market ko Samajh Kar Hi Kam karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: market ko Samajh Kar Hi Kam karna chahie

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ArifAffan پيغام ديکھيے
    G Han market ko smjhna bhot zroori ha q k without knowing the market you never work on the forex .apko chahya k market ko smjhen r market k about mukamal information len ta k ap auchi trade laga saken r aucha profit kama saken
    Dear jaisa ap nay likha hai aisi koi information na ap ko mily gi or ap ko ager milti hia tu ap us sy faida nahi otha sakty hain. ap ko cheye kay ap valid source sy information ko collect karai or us ko verify be lazmi karian demo pay. us sy ap ki strategy be strong hogi or ap ko sath mai pata chalay ga kay kis kis cheez ki kami hai or ap us ko kaisy door kar skaty hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: market ko Samajh Kar Hi Kam karna chahie

      INTRODUCTION :



      Hello friends kasa ho ap sab umeed ha ap sab thek ho ga or ap ke trading achi horahe ho ge or ap log trading karka acha profit bhi hasil kar raha ho ga or mara kuch dost abhi abhi trading start kar raha ho ga jin ko trading ka bara ma abhi kuch bhi ni pata ho ga par aj ma apna inin dosto ka sath forex trading ka kuch point share karo ga jin ko samjna ap sab ka liyaliya zarori ha q ka ya market or trading ma ak kas ahmet rakhta ha. Jo aj ka hamara topic ha os ka name how to learn market ha. Agar ap na aj ka topic sai sa samaj liya toto mujha yaken ha ka ap ko trading ma kuch na kuch profit zaror ho ga to isis liya aj ka topic mara sab dosto ka liya kas hona walawala ha jo dost new ha trading ma or jo mara dost kafi time sa kar raha ha trading.







      MARKET KO SAMAJ KAR KAM KARNA KIYA HA:






      Hello dosto aj ma ap sa ak bahot he zaroori topic par bat karo kuch mara dost market ma bahot porana ho ga or wo market ko achi traha sa samjta bhi ho ga magar mara kuch doat asa bhi ha jo market ko sai sa ni janta or on dosto na abhi abhi kam start kiya ha aj ka mara topic mara one bhaio ka liya ha q ka agar ap market ko samja bagar ya os ka bara ma kuch jana bina trading kara ga to ap ko bahot he zada noksan otana para ga. Ap dost agar market ko samja bina he trading kar ga to kuch time shaid ap profit bhi kar la magar ak din asa zaror ay ga jis din ap ka account wash ho jay ga q ka ap ko market ka bara ma kuch ni pata ap na is ka charts ko kese sa ni samja ap bas ak toka par trading kar raha tha. Or agar ap yahe kam market ko achi traha sa samj kar chart ko achi trha sa read kar ka kara ga to ap ko ak acha profit bhi ho ga or ap ak long time tak trading karta raha ga or bhai achi trha sa market ko janna laga ga.









      HOW TO LEARN FOREX MARKET :





      Dosto market ko samjna koi asan kam ni magar itna koi moskil bhi ni ha market ko samajna ka liya ap ko phalay ak trading ka demo account banana ho ga jis par ap practice kar ka market ko jan saka. Market ko samajna ka liya zaroori ha ka ap ko market ka barama har bat ka pata ho is ke open timing ka closed timing ka yaha tak ka is currecncy ka related ana wale har news ka bara ma kuch na kuch information ka hona zaroori ha. Dosto agar ap in bato par diyan da ga to ap ko asta asta market ka up down hona ka bara ma pata chalta jay ga is liya ap ko mare batai gaye bato ko yad rakhna ha agar ap trading karna laga ha.





      USING TRADING INDICATOR :




      Agar ap ak acha trader banna chata ha to ap ko trading karna sa phalay indicator ka bara ma jana bahot zada zaroi ha. Dosto indicator market ma is liya use hota ha ta ka ap charts ko easily samaj saka indicators ak rebort ka tor par kam karta ha har indicator ka kam alag hota ha ya indicators huma market buy ya sell jana ka bara ma batata ha agar ap na indicators ko samaj liya to ap sare market ko samaj la ga or ap trading ma kabhi bhi loss ka shekar ni ho ga.





      USING STRATEGIES :




      Trading karna ka liya kese strategy ka hona bahot zarori strategy ap ka trading kar na ka ak style hota ha yani ap kis trah ke trading karta ha jo bhi bara bara traders ha wo hamasha kise na kise strategy ka zaria trading karta ha or wo hamasha kamyab bhi rahta ha is liya trading karna ka liya ap ko chaiya ka ak achi staratge ko tlas kiya jay or phir ose par kam kiya jay.

      اب آن لائن

      Working...
      X