Kam lot size k faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kam lot size k faidy

    ji han dear members on main Jante hain kya hain aapko mehnat Karni chahie kam lot size ke fayde Hasil karna chahie market ke rules ko analyse karna chahie aap acche se Accha knowledge Hasil karna chahie kam mein jyada kam karna chahie aapane post Ko Itna Achcha Achcha relies Karen propose Karen aur Achcha bolo Sar Sar karne ki
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kam lot size k faidy

      Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni working iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k forex me hmen agr safe trading krni hai or apne account ko ksi b risk me ni dalna to hmen chaheay k kam lot se trade open kren is se apka loss b kam hota hai or agr market me bht zeada down movement b ho tb b apka account safe rehta hai or apko market ki down movement ka loss b kam hota hai. Is leay khud ki satisfaction k leay kam profit pe sabr kr lena chaheay or account ko safe rakhna chaheay. Isi trah agr market ki movement bht fast chal rhi ho to wahan b akalmandi isi me hai k hm kam lot use kren. Zeada lot lgane se hm apne account ko zeada profit k chkr me risk me daal dete hain or market ka bharsoa kisi ko nhi hota , isi leay fast movement ki wja se hmara account wash ho jata hai.
      • #33 Collapse

        Re: Kam lot size k faidy

        assalamu alaikum dear friend se ji han bilkul apne sahi kaha hai ki kam lot size ke bahut hi jyada fayde hote hain kyunki se hamen achcha profit milta hai aur hamara account bhi safe rahata hai isase Ham achcha profit Hasil kar sakte hain agar Ham jyada Laut sahi se use karte hain to hamara is account ko bhi khatra hota hai kahin hamara account wash bhi ho sakta hai
        • #34 Collapse

          Re: Kam lot size k faidy

          forex tarding mein kamyab hone ky liye apko lot size km use krna chaye aur sath sath apko market price market movement ko istaml krky aur market analysis ko sekh kr ap kamyabi hasil kr skty hain lot size km ho ga to apko account wash achy sy ho ga aur consistency ky sath earning ho ge
          • #35 Collapse

            Re: Kam lot size k faidy

            assalam walekum ummid hi kya aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki kam lot size kya fayde Hain to aapko batate chalenge kam large size ke bahut jyada fayde Hain kam lot size rakhne se Hamen ya fayda hota hai ki Hamara account safe rahata Hai kam lot size rakhne se agar market move karti rahti hai aur agar vah opposite direction mein chali jaati Hai to isase Hamen ya fayda hota hai keh hmara account wash nahin Hota aur market ke aane ka Ham vate kar sakte hain lekin agar Hamara lot size bada hoga to Ham market ke wapas aane ka vate nahin kar sakenge aur Hamara account band Ho jaega Hamen chahie kya mehnat ke sath kam karte Rahen aur apne kam ko Behtar banane ke liye koshish karte Rahe lot size ko kam hi rakhen
            • #36 Collapse

              Re: Kam lot size k faidy

              Assalam o alikum
              Forex market mein investment bhot Bara role play karta ha jitna apka account strong ho GA itna zeyda acha aur profits gain karny k chance zeyda Hon gay aur forex market mein lot size bhot important ha Agar ap Kam lot size use karein gay tu ap ko loss k chance Kam hon gay aur profits k zeyda q k money management is very important in forex market so always keep your business in safe mode aur humein mehnat karni chaye market ko analysis k bad entry lein aik achi entry hi apko profit deti ha
              • #37 Collapse

                Re: Kam lot size k faidy

                Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Trading main Lalach say ap kabi acha experience nahe bana sakty. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.
                • #38 Collapse

                  Re: Kam lot size k faidy

                  Dear kam lot size kay bohat say faiday hain humain kam lot size ka used karna chaye trading kay doraan kyun kay kam lot size say ap bohat say nuqsan say bach jatay hain aur lot size trading mein bohat important hota hai jitna lot size apka kam hoga apkay chances uthany hi achay profit kay hain aur small lot size kay bohat say faiday hain is say apka account wash honay kay chances kam say kam hotay hain
                  • #39 Collapse

