Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    g mn smta hun ky hm ko is kam ky lia hm koo demagh sy kam karnbna =chayia jo ky hary lai bhtar ho ga kiun ky hm ko is sy faeda ho is lia mainap ki bat sy agree karta hun fffffffffffff
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      trading mein dil ki mat mano dimag ki mano aur ager ap kay pass experience nahi hay tu ap trading bilkul mat karay balkay demo trading karay and forex ko seekhna shoro karay takay ap kay ilam mein izafa hoga is tarha ap real par bhi achi earning kar lay gayn waisay bhi forex aik great business hay and worldwide hay isi liye ap forex ko ziyada time spend kiya karay .
      • #1053 Collapse

        main dil ki kabi nahi manu ga main hamesha apne demag se kam leta hu aur lu ga.q k mind se liya hua fesla hi thek hota hau na k dil ka liya hua.humay hamesha mind se acha decision hi lena chahye.
        • #1054 Collapse

          Assalam O Alaikum bhai jan forex trading me ap ney jo be planning kerni hoti hey aur market ko over view kerna hota hey wo ap key damag nay kerna hota hey lakin decision making jo hey wo finally dil ney kerni hoti hey.
          • #1055 Collapse

            hume dil ki suneny sy zeyada behter hy k damagh ki suni or apny emotion ko side per rkhty howy trade kerni chahi
            • #1056 Collapse

              asalam o alaikum friendz main jab trade kerta hun to dil ko beech maein nahi lata qk ye apko emotion mein bana deta hai jab k dmagh apko sahigh mashwara de sakta hai earning k lie.
              • #1057 Collapse

                mere khyal main agr aap ny aik acha trade start karna hai tou aap ko chahiye k trade start karny sy pehly apni demagh per tora boj dalen aur bajaye apni dil ki many aap ko chahiye k aap demagh ka istemal zyada karen.
                • #1058 Collapse

                  yes dear in my opinion mere khiyal say jo hamy forex may profit hasil hota hy ya phir faida hota hy wo sab hamary knowledge and experience per depend karta hy es may hamary demag ya dil ki koi bat nahi chalti ham jitna bi work karty hain wo sab hamary knowledge and experience per depend hota hy..... i think like that
                  • #1059 Collapse

                    Forex is a business of the mind and so we need to be in the right frame of mind any time we are trading and also we must make sure that we work hard in learning and acquiring of knowledge which improve our brain and also our experience in forex trading
                    • #1060 Collapse

                      Forex main hum ko har samay dimagh ka sun na chaheyen kiu ki a ak mind game hain jis main jo jitna dimagh ka istemal karega utna profit kamaye ga. Hame har samay hamare dimagh ka sunna chaheyen.
                      • #1061 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                        Dear traders mere khayal mein trading mein brain se cool mind ho kar tamam cheezon ka jaiza le kar apne dil ki sunain agar wo satisfy hai to trading kar lain inshaALLAH faida ho ga.
                        IT depend upon you if you do your work with your mind then it will be allright and if you do this according to your heart then it will also be good but according to you that what should be done in this business so its totalyy depend on the person who is doing this.
                        • #1062 Collapse

                          dil ur damag donoo he kam main la kar asl kam main lagy dil ur damag dono sath sath kam kary gay to he trade agy chaly ga na es lye humi chaye ky hazar damgi sy kam lay kar trading kary to he faidia ho sakta hay.
                          • #1063 Collapse

                            Yes brother hamain trading m dil k bajaye dimagh se faisla lena chahye as dil se lye gaye faislay aksar dhooka dety hain so apnay mind ko present rkh k decissions lain.
                            • #1064 Collapse

                              ha friend belkl sahi boola, agr hm heart ki bajaye demagh se kam lay tho hum bahot profit hasel kr skty hey, chonk agr hm del ka manaygy tho hum greed sey apny apko nahi bacha sktay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                trading me din ki mano or dimagh ap ki marzi he aur forex aik easy business hai aur forex mei sab sy ziyda important yeh hai ky is business ko kasey handle kary aap ko money management aur planning is mein karni parti hai aur greedy nai karni parti tab aap success ho saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X