trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

    Aaj Mere Bhai aapane theek hai agar aap trade kar rahe hain to aap kabhi jaldi na Karen acche tarike se kam Karen Jo kya aapke liye bahut jaruri hai agar acchi tarike se kam Karenge to aap Achcha kam karna aur Achcha Prabhas kar lenge aur ji ka maja Pyar kar lenge isliye aapko chahie kya aap apna mat sajasan Karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

      walaikum salam dear member aapane bilkul sahi kaha hai aur acchi information hamari shahar ki hai jab Ham forex trading mein kam kar rahe hote Hain to hamen jaldi bilkul nahin karni chahie balke hamen sabar se kam karna chahie kyunki jab Ham fresh mind ke sath kam karte Hain to usmein hamen bahut jyada advantages acche lagte Hain isliye aapko bhi chahie ki market mein inter hone se pahle different important enesco completely study Kale jab aap different important analysis ko completely study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages lete hain jiski vajah se aap kamyabi hasil kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

        G assalam o alaikum dear friends umeed hy ka ap sb khariat sa hn ga g ha dosto aj ka hamra topic ye hy ka trade karta waqt kbhi bhi jaldi na kare g han dosto trade karta time hame kbhi bhi jaldi ni karni chahia ku ka a6a trader wo hota hy jo soch smjh kr kam karee aur risky trading na kare aur a6a profit hasil kare thanks friend
        • #19 Collapse

          Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

          jee haan trade krty wqt kabhi b jaldi na karien forex trading main hamen achi planing kay sath work karna chaheye aur apni planing par amal karna caheye achi tarha se jaiza lai lena chaiye aur apna profit target pridict kr lena chaye aur agr target profit achive ho jata hai toaur trading ne kerni chaye .
          • #20 Collapse

            Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

            Dear friends hame forex trading men bilkul bhe jaldi ni karne chahye ager ham galty karte hen ke jald bazi karte hen us ka hme nuksan ye hota hi ke hmara bonus acha ni banta jab hmara bonus acha ni ho ga to Kam karne ka koi faida ni q ke AP ka wakt zaya ho ga ap acha bonus ache mehnat or sqhi trekay se Kam karne se hasil Kar sakte hen trade lgate wakt hame bilkul fresh ho Kar apnay mind ko cool rakh Kar Kam karna hoga ager hmara mind cool ho ga hmara knowledge acha ho ga hmara bonus acha I ga hame faida ho ga trader jitna he acha q na ho ager trade lgate wakt jaldi late ga to trader ke ache hone ka koi faida ni hi ga q ke wo jaldbazi se loss uthae ga or apnay bonus se hath dho bethe ga forex trading men ehtyat se or soch samjh Kar trade lgaen take ham acha profit hasil Karen malomat ko share Karen jis ka ap ko ilm ho jald bazi hame loss poncha sakty hi is se avoid Karen
            • #21 Collapse

              Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

              jee haan trade krty wqt sabar ka daman kabhi na chorien is mayapp jitna learn kary ga utna hiii ye app ka liyeee easy hi hoga is ko seak samuj kar karnay say hi munafa hasil ho warna nahi. ap 2 month demo ac per karin phr ap ko easily profit ho ga hm asani say munafa earn kar saktay hay or as m,e humay zida loss bhe nai ho ga.
              • #22 Collapse

                Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                ap nay shi kha hai humain trade main jaldi nhi kurni chahiye q keh agar hum trading kurtay waqt jald bazi kuray gay to es trah say hum achay say trading ka kam nhi kur pay gaay jis kaay bad humain acha sa preofit bhi hsil nhi ho pay gaa or es trah say humain loss ho jay gaa to es liye humain aacay say soch samujh kay apna kaam kurna chahiye takeh hum aachay say apna best day pay to achay say acha kam kurna humain jarik rukhna chahiye jiss kaay bad asani say hum success gain kur lay gay to achay saay apnaa bet day or kamyab ho jay
                • #23 Collapse

