Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    forex start karnay say pehly hi soch lo yeh aik risky business he and yeh aap par depend karta hay aap forex par demo account par khoob practice karay takay aap ka knowledge increase ho aap forex say achi earnign kar saktay hay isi liye aap ko chayie kay forex ko ziyada say ziyada learn kiya karay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      ji ha vai main app se sahmat hoon. Is ko start karne se pahle soch lena chaheyen aur jo bhi is ko start karne se pahle nahi sochta o bad main bohat problem face karta hain. Agar koi bad main is business main profit nahin karta then o forex ko dos deta hain jo ki sahi nahin hain. Is main forex ka koi dos nahi hota hain.
      • #1098 Collapse

        Bhai apki baat bikul ok hai forex me humein hardworking karney say hi faida hai or is kay kuch rules hotey hain ager woh follow kar saktey hai to forex me work start karna chahiye warna koi faida nahi hota bulkay khud ko hi loss ho jata hai
        • #1099 Collapse

          g han aap sahi kah rahay han kah jab trade lagani ho tu pehlay soch samaj kar trade lagawo agar trade laga de tu pher sochnay ka koi faid nahi hay.isliay hamesh apni trade kafi soch samaj aur market ko kafi time watch kar kay trade lagani chahiay.
           
          • #1100 Collapse

            friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoo kai forex trading say perhly hamy sochna chahiye aor trading say pehly planning karni chahiye aor trading fresh mind sy karni chahiye
            • #1101 Collapse

              g han yahan baad main sochnay ka faida nahi main new logon ko yehi kehta houn k pehlay is kam ko dekhain nd achi trha mind bna k tb he enter krain is world main coz yahan bht mehnat lgti hai so baad main mt pachtain
              • #1102 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business ko start karny se phely sekh laina chahye bad me nahi kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning tb hi kar paty hain jb hm is business me achi learning karty haain
                • #1103 Collapse

                  g bilkuo g main ap kim bat syagree karta hun ky hm k is kam ko karny sy phly hi hm ko sochna chyia kiun ky weay bi hm ko pta hai kky hm kio hewr kam krny sy nphly hi pta karna chayia ye kia hai r kia ni hai
                  • #1104 Collapse

                    forex start karnay say pehly hi soch lo is mein bahot risk hey is mein ap ka balance loss ho sakta he aur forex ko seekhna tu bahot hi jarori hota hay sab kay liye ager ap log forex ko nhi seekho gay tu ap ki investment loss ho sakti hay isi liye loss say bachnay kay liye ap ko thora time forex ko learn karnay mein spend karna paray ga then hi koi kamiyabi milay gi .
                    • #1105 Collapse

                      Yeah right before start the trading we should be serious and also we have to make the best planning and also need to use the best strategy to do the successful trading, also we have to do the practice before start the trade to know about every tool of forex trading business.
                      • #1106 Collapse

                        forex ma invest krny sy phly ap ko yh socha lyna zarori hai jo ap invest kr rhy hai is sy profit b ho skta hai lose b,q k forex ek asa busnis hai jis ma profit or lose k chances equal hoty hain.
                         
                        • #1107 Collapse

                          g han bhai jan , yar ye ak business hai or her business ma hard working to lazmi chahye hi hoti hai, is lye forex trading ma bhi hard working sharat hai bro, or is ma ak acha mind bhi chahye hota hai analysis kay lye, tabhi kamyabi possible hai
                          • #1108 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                            Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
                            Ye baat bilkul thek hai k koi bhibnda jo forex join krna chahta hai use pehle achi tarha soch lena chahiye because forex main profit hai lekin sath sath loss bhi ho skta hai,,or mentally apne ap ko prepare rakhna chahiye loss k lye,,han acha knowledge achi learning market analisys ap ko bare loss se bacha skte hain,,i think forex main aane se pehle soch lena chahiye...
                            • #1109 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                              Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
                              yes ap ny bilkul theek kaha ha forex ham sabh kay liye aik acha online business ha but forex trade karny kay liye forex ham say knowledge and experience mangta ha or hamy greed say bach kay or apna knowledge istmal kar k trade karni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                G isi trha hy ky har buissness krny sy phly axhi trha sochna parhta hy ky aya hamy isy start krny sy phly kitni invesment or benifit milly ga or dosra is mai sb sy phly kitna loss ho ga yay baty sb sy important hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X