How to Control Emotional Trading? Plz tell me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    ji dosto emotions ko control krrna bahoot zarori hy forex trading bahoot risky business hy is ma emotions pe control lazmi hy ager ap emotional ho k trading kery gy to bahoot loss hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      ans

      Bahi Jan trading mein apny emotions ko lazmi control krein aghr apki aik trade loss meupin chalk jaye tu dosri ko loss mein jany se bachayein aur trade mein news ko use krkrein
      • #1068 Collapse

        forex mai sab sy mushkil chez apny emotion ko control krna hota hai app issko rule bna kr likh kar rakh lain k ap nay inko control krna hai ager loss hojay tu fikr nahi krni aur ager profit hojayga tu ziada khush nahi hona issi surat mai app isko control kar sakty hain.
         
        • #1069 Collapse

          Brother bohat dafa insan jazbaati lose ky hao janaey ky baaed hotaa ha, humein idhar postive sochnaa ha, agar lose bhee hao jaey to usaey bhaool ker agaey kaa sochnaa ha, aor struggle krni ha, go mistake pehli kee usaey again nahee dohraeyein.
          • #1070 Collapse

            Meee rai maa app ko chaiaa kaa ap ko lalch nahe krna chahuaa agr ap asanahee ker taa hao to ap jazbaat ko avoiding ker pain hasil aor munafa hassel kr pain ga.
            • #1071 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shazinoreen پيغام ديکھيے
              Meee rai maa app ko chaiaa kaa ap ko lalch nahe krna chahuaa agr ap asanahee ker taa hao to ap jazbaat ko avoiding ker pain hasil aor munafa hassel kr pain ga.
              gee han ap ke bat ache he keh trader ko apne trading mein lalach nhe krna chahe aur hmein apne jazbat ko qabo mein rkhna chahe aur forex trading mein hmein boht ihtiat se kam krna hota he kion keh online market he aur hmein apne market mein emtional nhe hona chahe aur apne trading mein ache trading kr ke profit hasil krna chahe
              • #1072 Collapse

                Bro ham ko lose hao to hm ko heart chotaa nahe krna chaehiye r ham ko chaehiye kee struggling krne lag jaeen kiun ki baghair struggle aur struggling ki iss karobar mein success nahin milte ha
                • #1073 Collapse

                  sub say pehlay trade ko karnay say pehlay apni position ko contriol me karay is kay baad apko aisi koi bi trade open nai karni chaiy kay jis kay hawalay say ap confident na ho agar ap confident nai hai tu apko trade nai open karna chaiy is ko wait nkarna chaiy jsi say ap lost ki wajahs ay emoranional na ho skay
                  • #1074 Collapse

                    kis tara say emotion ko hum safe kr saqty hain ye kafi zada zarori hota hai her ik business ko hum tabi profit able bana saqty hain jub is main khud ko kafi zada teek say hum nay planning say trading ko kia hota hai yehi her ik traders kay liay zarori hota hai tabi ye khud ko loss say safe kr saqta hai
                    • #1075 Collapse

                      bhaiii sb sy phli baat ap jo bh trade lagaty ho trade lgany sy phly trend lazmi daikha kro is k baad agar apko profit ho bh rha ha tw aap emotional ho kr zaida trades na lgaya kro market ka kuch pata nahe hota aik dam movement ho jati ha is liyay soch samajh k trade lgain
                      • #1076 Collapse

                        mery khyal mn hmain forex mn trading krty waqt apny emotion par control es trha rakhna chahye k hum apni mistakes ko khtm kerengy or hmain jis wjah se lose hoa hai ab hmain wo dobara nh krna hai tu hum i umeed rakh kr apny emotion ko cntrol rakh skty hain
                        • #1077 Collapse

                          agar hum apny emotions ko control kar kay traidng akren gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen esmotions main aa kar hum galt trade bhi kar sakty hay
                          • #1078 Collapse

                            yes ager koi bhe trader forex main apny emotions ko control kerna chahta hai to pher us ko aik to volume of trade ko control kerna ho ga our second lalauch ko kabo kerna ho ga pher he app us business main chal sagty hain
                            • #1079 Collapse

                              Forex market mai emotion ko control kr sakty ho likan emotion control krnay kay lye forex kay trend ko maloom krnay say forex market mai eotion ko control kr sakty ho. trend maloom krnay kay lye ap kolearning krna hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                apnay apko pehlay is business kay rules kay hawalay say apko strong bana ho ga kay agar ap emotions ho gay tu apko confirm lost hi ho ga phir ap is ko apnay control me kar kay aik kamiyab trade karna seekh jiay gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X