                    Re: Kam lot size k faidy

                    aapane bahut acche point ko discuss Kiya hai lot size agar aap trading mein use karte hain to uske aapko kya advantages Mil Rahe hote Hain lot size per jawab se lagate Hain uska sabse bada advantage aapko yah milta hai ki usmein bahut kam chance hote hain ki aap loss ka face karna pade isliye hamen chahie ki Ham lot size mein trade lagaen lot size mein tel lagane ke hamen bahut fayde milte Hain isliye hamesha koshish Rahi Karen ke lot size mein trade lagaen lot size mein trade lagane se aapko bahut achcha profit Mil jata hai jise withdrawal Le sakte hain isliye lot size ko choose karna chahie lot size hai hamen vah sare fayda deta hai jab Ham forex mein kam kar rahe hote Hain to hamen lot size ko choose karne ke fayde Mil Rahe hote hain isliye hamen hamesha lot size choose karna chahie
                    • #40 Collapse

                      Re: Kam lot size k faidy

                      Forex main kam lit size ka bhat faidae hain.Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota ha
                      • #41 Collapse

                        Re: Kam lot size k faidy

                        Assalamu alaikum my all dear friends aap kaise hain main ummid se hun ki aap sab forex business se a bahut jyada profit hasil kar rahe honge ji ek accha question Kiya gaya hai ki kam lot size ke fayde ji bilkul kam lot size ke bahut jyada fayde Hain isase hamare account ko vas hone se Bach sakta hai kam lot, lagane se a hamen is baat ka bhi andesha nahin hota ke Gaya hamara account was ho jaega aur hamen ek accha profit bhi mil sakta hai isliye hamen chahie ke Ham all members kamla size lagaen Taki market ke analyse ko analyse ko check kar sake aur sabro tahammul s ak acha profit kama saken,
                        • #42 Collapse

                          Re: Kam lot size k faidy

                          dsto kam lot size kay fiaday yah hain kah apko kam sy kam fiada hota hay ap ko kam sy kam nuan hota ap ko loss kam sy kam hota hay ap ko lalalch sy bachata hay kah ap agar kam lot size lagatay hain to ap ko kam loss parofit pay guzara karnapartahay ap ko tenshan sy bachata hay ap is laya safe apnay ap ko masoos kartay hain ap ko chahya kah ap is kay baray main bhe dhayan rakhain to ap kay laya bather rahay g ap ko chahya kah ap thoray pay skoukar karian to ap kay laya acha rahay ga
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Kam lot size k faidy

                            Assalamu alaikum Dear members jesa k ap jante Han k insta forex se jo bonus milta ha wo itna ziada nhe hota k ham large lot size ki trade kr saken.wese bhe begginers k lye small size lot bhot faida mand hoti ha q k large size lot se trade me experience na hone ki waja se account wash hone k chances bhot ziada hote han small lot size se account save rehta ha or ziada loss se bacha ja sakta ha
                            • #44 Collapse

                              Re: Kam lot size k faidy

                              Assalam o alaikum G ha ap thek keh rahe hai hamain hamesha kam lot size ka use karma chahiye aur agar Ham kam lot size ka use karege to Hamain bahut faida hoga aur agar Ham kam lot size ka use karege to Ham loss hone se bach saktay hain aur apne account balance ko save rakh sakte hain aur agar Ham kam lot size ka use nhi karenge aur zyda lot size ka use karege to Hamain loss ho sakta hai aur agar Ham loss se bachna chahte hain aur apne account balance ko save rakhna chahte hain to hamain chahiye k hamesha soch samajhkar trading karte waqt account balance k mutabik kam lot size ka use kare aur agar Ham apne account balance k mutabik kam lot size ka use karege to Ham trading main kamyab ho sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur es liye hamain chahiye k hamesha soch samajhkar mehnat k sath trading karte howe kam lot size ka use kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Kam lot size k faidy

                                assalamu alaikum dear friend umeed karta hun aap sab khairiyat se honge ji bilkul apne theek ka hai hamen kam lot font size Jose karna chahie kyunki iski pesh per hamara account was hone se bacha sakta hai so hamen market ki movement kahana licence karke hi tab hamen trading open karni chahie aur trade lagani chahie aur hamen acchi acchi tricks ke sath forex mein kam karna chahie aur hamen jyada se jyada experience hona bahut hi jaruri hai aur daily basis per Jo iski new information hoti hai usko logon karte hue Ham yah forex mein jyada se jyada Karne kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X