Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    trading m dil ko or dmgh k sab k bat mni jati h or her kam her kam asani se ho jata h or jo bhi kam hota h ache se hota h dil se mano gi to thek bhi hota h ya ni per dil k fasly hmesha jazbati hote hnnn dmgh k fasle soch smjh k kerna chayeeee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      dear friend mery kayl mein too apni mind koo hee use karna chahey forex business mein i thing forex business mnid kaa business hay naa kaay dil kaa business only use mind in forex.
      • #1083 Collapse

        trade main dono ki mana parti hay mgar prefer dimaagh ki hoti hay baaz oqaat dil ki maanain to profit aa jata hay magar trade soch samh kr karni chahiay takay loss na ho
        • #1084 Collapse

          trading mein trader ku dil aur demagh donon ka sahih istemal krna hote he ager trader sahih apne mind ku istemal krta he aur trading mein dil se kam krta he tu us ke trading ache hote he aur wuh successful trader jlde bnta he
          • #1085 Collapse

            Trading ma demag ka zayda kam hota ha keu kay trading ma har wakt insan ko active rehna hota ha agr dil ki suno gye to loss beh ho skta ha isi liye trading ma har wakt demag ko hazir rakhna hota ha. jitna demag sy kam lo gye utna zayda profit kama sakty ho or faida hasil kar sakty ho.
            • #1086 Collapse

              Sometime hamien apne dill ki b baat manna perti he. lekin jahan tak mera sawal he forex trading dill se nahi dimaag se hoti he ur sath strategy se. Kyoun ke hamarai markete ko analyze krne ki strategy hi hamien is mien perfect banati he.
              • #1087 Collapse

                • #1088 Collapse

                  dear dosto assalam o alaikum janab mere khayal main ye hai ke forex aik busniess hai na ke koi grail farend ke us se dil lagaya jae han ye bat bhi sach hai ke insan har kam dil laga kar kre magr busniess main zada tar dimag lagana chahiye
                  • #1089 Collapse

                    Bahi jan forex aik business hay and business mind say kia jata hay, es liay forex trading main aap ko profit us waqat hota hay jab aap fresh mind ho kar trading kartay hain.
                     
                    • #1090 Collapse

                      If we get emotional then it means we take decisions with our heart, but we need to take decisions with our mind if we want to get succeed in Forex business. So that we should keep away emotion from us during Forex trading. If we get emotional in Forex business then we will not be a successful Forex trader.
                       
                      • #1091 Collapse

                        aslm o alikum forex mein dil naam ki koi chez nahi hti is kaam mein dil se koi kaam nahi hota is kaam mein har waqt hazir demagh rena padta hein tab hi is mein kaam hota hein
                        • #1092 Collapse

                          dono chezen dimagh ke sahare per ap is ko sekhen aur trading dil ki sun kar karen tu hi ap is work ko jan paengen aur is main kamab ho saken gen
                          • #1093 Collapse

                            Demagh ki.yeh toa bht hi clear baat hai k AGR ap apnay dil ki sunain gay toa apko nuqsan hota hai q k hm apnay emotions k zair e asar reh kar Ziada greed bh kartay hain
                            • #1094 Collapse

                              ah mara khayal ma is ma mind sa kam lana chaya q k agr ap dill sa kam lo ga to ap ko ho sakta ha k loss ho jay q k dill ki wjha sa emotions b a jata han or is kam ma emotion ki koi zrorat nai ha balka loss ka dosra nam ya ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Asslam-o-Alakum dear Forex trading main dil ki ni belke brain ki manni chahie aur wo be forex k knowledge and market k analysis ki roshni main.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X