Kam lot size k faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Kam lot size k faidy

    Assalamu alaikum their friends main aapko aaj batana Chahta Hun ki Forex trading mein ham kam lot size rakhte Hain ham achcha kamyabi hasil kar sakte hain kyunki kam load sahi rakhne se ham market mein jyada der tak mein jod rah sakte Hain kyunki jitna jyada ham market mein maujood aaenge to hamen itna jyada profit Hoga ham sab kuchh chahie kya mein apni lot size kam se kam istemal Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Kam lot size k faidy

      Assalamu Alaikum!
      Dear forex members. Umeed krta hu ap sab bilkul khriyat se hongy. Ji han tw bilkul small lots ky bahut hi zaida faidy hn ise hum bahut bary loss se bach jaty hain aur thora thora kr ky hum bahut zaida profit hasil kr sakty hain. Hamy chahye ky hum small lots par trade ko open krna chahye.
      • #48 Collapse

        Re: Kam lot size k faidy

        Bahut acchi baat kahi hai aapane kam lot size ke bahut se fayde Hain Ham Jab Bhi market Mein introduction karen to Jo bade bade Jaisa Khel silver or Gold Agar Hamen per kam lot size use Karenge To Hamen Kya fayda Hoga isliye Hamen chahie ki Lot sizer account balance ke hisab se kam rakhen aur silver aur Gold per Tu lot size bahut kam rakhen to yah Hamare trade Kavya profit ho jayegi aur Hamesha fayda hoga
        • #49 Collapse

          Re: Kam lot size k faidy

          Dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki kam lot size ke fayde kya hote hain ki agar Ham kam lot size use karte hain to Hamara account white bhi nahin Hota aur Hamen Jyada loss bhi nahin Hota aur Hamen I star Aisa Achcha profit hota rahata hai isliye Hamen chahie ki Jab Bhi trading Karen To Hamen lot size ko use karna chahie isase Hamen Achcha profit bhi Milta rahata hai aur kam loss hota hai aur account wash hone ka Khatra bahut hi kam hota hai isliye lot size Ka Hona bahut jaruri hai Jo log jo Forex member kam lot size use karte hain vah hi acche profit ke sath kam ko Jari rakhte hain aur behtarin Tarika bhi yahi hai ki Hamen kam lot size ko use karna chahie Itna Jyada kam lot size Hoga Hamari trading Mein Hamen utani hi Hamari profitable trading Hogi aur behtarin trading ho sakti hai isliye Big Lot size use mat Karen jisse Hamara Kaun bahut hi jaldi wash ho sakta hai isliye
          parhez Karenn aur lot size ko ko use Karen Aage Hamen aista aista Achcha profit Milta hai aur ham Forex bheji kamyabi Hasil Karte Rahe
          • #50 Collapse

            Re: Kam lot size k faidy

            Trade to koi bhi kar sakhta hy lakin achi trading hr koi nhi kar sakhta ab jiss kam ka pta hi na ho os mn shamil ho kr banday ko kiya hasil ho sakhta hy apni lots ko km rakh ky hi app loss sy bachay rahay gy r app ko ek acha profit hasil ho jaay ga
            • #51 Collapse

              Re: Kam lot size k faidy

              Exchanging me part size ka aik bara aham job hota hai ya ye samjh lo k parcel size Forex Trading me exchange ki akaye hai. Hit murmur part size k positive aur negative worth se waqif ho jayen to us k baad greetings hamen exchanging shron karni chaheye. Little part size hamare account k leye ideal hota hai aur is se murmur apne account ko safe rakhte hn lekin agar parcel size murmur ziada karte hn to is se hamara account hazardous ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se greetings hota hai aur is ko murmur mazeed increment bhi kar sakte exchanging Mein exchange explicit number of units Mein ki Jaati Hai jisse Ham parcel size Kahate Hain ap ka part size Jitna Chhota Hoga utna hello aapka account secure hota ha
              • #52 Collapse

                Re: Kam lot size k faidy

                Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Apne trade Mein Hamesha kam lot size Ka istemal Karna chahie kam lot size ke Forex trading ke Business mein bahut jyada fayde Hote Hain Jo Bhi expert trader hote hain Forex trading ke Business mein Kam Karne Wale vah Bhi Apne trade Mein Hamesha kam lot size ka istemal karte hain vah apni trade Mein Kabhi Big Lot size ka istemal Nahin Karte Big Lot size ko istemal Karenge To Hamara account was ho sakta hai
                • #53 Collapse

