How to Control Emotional Trading? Plz tell me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    apne emotion ko control karne k liye hame boht ziada knowledge gain karna parta hai take hame bad main trading karte huwe boht asani ho aur koi mushkil na aye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Wasa tu Forex mein k business mein bhut sari waja hain loss ki lakin un mein aik emotional ki bhi kafi sara traders ko iss baat per loss ho jata hai kyun k wo forex mein emotional ko control nahi karta hain. forex k business mein jaha tak mein samjta ho tu emotion ko control karna k sub se best way hai aap daily ka ya weekly profit ka target rak kar chala.
      • #318 Collapse

        dear hamary liye ye ek bohat he zaroori bat hai k ham apne emotions ko control main rakhen kiu k is tara sy humen loss ho skta hai is liye hmary liye ye ek bohat zarori bat hai k ham apne emotions ko control men rakhen
        • #319 Collapse

          han ji trading main ap ko apny emotions per control karna bohat zarori hota hy ager ap apny emotions per control ni karty to ap ko loss ho sakta hy jo k ap k future k liye acha ni ho ga.
          • #320 Collapse

            bhai ham koi bhi bussnis krte hen tu us me loss bhi hota he qk loss tu her bussnis ka ek hisa he agr hamen loss hota he tu zahir c bat he hamen bura hi feel hota he tradijnhg bhi ek esa hi bussnis he is me bhi loss hota ager ham emotion pr qaboo nhi rakhenge tu zahir c bat ham koi profitable trade bhi nhi laga sakhte
            • #321 Collapse

              mai ye samjta hon kisi bhi kaam mai emotion nai hona chaye ku k emotion apko kamzor karta hai. forex trading mai bhi is bath ka khas khyal rakha jae k himmat or confidence se trading ki jae emotion control kiya jae.
              • #322 Collapse

                g haan lalach buri bala hai or lalach insan ko emotional karti hai is se treder ko bht nuqsan hota hai agr buisness mai emotional hona bht bara loss ka sabab ban sakta hai is liye emotional hona buisness mai thik nahi hai
                • #323 Collapse

                  jab aap trade kare tu apana emotion control kare aap profit ki lalach na kare aap news ko follow kare or tred dekha jab tak aap emotion wali trading karta raha hain ga tab tak aap loss uthaye ga forex main
                  • #324 Collapse

                    Dear apko emotions control krne k liyeh koi khas kisam ka principle nahi milega yahan hum baat krrahe hain human behaviour or nature ki to yahan hum be bas hojate hain yahan cheezen hamare haath main na hone k barabar hi rehjati han.
                    • #325 Collapse

                      emotion ko controll karne k liye aap ko tv daikhain ya kuch aur aisa jis se aap ki mind bilkul fresh ho jai mere to ye mashwara hai baqi aur log jaise aap ko khain han aap thori neend kar lain aap ka mind fresh ho jai ga
                      • #326 Collapse

                        Forex trading is a skill which ought to be mastered over time in order to reap huge returns from the market. There is need to understand the market fluctuations as well as the place of analysis and proper planning in enduring success in the Forex market. Here are three miracle .
                         
                        • #327 Collapse

                          No, I am not talking about the rock band. Yes, I am talking about KISS as in the phrase, "Keep It Simple Stupid." The Forex-Kiss method is the latest automated program that recommends exactly how you should trade the method depending on the amount of money you have to invest. .
                           
                          • #328 Collapse

                            dera ab emotions ko control karna to ap py depend karta hai na. emotions ko control karny k liye zarori hai tention free ho k trading karin. aur zayada investment na karain.
                            • #329 Collapse

                              dekhiye is mein insan ko apne ap per kabo pana hota hy or koi formula to hy nhi
                              ke mien apko bta don or ap os pe amal kar is se bach sako
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
                                Most of the traders ko emotional trading ki waja sy lose hota hy, or Traders emotional trading krty hoy ziada sy ziada trades lgaty hen or un ka balance low ho jata hy, main ye puchna chaty hn k hm kis tarah apny emotion ko control kr skty hen,
                                Forex m emotion pr controll karna bohat ziayda zarori hota ha emotion pr controll karny k liya humy apny loss yad kar lena chahiya phir hum khud h seekh jy gy emotion pr controll karna jo k bohat ziayda zarori ha achy trader k liya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X