How to Control Emotional Trading? Plz tell me.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    trading ky doran apny emotions per control rakhna cahiya ya na ho ky loss hu tu insan dil chota kar ly yun nai karna cahiya ar himat nai harni cahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      my dear agar hum greed per qabo paa lein tu kafi had tak khud per control rakh sakte hain hume rozana ka target set kar lena chahiye jab target pura hojaye tu hum trading stop kar deni chahiye iss tarhan hum loss se bach sakte hain.
      • #903 Collapse

        dear friend me yeh samajhta hun ke forex trading mein traders ko chahye ke trading kerte hue lalach bilkul nahi karen or apna saara focus trading per lagayen
        • #904 Collapse

          emotional trading ko kam karnay k leye ap targets ka use karo aur yahe apko kamyab karwae gay and risk kam lo aur volume kam use karo and scalping karo
          • #905 Collapse

            Ager selected items per trade ki jae to emotions per controll kia ja sakta hai,aur baaz dafa hum sochtay hain ke sub kuch hamare plan ke mutabiq hoga ,is dreaming me hum bohat emotional hojate hain,ya some times greedy bhi hojate hain,is cheez ko avoid kerna chahiye,nahi to loss face kerna pade ga.
            • #906 Collapse

              agar hum is business mein greedy ko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hin to hpir aaakabhi bhi is business mein fail nahin hotey hain aur achi trha se work kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
              • #907 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me emotions k sath kam nahi karna chahe agr hm is business me emotions se kam nahi karna ha tu hm is business me sbr se kam kiaa kareen success hony k liye
                • #908 Collapse

                  emotions ko agar aap ko control karna hai to aap ko chahiye aap trading ko hamesha samajh kar he karen kiun ke bina learning ke aap jab bhi trading karen ge sirf aap ko us me loss ho ga is lye samajh kar learning karne ke baad trading karen .
                  • #909 Collapse

                    jab tak apko forex mai koi achi earning na milny lagy tab tak apko chahie kayi bilkul bhe lalichi na hoon.... emotional na hoon aur apny aap ko control ma rakhein ,work start karty he high dreams ma na chaly jaen....honest raho..
                    • #910 Collapse

                      bht msla hota h emotion pe control krne ka mene bht baar try kia k control kru per ye asaan kaam nahi h isi wja se log loss face krte hau air hm sab trading chor dete hai
                      • #911 Collapse

                        emotions ko control strategy k teht kia ja skta hy. . .ap kee strong strategy or mind ka strong hona laazmi hy forex main emotions control krny k liye. . .is k ilawa emotions control krna forex main asaaaaan nai hy
                        • #912 Collapse

                          trading karty hoy emotional hony ki zarorat nahi ha, aksar traders emotional ho k aisi trades laga daitay hain k bad ma un ko afsos hota ha to bad ma afsos karny sa behtar ha k app pehly hi soch samj kar trading kare.
                          • #913 Collapse

                            apney emotions par control rakhney k lye relax mind ho kar forex demo account par kam karen lot size kam rakhein aur analysis kar k trade karen ahista ahista apkey ander emotions par control karney ki adat ati jaegi daily basis par ap yeh kam karen practice six month tak karen aur apna analysis karen k ab ap kahan par kharey hain.
                            • #914 Collapse

                              Emotions ko ap is tarah control kar saktey hain ap pehley apna ik plan banaien key ap ney aisey aisey trading karna hai means key itna percent risk rakhna hai itna ratio sey profit rakhna hai is balance key against key itna lot size rakhna hai jab yeh sub ap define kar lien to pir apney plan ko strictly follow karien.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Forex trading main humay apny emotions ko control rakh kar he trading karni chahiey kyun keh emotions humay theak say trading par focus karny main fisterbance paida karty hay eski waja say humay loss bhi ho sakta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X