                  Re: Kam lot size k faidy

                  Assalamu Alaikum Eid ka tyohar aap sab khairiyat se ho gaya aaj ka question hai kam lot size ke fayde ji ka bahut bada rahi hai kya aapka account voice Nahin Hota kam se aapko bahut jyada nuksan Nahin hota hai isliye aapko aur is tarike se aap Achcha fayda Hasil kar Sakenge aapko chahie Kya Mera jaldi lagega Sath kam Karen lot size Apne account ke balance ke mutabik select Karen
                  https://t.me/pump_upp
                  • #54 Collapse

                    Re: Kam lot size k faidy

                    kam lot size ke bahot se fyday hain trade mein loss se ap ka account save rehta hai agar ap zyda lot size lagaty hain aur apko loss ho jata hai tu ap apna account wash kar dety ho is lye jab bhi ap trade karo tu hamesha small lot size use krna chahie qk small lot size ki wja se ham zayda loss hasil nhi kar skty hain aur apny account ko bhi save rakh skty hain
                    • #55 Collapse

                      Re: Kam lot size k faidy

                      Kam lot size ke bahut jyada fayde hote hain Ek To Kam lot size Jab Ham apni trade Mein Lagate Hain To Ham apni dried se small profit Hasil kar sakte hain aur lost se bacha sakte hain aur apne account ko safe Rakh sakte hain aur jab Ham Apne trade Mein Big Lot ka istemal Karte Hain To Is Tarah Se Hamari dried risky Ban jaati hai aur Hamari trade nuksan mein bhi Chali Jaati Hai Jiski vajah se Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai isliye Hamen big load sahi se Hamesha award karna chahie aur small lot size istemal Karke trading Karni chahie
                      • #56 Collapse

                        Re: Kam lot size k faidy

                        Low lot size can cause lower range of loss. agr apka lot size chota hoga to chances b loss k kam hongy thora sa loss hoskta h but profit and loss again depends on your trade. but if you selects shorter lot size then chances of loss may be low. same zada lot size hoga to zda loss b occur hoskta h so apoo chye shuro m ap lot size kam rakhen pury dehan sy trade lgaen
                        • #57 Collapse

                          Re: Kam lot size k faidy

                          Yes dear agar aap Forex formated karte hue kam lot size use karte hain to aap long time tak trade kar sakte hain aur profit kar sakte hain aur apne trading course security kar sakte hain trading course Kyon karne ke liye aapko Kamla size use karna bahut jaruri hai Iske bahut jyada benefits hai
                          • #58 Collapse

                            Re: Kam lot size k faidy

                            W salaam dear member ji han hama market ka analyses ko aache tarah seakhna chahya hama ache learning kar ni chahya taab he earning ache ho ge kam lot size ka faida ya ha ka a sa account jaldi wash ni hota kam lot size ma trading b ache hoti ha kam lot size ma bounis acha milta ha
                            • #59 Collapse

                              Re: Kam lot size k faidy

                              money management ko follow karte hue kam karna Ham sab logon ke liye bahut jyada beneficial hota hai jitne bhi members yahan per money management ko follow kar rahe hote hain aur kam se kam lot size lagate Hain unko jyada se jyada fayda ho jata hai kyunki yahan per lalach Karne wale ko ek dafa profit milta hai aur jo log lalach nahin karte hain unko bar bar profit hona shuru ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Kam lot size k faidy

                                Jab Ham Chhoti Laut Laga Ke To Ham Apne trade se bahut hi acche fayde Hasil Karenge Hamen apni trade Se Achcha fayda use Waqt Ka Haasil Hoga Jab Ham Apne trade Mein Chhoti Laut lagaenge Chhoti Laut Lagane se Ham Apne trade ko Kamyab bana sakte hain Raksha profit Hasil kar sakte hain Hamen trading Hamesha acche tarike se Karni chahie Hamen trade Mein lot size ki selection Khud Karni hoti hai isliye Hamen bahut hi Soch Samajh Kar lot size ki selection Karni chahie aur Humne Apne kam ko acche tarike se karna chahie tha ki Ham bahut hi acche advantage Hasil Kar Paye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X