Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Asalam-O-Alaikum to all of you, Dear Friends i think ke humain dono ki nahe manani chayeh kyoun ke dono ka guess he galat ho sakta hai soa apko apna experiance ki he manani chayeh trading main tou its good.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      app ko jitna bhi trading main faida hota hai ya profit hota hai us main app ka knowledge count hota hai app ka jitna zaida knowledge ho ga app maza bhe ata hai aur fsida bhe ho ga es liye main forex nhi blky har wo kam krta hai jo dill kaita hai k ye kam kr la tery faidy mein hai aur wo
       
      • #348 Collapse

        bhi g forex trading may ham ko apna zada dihan ham ko trading may rhana cahay or ham ko apna dil say trading karni chaya or is may mind cool kar k trading karni chay takay ap ko is may faida ho or ap is may acaha traider beno
        • #349 Collapse

          mara khala sa insan ko agar kam koi muskal ho to wo allah sa rujo kar na chaya q ka allah ham sadia rasta bataya ga mara yara q ka hamara ak khada ha aur ak raya ga
          • #350 Collapse

            gee bhai forex forum bohat acha busineess hy ye busineess ak mind busineess hy agr hm ye busineess mind ke saath aur behtar treeqy se kry gy too hm forex busineesss me kamyaab hoo skty hy aur profit haasil kr skty hy forex forum bohat acha forum hy
            • #351 Collapse

              profit banana to wakeya he main itna mushkil na hay lekin maray bhae banda to kama to sakta hay lekin insan akhir kama he lata hay profit lekin har bar profit kamana bohat he mushkil hay janab je .aik bar to koe bhi kama sakta hay profit
               
              • #352 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                agar trading mai dil ki maani jaye tu insaan kabhi kamyab nahi huta kiu kay wo sirf profit dekhay ga aur lalach mai bhi a jaye ga laikin agar dimaagh ki maan kay trading ki jaye tu wo ap ko conditions kay mutabiq chalaye ga, wait karwaye ga aur ap ko profits dilwaye ga
                Jee bhai bilkul theek kaha ap ne agar hum karobaar me apne dill ki baat maane ge to hum kabhi bhi forex me kaamyaab nahi ban sakte hume hamesha is kaam ko apne mind se hi karna chayye.....
                 
                • #353 Collapse

                  forex tarding busienss mein humein tou ziyaada ter apni demaagh ki sunni chahiye kiyon k mien yeh samjhat hoon k dill tou bacha hai ji iss liaye iss ki tarde mein nahi suneni chahiye tab hi hum achi tarde ker saktey hain.
                   
                  • #354 Collapse

                    Salam Friends, This forum is very nice and easy to post in it, it help us to start forex trading and I am very thankful to this forum for it, and from posting I earned a lot of experience and knowledge.
                    • #355 Collapse

                      forex trading mian ager dil or dmag dono ki equal suni jaye to zyada munasib h kio k dil jazbati kr day ga or drmag pareshan or in dono soretehal main trading krnay say ap ko loss hi hoga is liye dono ko mila k chalain to achi bat hai.,
                      • #356 Collapse

                        Dear mere khiyal say jo hamy forex may profit hasil hota hy ya phir faida hota hy wo sab hamary knowledge and experience per depend karta hy es may hamary demag ya dil ki koi bat nahi chalti ham jitna bi work karty hain wo sab hamary knowledge and experience per depend hota hy.
                        • #357 Collapse

                          well my dear friend, meray khayal say humain apnay kaam ko dill say karna chaheay lekin kaam main dimagh say kaam lena chaheay ta kay hum emotional na hon kisi bhe stage pay, ager hum dill laga kay kaam karain gey to hum kaam ko interest kay saath karain gey lekin ager hum dill say kaam karain gey to hum koi bhe decision practically karnay kay bajae dill say karay gey aur jo acha lagay ga hum wohi kar baithain gey chaheay result bura ho jae...
                          • #358 Collapse

                            Yes my friend, ap jab ap forex me trading kartay hai to hammeesah dil k bajye dimagah say dicision layna chaiye.. q k jo log dil say faisla kartay hai wo kbhi bhi kamayab nh hotay hai...
                             
                            • #359 Collapse

                              because of forex exchanging business my life is extremely occupied and it additionally altered my opinion decidedly. i begin this business from long haul so i see that i'am juste win in the forex market
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                forex aik business hai yaha ap ko apny mind ko use karna hotha hai plz ap apny dil ko use na kary kiu k dil emotion sy karthy hai or forex koi love center nahi jis my ap apny dil sy kam ly ye aik risky business hai ap ko har waqth fresh mind ky sath trade karna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X