero jo ker saktay ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X