How to Control Emotional Trading? Plz tell me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    Forex mein emotional trading py control krna hr kisi k bs ki baat nhi keun k trading k dauraan jb Kisi trader ko profit ho raha hota hy to woh laalach mein aa jata hy aur trading ko thory profit py stop nhi krta jis ka baad mein usay nuqsaan uthana parrta hy issi tarah jb kisi trader ko loss hota hy to wo usay poora krny k chakkar mein trading krta rehta hy aur ziada nuqsaan us trader ka muqaddar ban jaata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      bhai iskeliy to aap ko sab se pehly paka irada karna pare ga ke jo bhi ho jay appney jo trade apny zehen ke mutabiq open ki hai wo jab tak Maximum profit hasil na kar ley apne trade ko close nahen karna hai aur ap ne trade bhi 0.01 lot size mai open karni hai phir ap dekhen gay apko samaj bhi ay gi aur ap ka experience bhi increase hoga
      • #1098 Collapse

        Emotionally trading se bachne k liye hamen planning k sath trading krni chahiye.
        Jab ham trading ko money management aur risk to reward se kren ge to ham apne emotions ko control ker saken ge, isliye planning aur targets hamare liye bahot zaruri hain, agar ham planning aur targets se trading kren ge to ham zarur succes honge.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #1099 Collapse

          hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trade karny say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is main kam kar k earn ho saky gi
          • #1100 Collapse

            hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum market main sucess hon gay aur hamain profit hasil karny main bi saani ho saky gi
            • #1101 Collapse

              apny emotions ko kabo kar kay market main kam karna ho ag jis ki help say humain trade main kam karna kafi sai ho sakta hay agr humain success hasil karni hay to low risk mai ntrade karna ho ta kay market main achi earning hasil ho sakay is main stress free ho kar kay market main enter hona ho ga
              • #1102 Collapse

                app ko ager dorex ma apnay emtions per qaboo rahkna hai tuo app k0o iss ko bussincess smj ker kerna ho ga jiss ma profit b hai or loss b..
                • #1103 Collapse

                  emotional ko kabo kar kay market main kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna humary liye asan ho sakta hay humain agr succes shhasil karn ihay to fear free ho kar kay achy say kam karna ho ga demo ko use karna ho ga kun kay demo ko use karty hain to trade karna huamry liye asan ho sakta hay
                  • #1104 Collapse

                    g han hamain emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur experience ho ga tab hi hum acha earn karny main bi asani ho saky gi aur demo main practice kar k hi hum real main bi achi trade karny k kabil hon gay it is best job
                    • #1105 Collapse

                      experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur knowldge hasil kar hi hum acha earn karny k kabil hon ga aur phar hi hum market main sucess hon gay
                      • #1106 Collapse

                        agar hum emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat ahi hoti hay aur humay chahiey keh es business main theak say time dai kar learnign karnay main he faida hota hay aur humay esmain learn karna chahiey aur esmain lalach nahi karna chahiey sabar say kam karnay main he faida hota hay
                        • #1107 Collapse

                          agar hum emotions ko control kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway learning karnay main he faida hota hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay es business main lalach nahi karna chahiey
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #1108 Collapse

                            agar hum emotions ko control kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey keh es business main humay lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach kay chakar main hum market main loss he karty hay humay chahiey keh es business main sabar say kam karen
                            • #1109 Collapse

                              Emotions ko rokny k liye bohat ziada experience aur patience ka hona zaruri hai kion k emotions aik fitri chiz hai koi bhi Iss se nahi bach sakta. Mager aik acha trader apni greed pay kabu paa ker hi emotions se bach sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                Emotions par control karna bahut jyada important Hota Hai emotions for control us Waqt Mumkin Hai Jab aap ne sab kuch pehle se decide kiya ho ki Kis Tarah Se kaam karna hai aur kitne risk Lekar kaam karna hai yeh sab karne ke liye aapko Ek strategy Banane Hogi jis mein aap ne sab kuch pehle se decide kiya ho ke aapne kab aur kahan par Apna order open or closed Karna Hai Jab aap Yeh sab kuch pehle se decide kar lete hain phir aap bahut jyada accha kaam kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X