Are you always or most often losing in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain agr humain success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay is main boht say log trade ko join karty hain or market main kam kar kay acha profit hasil karty hain magr humain low risk m ko try karna ho ga k low loss ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      No dear main ne abhi live account pe to kaam nahin kia hai laikin sirf demo account pe kaam kia hai aur is main mujhe bahot hi zayda profit hoa hai aur mujhe bahot kuch seekhne ka mila hai
      • #618 Collapse

        is forex main kam karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur demo main practice kar k hi hum run karein gay
        • #619 Collapse

          Main demo account p forex trading krta hon aur aksar muj ko loss is liy hota hy k main jab bi trade open krta hon to main bhool jata hon k is trade p stop loss aur tp ni lagata aur achank munjy 100 dollars tak ka b loss ho jata hy per jis trade p main stop loss aur tp laga deta hon wo trade meri range main rehti hy aur prifit bi ho jata hy
          • #620 Collapse

            G nhi mere sath hmesha aisa nhi hota ke main loss krta rhon kiun ke mujhe agr market trend ki samjh na aa rhi ho to main trade nhi krta jub market trend wazeh ho jae tub trade krta hon aur loss ke chance is trha bahot kum ho jate hain
            • #621 Collapse

              Bhai Agar aapko loss hota hai to aap ki apni mistake ki wajah se hota hai agar Hum Log Khud par depend Kare aur loss Se bachne Ki Koshish Kare aur learning Karke aur Market ko Vash karne ke baad Hai Hum market Mein confirm trading Kare Toh Humko Kabhi B lost Ka Saamna nahi karna padta isliye Mai Sab Ko Yahi kahunga ki market Mein information Ke Sath Hai kaam karne lage aapko accha profit Hona ke achha loss
              • #622 Collapse

                asi baat nahe hay ky insaan har jaga he har time he loss karay loss krnay k baad jab ye baat seekh li jay loss kyu hota hay mehnat ki jay seekha jay uskay baad loss ky chances kam he hotay hain
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #623 Collapse

                  agr hum is main ag success hasil karni ahy to is main kafi learning karna ho gi jis ki base say market ko use karna ho ga kun kay is main loss kbhi hota hay or humain kabhi profit hota hay low risk main trade karna ho ga ta kay kam karna best ho sakta hay is main demo ko use karna hay to kafi help mil sakti hay is main kafi earning ho sakti hay
                  • #624 Collapse

                    forex trdaing main hmain loss bhi tu hmari apni wajah se he hota hai q k hmain leraning nahi hoti hai or jub trade ka order lgaty hain tu without planing k set kar dety hain tu pher loss he hona hoat hai tu bahtr yahi hai k palning kar k chalen forex main
                    • #625 Collapse

                      mai new commer hun es field mai mjy loss or profit dono ka experience nhi hain but itna pta hai k loss sirf or sirf hamari apni wja sy hota hai kion k hum jub trading start krty hain to sb sy pehly planning nhi krty or limit k mutabiq kam nhi krty or sochy smjhy bagair or market ka analysis kiye bagair trade lga daity hain...
                       
                      • #626 Collapse

                        agr hum apna loss nhi krn chahty to es k liye zrori hai k hunmy trade lgany sy pehly market ka analysis laina or view laina boht zrori hai kion k jo log market ko nzrandaz krty hain to loss bhi wohi log uthaty hain es liye profit ya achi income hasil krny k liye zrori hai k market k bary mai mukml jaiza lia howa ho nhi to loss zida ho ga ...
                         
                        • #627 Collapse

                          Mera opinion ye hai k forex men koi aisa trader ni hoga chahe wo jitna bhi bra expert q na ho usse forex men loss zarur hua hoga.
                          Forex men first day se hi koi trader bhi succesfull ni ho sakta hai, q k in the biggening kissi bhi trader ka itna experence ni hota hai k wo trading men loss na hone de, baad men waqt guzarne k sath sath trading ka experence barhta jata hai aur loss k chances kam hote jate hain.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #628 Collapse

                            is forex main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay ta k profit hasil ho saky ga
                            • #629 Collapse

                              loss aur profit tou hota hi rahta hai so hamain market main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab ih hum run karein gay aur market main emotion ko kboa main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum acha earn karny main bi asani ho saky ig
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                forex main bhot bhot loss hian main ne forex main bhot he ziyda loss kia hain bhot ziyda or mujhy umeed hain k aaab main or loss nhe karogi qk main us time apni money ko nhe dekti thi k safe rakni hain hum ko ye nhe dekhna k kitna earn karna haiin hum ko ye dekna hain k hum ne apni money ko ksy safe rak k trading karni hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X