trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..
    assalamualaikum. ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge main yahan per maujud tamam members ko yah batana chahta Hun ki forex forum par trade karte waqt kabhi bhi jaldi se kam na Karen Bal ka hamesha soch samajh Kar kam Karen jab aap jaldi se kam karenge to hamesha nuksan hi utha ayenge. isliye trade ja be Karen hamesha soch samajhkar Karen kabhi bhi jaldi na Karen subah jaldi ka kaam shaitan ka hota hai aur jo hamesha nuksan ka sab banta hai isliye jab bhi aap read karen to pahle market ko analysis Karen chat ko check Karen aur uske bad friend Karen pahle time account bhar bhi practis Karen trade Karen inshallah aapko nuksan nahin hoga...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

    Walekum assalam dear Forex member ji han Apne bilkul theek kaha hai Hamen trade karte waqt kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Kyunki dear member Agar Ham jaldbazi Karenge To Hamara account bhi wash ho sakta hai hai isliye dear member Hamen Jab Bhi trading start Karni chahie sabse pahle Apne account balance ke hisab se Soch Samajh Kar trade Lagani chahie Taake Hamen Achcha profit hasil ho...
    • #3 Collapse

      Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

      Dear forex friends forex par jald bazi krne wala insan kbhi kamyab nhi hota kamyabi sabar me hai sabar krne wala insan hmesha Kamyab hota hai ap koi bhe kam krien to sabar ky sath krien sabar krne wala insan hmehsa apni life me agay bharta hai or wo bhot he agay jata hai jab hum jald bazi krty hain to bgair sochy samjhy trade laga dety hain market ko Nhi dekhty jiske waja se unko loss hota hai jald bazi krne wala Insan shytan ka bhai hota hai wo hmesha nakam hota hai ap sabar se kam lien or jald kamyab ho jain
      • #4 Collapse

        Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

        G han jab ham trade kerty hain to uskaily hmain chye k ham achi trade kren ager ham achi trade kren gayvto tabbhe ham kamayb hobsakty hain aor is k illawa ager ham soch smjh ker markete ko complete ager dhaiken gay nhe to ham is main kamaybhi hasil nhe ker sakty hain is liiye jitna ho sakky ham is main mhnat kren aor jald bazi na kren balk markete main us waqt ghussen jabbtak ham markete main hmain faida ho ga is liiye hmain chye k ham markete main perfect entry lain gay to tab he ham is main kamaybhi hasil ker sakty hain is k illawa jitna ho sakky ham is main lalch say door rahen to tab he ja ker ham is main apnay apko aik acha trader bna sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

          Asalam o alaikum
          umeed hay ap khairiat sy hun acha to jaisy ap ne kaha hy keh hamein trade lagany main kisi bi kism ki jaldi nahein karni chahye is sy hamein yh nuqsan hu ga keh ham ne baghiar analyse keye market main trade laga di hy hamein is lye pehly market main jaa trending ko or ups downs ko check kar lena Chaye phr hamein sooch samjh keh trade lagani Chahye
          • #6 Collapse

            Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

            Dear forex member Achcha question kya aap Logon ke Hamen trading Karte Waqt jldi bilkul Nahin Karni chahie qk jaldi ka kaam Shaitan ka hota hai Hamen forex business mein jyada Se Jyada Nahin Aata kam karna chahie Apne kam ko aaram se Puri mehnat ke sath karna chahie usmein jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki jaldbaji karne se Hamara kam kharab ho sakta hai aur Hamen Business mein loss bhi ho sakta hai agar Ham Apna Kam Soch Samajh ker Karenge to hmi fayda hsal Hoga aur ham Achcha profit aur bonus gain kar sakte hain aur apni life Ko asan bana sakte hain Har kam Ko Agar acchi mhnet se kiya jaaye to kamyabi zaroor milati hai jo kam jaldbaji Mein karte hain vah kharab ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

              jio janavar Apne bilkul theek kaha hai kya mein jyada lalach Nahin Karni chahie Kyunki Ham Karenge Hamen Kuchh Nahin aur hamen nuksan bhi ho sakta hai aur isliye Hamen chahie ki Jyada Lala Chuna Karen aur Jyada Se Jyada Main Na decoration Kamyab kamyabi Hasil kar sakte Kyunki lalach Buri Bala hai aur Hamen lalach Nahin Karni chahie agar aap Bilal Aaj Karenge to aap na kam ho Jaenge isliye aapko chahie Ki lalach Na Karen Agar kamyabi Hasil karni hai to
              • #8 Collapse

                Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                Dear friends,
                Umeed krta ho k Sb dost khariat sy ho gy forex trading aik sabar or tahmul ki trade hai is liay is liay jb ap koe aik trade open kry to us k bad thori dir sbr kry ta k markeet oper jae or profit ana shru ho jae to us time close kry ta k profitable trader bn jae or juld bazi wala trader ya bossiness man kbi b kamyab ni hota bal k los m jata hai is liay thandy dimakh sy kaam kry or skoon sy profit ka wait kry
                • #9 Collapse

                  Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                  assalamu alaikum dear friends ji aapki baat bilkul theek hai jald bazi bilkul nahin karni chahie trade karte waqt jaldbazi bilkul na Karen soch samajh Kar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen itna Achcha analysis utani acchi isiliye soch samajhkar trading Karen Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen use aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek kaamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai agar experience knowledge ke trading karenge to aapko sirf loss hoga sabse pahle trading ka experience or knowledge Hasil Karen demo or knowledge increase Karen ke aap successful trader Ban sake
                  • #10 Collapse

                    Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                    Forex mein aap ko kabhi bhi jaldi mein trade nahin kerni chahyea iss sae aap ghaltian kerain gaye jis ki wajah sae aap ki trade bhi ghalt lagay gi jaldi ka kaam shaitan ka hota hai aur jo hamesha nuksan ka sab banta hai iss liye jab bhi aap read kerain tou pahele market ko analysis kerain chat ko check kerain aur uss kay baad friend kerain pahle time account bhar bhi practice kerain trade kerain aap ko nuksaan nahin ho ga iss lye jaldi mein aap ko koi kaam nahin kerna chahyea
                    • #11 Collapse

                      Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                      Ji han trading karte waqt mein jaldi nahin karni chahie forex form ak aisa business hai jo is mein hamen mehnat karna bahut zaruri hai agar Ham mare members trading mein jaldi karenge to unko nuksan hoga unhen achcha parafit hasil Nahin hoga Jo trade Ham jaldbaji mein lagayenge vah trade humko last deti hai isiliye hamen jaldbazi se bachana chahie aur ham forex trading form mein fresh hokar se kam karna chahie aur hamen apni trade ko soch samajh Kar karna chahie jab Ham apni trade acche se kar payenge to hamen inshallah zarur kamyab honge aur acche hi trader Ban payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                        agar Ham chahte Hain ki hamen achcha se achcha profit hasil Ho to hamen koi bhi post karne ke bad hamen ismein jyada se jyada apne work ki quality ko increase kabhi ka Lena chahie agar Ham chahte Hain Kya mein ismein jyada se jyada profit on sale of agar Ham chahte Hain ki hamen Pakistan Forex forum main apne devar ki quality ko jyada se jyada increase kar lena chahie aur hamesha mein jyada se jyada haranek trade ko laga kar jyada se jyada hold kar lena chahie jitna jyada mis mein hold karenge utna jyada hamare liye benefits hai
                        • #13 Collapse

                          Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                          Ji han aapane bilkul theek Kaha hai jab aap trading karte Hain ham to trading mein jaldbazi Na Karen aaram ke sath reading karenge to aapko profit milega Apne balance ke mutabik aap trading Karen jyada lalach na Karen trading Karke profit hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                            Trading karte waqt agar hum jald bazi karte hain tu hume is mien siwa loss ke kuch hasil nhi hota. Trading mien hume ache se ache experience ki aur knowledge ki zarrorat hoti hai jin ki buniad per hum market mien analysis karte hain aur tend line ki madad se trend check ker ke hum is mien kamayabi hasil karte hain aur hume is mien ache se ache earning bhi hasil hoti hai. Agar hum analysis hi nhi karte tu hume ache profit kaise hasil ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade karte waqt kabhi bhi jaldi na Karen..

                              G han hamen forex men traign kay duran jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum forexc men jaldi kay sath koi bhe kam karty hain tu hum as men achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex men dekh bhal kar acha kam karna hota hy tabhy tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath forex men koi bhe kam nahin karna chahey kun kay agar hum jaldi kay sath forex men koi bhe kam karty hian tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex men achy soch kay sath acah kam lazmen karna hota hy tabhy tu hum achy earning hasil kar sakty hain warna hum as men nakam ho jaty hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X