Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    mere khyal sa to ye dono he cheez he zyad important hain ager hmre dil nh changay to hmre kam axcha nh hnga or han ager dimakhe nh chalay ga to axchi trading be nh hngi.......
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      bhi ji trading kai andr dono ki manny prty hai q kaia gr dill ki na many to wo naraz ho ajat hai agr brain ki na many to wo ghuss a kr jata hai is liy hu m ko abhi dono ki zarort ha
      • #393 Collapse

        bhai trading mein kabhi bhi kuch bhi hosakta hai is liye ap yeh nahi keh sakte ke aap kis ki mane kabhi kabhi dil ki manne se bhi aap faida hojata hai but technically dekha jai to dimag se ache faisle liye ja sakte hain.
        • #394 Collapse

          Asslam o alikeum mera manna tou yeh hai k trading mein dil ki naa suni jae tou behter hai dimag ki sunni chaiye humesha
          • #395 Collapse

            trading aik logical kam hai to app ka dil nahi chale ga is me sirf or sirf app dimagh chale ga app fresh mind se kam karen ge or dil ki nahi sune ge to tab hi app success pa sakte hain .
            • #396 Collapse

              dear, trading main na to app kay dil ki chalti hai na he app kay demag ki app ko jitna bhi trading main faida hota hai ya profit hota hai us main app ka knowledge count hota hai app ka jitna zaida knowledge ho ga app ko utna he profit ho ga or app ko earninig bhi achi milay ge.
              • #397 Collapse

                mery bahi ap ka question acha lga pr mery khyl sy hum ko sirf jo hum ny es ke mutlik study ki ha os ke mutabik hi trading krni chaia ..
                • #398 Collapse

                  trading mein dil ko koi kam nahi hai is mein dimagh ka istamal kerna perta hai ap ek abnormal shkhs ki misal lay lijiye ek abnormal shakhs kbhi bhe trading nahi ker skta kyunki uska brain he sahi kam nahi kerta lehaza dimagh k bghair koi business nahi kiya ja skta jaisay k forex
                  • #399 Collapse

                    Mere bhai mai ki baat se agree karta hun humain dil se nahi mind se kaam lena chahain aur trading k waqat sooch sumj kar faisle karne chahain warna humain loss ho sakta hai dil ki sono ge to dil mein aksar greed aa jati hai aur forex per greed karne wala kabhi kamyab nahi ho sakta.
                    • #400 Collapse

                      forex trading ek bohat bara risky business hai isme agar ap continuously profit hasil karna chate ho to iska best tarika ye hai ke ap sirf apne dimagh ki suno kyun ke dimagh se kam lene par ap human ke emotions main nahi ate
                      • #401 Collapse

                        Ager hm koi trade open krnay ja rahay hon to ager hmara mind and heart dono mutmain hon to hm achi trading kr skte hain or apnay liye acha munafa kama skte hain or apnay mind ko use kr k apni knowledge ko increase kr skte hain
                        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                        • #402 Collapse

                          Brother trading time ap sirf brain ko he follow kerien agar del kay kehnay per amal kia to pher ap ko loss ho sakta ha forex ko proper learn kernay kay baad aik workable strategy bnaien or pher us ko demo per test kerien or pher real trade start ker dain.
                          • #403 Collapse

                            bhai g mary khyal ma zyada tar log apna dil kiisuntay han or uss sa profit b hota ha oor loss b hota ha kyo k dil too pagal hota h oor hamasha such e bolta ha wasy ap ka knowledge b bht importance rakhta ha jita ilam ap rkhty ha utna pasa earn kar sakty han
                             
                            • #404 Collapse

                              bro treading hamsha ddimagh say ki jati hay dil say nahi.kiu kay ap ka dimagh kabhi bhi ap ko galt faisla nahi katny day ga.kiu kiu kay dill kay kiye gay faisly hmasha galt hoty hain.kiu kay un faislon say banda emotional ho jata hay.jub kay treading main emotional ko control main rakh kay hi kaam kiya jata hay....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g ahn bilkul humain apnuy brain ko pur sukun or cool rkhna parta hy par hota wohi hy jo dil chahata hy kun k dil par zor nahi hy par humain apny apna mind bnana chai hy k humai kaam ko pehly or dil k kaamo ki bad main suni hy to pher wo khudi satsfy hojata hy ...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X