Are you always or most often losing in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    ap sub sahi kah rahy hain forex aik aysi fourm hai jis mn kuj b kbhi b ho skta hai or es mn ups and down b hoty rahty hain es liye apni skills or experince ki base par apni job countinu rakhren ta k apko lose kam se kam ho or acha earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      ab me is business me lost nai karta ho kyu kay mainay is business me bohat mehnat ki hai aur apni uis mehnat ki hi wajahs ay mainay is market ko samjha hai aur earning bi karna start i hui hai
      • #603 Collapse

        forex apko loss se bachna h to apko ek demo pe aconut bana na ho ga to apko us pe treding krna gi tto us se apko bohat help mil sakti ha ap loss bach jao ga ager ap hard work kroo gy to
        I LOVE PAK FORUM
        • #604 Collapse

          Forex market mai loss ki ratio bohat zada hai esmarket mai losssay ap es waqat bach sakty ho jab ap ny forexmarket mai learning aur skill ki madad say trade kro gy tou ap forex market mai loss say bach sakty ho. warna nahi.
          • #605 Collapse

            forex market mai loss es waqat zada hotay hai jab ap forex market mai begar planning kay trade krtay hotou apko loss kilimit bhe zada hoti hai.forex mai loss ko control krnay kay lye knowledge ki zaroorat hai.
            • #606 Collapse

              may dear friend as kam ma any say pahly apny ap say ak wada karo kay ya kam ni cahoro ga aas may ma kafi mahnat karo ga jo yanh kam karty hi an ko pata hi as kam ma kuch b hu sakta hi as lya as ma tansahion ni lani cahyea awor janh taik mumkin hu mahnat karty rahy
              • #607 Collapse

                forex trading main agar humay ziada tar loss ho raha hay to es waja say humary pareshan nahi hona chahiey balkeh humay chahiey keh esmain loss ki reson ko thak karen tab humari trading achi ho sakti hay
                • #608 Collapse

                  jesa k sub he yah bat kahty hain k forex main hmain loss bhi hoat hai tu yah bat such hai or hmain yah bhi btaya jata hai k loss hmari apni mistakes ki wjah se hota hai tu hmain apny loss ko katm karny k liye hmain mehnat karni chahye
                  • #609 Collapse

                    market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam aur profit hasil ho saky
                    • #610 Collapse

                      is forex main loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k profit hasil karny main asani ho saky aur trend ko use krana ho ga
                      • #611 Collapse

                        hamain is main loss hamari hi waja say hota hai so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi aur rules ko follow karna ho ga ta k loss kam ho skay aur market main achi trade kar k run karein
                        • #612 Collapse

                          is ma hum ko boht zada knowlged ouir experinec sa kaam karna hota ha is ma loss be hota ha our profit be hota ha jo log loss kay dar sa profit ko cor daty ha ow acha nhe karty ha aap ko cool mind sa kaam karna cahay
                          • #613 Collapse

                            forex ma aik boht bara business ha is ma hum ko loss be hota ha our profithota ha is ma majay be loss howa ha our ow mari mstak sa seekna cahay our is ma aap ko sara kaam mind sa karna hoga is ma knowlged sa seekna cahay
                            • #614 Collapse

                              Mn ne jab se firex trailding mn kam karna shuru kia ha abi tk nafa ni mil saka losse hi kia ha is lie k mn ne aoni ghaltion se bikul ni seekha bar bar aik strategy se trade laga ta raha hun jis ki waja se loss mn challa gia hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k acha earn karein gay aur market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum earn karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X