Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Mere khayal se forex trading me dil se zyada dimagh istimal krne ki zarurat hoti hai,jb tk aap ko sahi knowledge nai hogi jb tk aap is ko sahi tor pe nai krsakte to aap ko chahiye ke apne dimagh ka bharpur istimal krte hue faisle karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      forex trading bohat zyada risky business hai is main dil se zyada dimagh ki sunni chaye kyun ke forex trading main market ka koi pata nahi hota ke kab market apke khilaf move kar jae is lia agar forex trading se profit uthana chate ho to dil se zyada dimagh ki sunni chaye
      • #363 Collapse

        hamesha demag ki kyon k dil to vohe kehta ha jo hame acha lagta ha lkin demag asal ma vo chez bata skta ha k jo hamaray liye behtar yano profitable ho. so ma to hamehsa demag ki manta hon
        • #364 Collapse

          trading menu is very important of any trading bescause every trader in the world remain busy dil mona gai
          i thing this is not realy goood idea absolutely nice so......
          • #365 Collapse

            It is important to note that forex trade as well as any other business is done with mind, but not with heart. If we get emotional then it means we take decisions with our heart, but we need to take decisions with our mind if we want to get succeed in forex business, so that we should keep away our emotions during forex trading and always take calculative and wise and logical decisions in accordance with the market tread and most importantly it is not possible without using our mind.
               
            • #366 Collapse

              Thinking capacity dimagh mein he hoti he aur agr ap munaafa kamana chahte ho tu phr tu ap ko dimagh kee he sunna prre gee kio k dil k faisle jazbaat pr mubni hote hein aur un mein zyada soch shamil nhi hoti is liey wo hmein nuqsaan kee tarf le jaate hein. so agr ap kaheen confuse ho jao aur dil ek baat keh rha ho aur dimagh doosri tu dimagh kee suno.
              • #367 Collapse

                Nh meray brother trading me kbhi bhi DIL ki mat suuna warna bhut nuqsan uthao gay.. trading me hameesah BRAIN say kam liya jata hai .. and jo bhi brain say trading karta hai wo hi suceesful hota hai....
                 
                • #368 Collapse

                  Asslam o Alaikum han gee forex trading mian na toh dil ki chalti hai or na hee dimagh ki bus forex main ap kay knowledge ko count kiya jata hai or yeh jitni zyada ho gee utna ap ko faida ho ga
                  • #369 Collapse

                    trading main hum ko dono kam karny hoty hen demaag say kaam lena bohat he zaruri baat hoti hey us k elawa hm ko dill ke sunne chahey kiu k dill mian he hmari luck hoti hey or trading mian luck b zaruri hey..
                    • #370 Collapse

                      bohat he muskil question kiea hai dost ap ny.ye to wohi bat hui k aqal badi ya bhans
                      wesay gari kabhi aik wheal py theak sy nai chalti.means apko kabhi kabhi dimagh k sath sath dil ki.b.manani chahye. qk jab tak apka dil mutmaien nai hoga apko trading krny ma na maza ay ga or.ma proper interest.
                      • #371 Collapse

                        agar apko kisi bhi kam main kamyab hona hai to apko dono cheezon par control hona chaiye kion k dil to sab ka karta hai k ziada profit kamaen but dimagh use nai kartay hain or is say loss hota hai
                         
                        • #372 Collapse

                          forex business kyn k pure business ha. or businesses dil sa nhe kya jatay hn. is ma demagh ki zarorat hoti ha. jo log dil ki sunaty hn to most of time loss ko he face karty hn. forex business ma earning k lye hamian apnay mind ko fresh rakhana chaye. or greed sa avoid karna chaye.
                          :cool::cool::cool:
                          • #373 Collapse

                            jo log dil ki zyada sunte hein wo ye kam kbhi achy se nhi kar sakte hamesha wohi admi is kam mein perfict ho ga jo isko dimag se kare ga
                             
                            • #374 Collapse

                              baie ge4 ya tredine business ha koe love ka chaker nahe ha jase ma ap[ dil ke mano ga ap ko as ma damge ka astmlke karne ho ga tabe ap forex tredng ma kamybe ho sate ho our ache tredr bane sakte ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ksi bhi business main emotions se zyada brain ka kam hota hai....hamen professional decisions lete hoye dimagh ka use krna chahiye na k dil ka...dil bht emotional hota hai... aur emotional ho k theek decisions nai kiye ja skte....isliye hamesha professional decisons main brain se kam lena chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X