How to Control Emotional Trading? Plz tell me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    hamain is forex main apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur trade karny k loye boht hi experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur hamain is main faida ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      hamain is main sab say pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum real main achi trade karny k kabil hos akkty hain aur hamain is main faida ho saky ga aur hamain profit hasil ho saky ga
      • #1128 Collapse

        g bikul sahi ha trading main emotional trading ki waja say buhat say trader apna capital wash ker latay hai.or ya is buisness main loss ki buhat zari waja ha main nay kud emotional trading ki waja say is business main buhat loss kiya ha mager ab ja ker main nay apni is mistake ko door ker liya ha ab main apni trade bikul cool down ho ker kerta hoon
        • #1129 Collapse

          MERY BHI ap agr achy bussinessman hain to ap ko ye baat nhe keni chaye or agr nhe hain to ap ko chahiye k ap aik achy trader banye ta k ap ko profit pay khshi or loss pay apny emotions pay control kr skain or apny emotions pay khud ko control krna aik aacahy bussinessman ki nishani h or han rhi emotions ko control krny ki bat to apny loss ko bardashat krain or apny hosly boland rkhain....,
          • #1130 Collapse

            Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mery kheyal me trading main emotions ka koi kam nai kyu emotion ki waja sy bht sy log loss kar bethy hain galt trade lagty hain apny emotion ko contyrol na karny ki waja sy jis ki waja s capital b loss kar beth ty hain trade kum lagyaye aur volume b size b
            • #1131 Collapse

              agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay jald bazi bhi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi main market main earning nahi hoti ulta humay market main loss he hota hay humay fresh mind kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay esmain
              • #1132 Collapse

                Asslam o alaikom pehli bat to ye ke agr bar bar loss honay ke bad bi ek trader ke emotion control nai ho rahay to us ka kuch nai ho sakta dosra ap ko apnay emotion pe control karna paray ga agr ap apnay emotion pe control nai kar saktay pher ap ko apni pocket pe control karna par jata hai ab ye ap pe depend karta hai ap apnay emotion pe control karay ya apni pocket pe
                • #1133 Collapse

                  Dear baz dfa aisa hota ha k hum jis pair ya currency pay trade kr rahay hotay hain hotay hain hmain lagta ha k yeh pair ic week ya mah ki down tareen level pay paunch gaya ha jaldi say ziyada say ziyada buy kr lena chaeay hala k us pair ka trend lgatar down he jata ha pora mah aur hmara account wash ho jata ha loss ki vja say so aisi situation main apnay ap pay control krna chaeay aur emotions ko qabu main rakhna chaheay.
                  • #1134 Collapse

                    Es ka 1 hi hal hai emotional trader ko trade nahi kerni chehey kyunk trad kernay kliy sabar and wait kernay wala trader hi kamyab ho ga Es liy trader ka wait kerna best hai kyunk market ki kis traf movement ka kuch pata nahi hota Esliy best anlyses k sath trade krain stop loss and take profit ko lagana bhoolain kyunk market main kis waqat news break ho Jay kuch pata nahi
                    • #1135 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
                      Most of the traders ko emotional trading ki waja sy lose hota hy, or Traders emotional trading krty hoy ziada sy ziada trades lgaty hen or un ka balance low ho jata hy, main ye puchna chaty hn k hm kis tarah apny emotion ko control kr skty hen,
                      Emotions ko control karny kaa sabb say behtrr hal ye hay k aap apna aik sahee mukamal tareeky say trading plan bnaain aur us plan par kise bhe situation ma amal karin. Agar us plan par aap amal karin gy to apny jazbaat par bhe kabu rakh sakin gy aur apkki trading bhe achi ho jay ge.
                      • #1136 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma ahci earning start hote ha to per hum ko apna emotion ko control rakna chaheya warna hum ko loss ho sakta ha es leya hum ko jab loss hota ha to per be hum ko apna emotion pa control rakna hoge warna hum ko per success nhi hoge es leya hum ko chahey ka hum apna loss pa control rakaaa...........
                        • #1137 Collapse

                          markt main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur sab is forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur apny emotion ko kabo main rakh k hi trade kar skty hain aur is forex main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum profit hasil karny k laiq ho sakty hain
                          • #1138 Collapse

                            forex mai jab hum trade kartye hain to hamy fresh mind ho ky kam karna hota hain hamy apy greed ko or apny emotion ko control mai rahkty howe kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gye or loss sy bach saky gy jo log trade karty wakt apny emotions ko or apny greed ko control mai nahi rahkty unhy just loss hota hain un ke sare mahnet zaya ho jate hain
                            • #1139 Collapse

                              Dear forex users hmain apne emotions pr control rakhna chahiye or hamain apnay apne emotions ko apnay experience se control krna chahiye or hamai bare bare khawab dekhnai nahi chahiye. Agar ap emotions se trading kren ge to loss hi hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                forex mai trade karny ky liye apny mind ko fresh rahkna chahey or apny greed ko or apny emotions ko control mai rahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or market mai run kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik online business hain hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X