                  Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                  jee haan apne theek kaha agar aap ke pas skils ni hen to apko is me kafi los sho skata he is k lye apko chaye ke aap foex me kmaybi ke lye apmni skils par taw32ajju den or mehant akren q k jab tak aapmehant ni karengay to tab tak aap fex me kamyaab ni ho skatya hen agar ap zaida say zaida knowledge gain kar lety ho to apnay experiece ki base per ap zaida say zaida and easiye profit earn kar sakty ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                    Ji bilkul Ham Sabko train Lagate Hue jaldi Nahin Karni chahie jaldi karne se Hamara nuksan ho sakta hai vah hamara Sara balance Aaya ho jata hai so isiliye Hamen Yahan per Apna Kam Khud karna chahie Agar Ham Yahan per Apna Kam Khud Karenge To Hamen kamyabi Milegi otherwise Hamen nuksan hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safi123 پيغام ديکھيے
                      assalamualaikum. ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge main yahan per maujud tamam members ko yah batana chahta Hun ki forex forum par trade karte waqt kabhi bhi jaldi se kam na Karen Bal ka hamesha soch samajh Kar kam Karen jab aap jaldi se kam karenge to hamesha nuksan hi utha ayenge. isliye trade ja be Karen hamesha soch samajhkar Karen kabhi bhi jaldi na Karen subah jaldi ka kaam shaitan ka hota hai aur jo hamesha nuksan ka sab banta hai isliye jab bhi aap read karen to pahle market ko analysis Karen chat ko check Karen aur uske bad friend Karen pahle time account bhar bhi practis Karen trade Karen inshallah aapko nuksan nahin hoga...
                      Trade Lagane se pahle Hamen market ke analyse ka leni chahie aur bilkul Sabra ke sath Karni chahie Kyunki jaldbaji Mein trade ki Gai Hamesha nuksan Jaati Hai jaldbaji Mein Kabhi trading Ko Nahin Karni chahie.
                      • #26 Collapse

                        Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                        Walaikum salam ji bilkul sahi Kaha aapane trading karte waqt Kabhi Bhi jaldbaji Na Karen Kuchh log jaldbazi mein trade open Karte Hain aur jaldbaji mein hi Apna nuksan kar dete Hain isliye Sab members ko chahie ke Forex per kabhi bhi Jal Baji Mein trade open na Karen Milke Soch samajhkar aur full planning ke sath Hi Kam Karen Tu Hi aapki trade profitable ho sakti hai
                        • #27 Collapse

                          Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                          Walekum assalam dear Forex member ji han Apne bilkul theek kaha hai Hamen trade karte waqt kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Kyunki dear member Agar Ham jaldbazi Karenge To Hamara account bhi wash ho sakta hai hai isliye dear member Hamen Jab Bhi trading start Karni chahie sabse pahle Apne account balance ke hisab se Soch Samajh Kar trade Lagani chahie Taake Hamen Achcha profit hasil ho..
                          • #28 Collapse

                            Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                            Asalamu Alaikum.
                            I am 100% agree with you .
                            Trade jab taak open nahi karna chaia jab taak sari signal or confirmation ap ki strategy or planning k according nahi ho . Or zaruri ni hain jis pair ko analysis kary us par trade bhi lazmi open kary analysis karny k bad sariay signal dehky sari confirmation dahky us k bad hee trade open kary.
                            • #29 Collapse

                              Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                              Umeed krta hu ap khriyat se hon gy. Forum pr ziada se ziada mehnat kr k bht kuvh srekh rhy hon gy. Achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye struggle kr rhy hon gy. Ap na thk bat ke h. Hmen trade lgany ma jldbazi nh krni chye. Is se hm apna loss kren gy. Hmen chye k koi b trade lgany se phly market ke direction ko achy se smjh len.. Market ko analize kren. Market ko smjhy bgair kbhi b trade na lgayen. Is se hmen loss ho ga. Soch smjh k or sbr se kam kren inshAllah zror kamiyab hon gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                                Trade karty waqat kabhi bhi jald bazi nahi Karni chahiye har kam ko jaldi main nahi Karna chahiye q k ye hamary liye nuksan ka sab bantam hy r jab ye hamye nuksan hota jaye to ham kamyab nahi ho salty hamy kamyab honey k liye mehnat ki zarorat hy jo bhi kaam Karen hamesha relax ho kar karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X