How to Control Emotional Trading? Plz tell me.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    hamain is main apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur pahr hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hum market main kamyab ho skaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hard work karni ho gi ta k earn karny main asani ho skay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
      • #1053 Collapse

        Yar emotional trading ko bnda kabi control nahi kar sakta aap ko chaiay hota hay kay aap trading jo be karain us main patience ka muzahira karain or emotional trading bnda jaldi jaldi karta hay us say aap ko zada loss ho sakta hay ye to har bnday ka experience hay
        • #1054 Collapse

          agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh emotions ki zad main aa kar trading na karen es trha hum loss kar sakty hay
          • #1055 Collapse

            trading kartay time trader ko chaiye hai ke woh apne skill use karan aur apnay emotions ko koshish karin ke apnay experience say control karan . aur sath sath trading kay doran profit ya loss na sochin balkay forex market mai achi trading karnay ka sochin tu acha result mil sakta hai .
             
            • #1056 Collapse

              jahan tak mai smjhata hoon forex. trading min apko apny emotion ko control kr k chalna chiy is ka behtreen treeqa ye ha k ap apny andr sabr r patience paida kren ta k apko lalch nah aye agr lalch dil min aa gia to ho skta h nuksan ho jay
              • #1057 Collapse

                khud ko is market main emotion free trading ko kis tara say kr saqty hain is k liay her ik ko is baat ki care krni hai k koi b kaam ko us waqt tak nahi krna hai jub tak hum ko is mai koi target ko set nahi kia hota hai is baat ka khail kro trader market main
                • #1058 Collapse

                  emotions ku control man rekhna trader k apnay bus man ha laikin ager trader small lot size use ker k chaly trader kay emotions oc k control man rehty han but beri lot use kerny wala emotions control nae ker patta
                  • #1059 Collapse

                    Forex trading main traders ko self discipline kaay sath trading start karni chahiye aur traders ko apna mind bana lena chahiye or phir trading kay doran emotions per control bohot acha hona chaye emotion control kay liye yeh karin ke achi trading per dehan dain aur paisay ke baray mai na sochay
                     
                    • #1060 Collapse

                      humain hamesha sabr o tahamul sy kam krna chaiye lalach nhi krni chaiye agr hum lalach kryn gy to definetly greed is curse us ka result bura hoo ga is liye sakoon sy or apny emotion ko control kr k trading krni chaiye.
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #1061 Collapse

                        trading krty taime kabhi bhi emotional nai hona chaiya ya forex trader k liya bhot zeada khaternak hota hy our is sy hamy loss hi hota hy sirf hamy is sy bachna chiy our kabhi bhi trading krty taime hamy is my emotional nai hona chiya tab hi forex my kamyab ho sagty hy wrna loss ki waja sy is my kamyab nai ho sagty hy
                        • #1062 Collapse

                          emotional trading say kis tara say hum khud ko safe kr saqty hain her ik ko is market main target ko set krny say ye moka milta hai tabi ye ik trader kay liay is market say kafi zada profit mil saqta hai or khud ko loss say hum nay safe krna hai
                          • #1063 Collapse

                            agar hum trading main apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh dil lga kar trading par focus karen yahe zaroori cheez hay
                            • #1064 Collapse

                              agar aap logun ko ayhun apar buaht hi achi erngi klsrani hy to ap ko ayhun paar trdign karen ke lie ap ko yahun par emotishhjn nahin hoan cahye tabhi aapp logun klopa yhun paar erngi ho sakti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                Emotions ko controll ke lea ap ke paas knowledge hona bohat zaroori hai us ke baad ap ka experiance jo demo ya live py aae ga wo hona chahye us ke baad ap plan banao jab ap ka paas plan ho ga to auto ap emotions controll kar lo ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X