Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Forex trading business me timing ki koi limit nhi hai.YAha per working karny walay traders ko prayers kay laye easily time mil jata hai.Infact bohat ziada time mil jata hai.Trading me hum kam time me bhi achi earning kar sakty hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      han dear ye aik real kamahai s ko kahien bhi kia jakst ahai ye aik real kamahai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real kamahai is ko kahin bhi kia jakst ahi yeaik good kaamhai
       
      • #873 Collapse

        G bilkul apki bat thake hy bohat sary easa traders be hoty hy jo trading mai itna gum hoty hy k unko numaz ka be time nai mil pata or wo khty hy k time he ni pata chala
         
        • #874 Collapse

          Forex trading bohat acha busniss hy jis mai apko earning hoti hy yahan per apna kha hy k numaz ke liya time mil jata hy k nai kun nai milta time traders khud na numaz parha ye or bat hy lakin time milta hy
           
          • #875 Collapse

            Bhai hr kam ko krny ka aik tareeka aor discipline hota hai forex trading bhi humen discipline ky krni chye trsding ka schedule bnana chye aor daily humen isi hisab sy trading krni chye ta ky hamara mind fresh rahy burden na bny aor daily routine distirb na ho
            • #876 Collapse

              i think its upto every individual to manage prayser because jahan tak forex rading ka sawal hai forex m kissi kisam ki resitriction ni namaz k bry m isliay forex m ap apni namaz easily parh skty hain
              • #877 Collapse

                Gee mery bhai ap forex market mai kam kr ly payer bhe kr sakty hai. Kyu k Jo forex market mai kam krtay hai tou wo es market mai asaani say payer bhe kr sakty hai.
                • #878 Collapse

                  forex man trader buhut busy rehty hain ku k market ki movement hi aisi hoti hai ic liye traders apni social life ku time nae day patay. but forex man atleast namaz ka time mil hi jata hai traders ku.
                  • #879 Collapse

                    yes bro apko trade lagana ha par app jo b marze ho karo apko khob mehnat se kam lena ha agar app sekh gye to phr itna time nahe leta or jab chaho app trade kar sakhte ho
                    • #880 Collapse

                      obviously brother yeh kaisa sawal hai forex trading tu aik aisa business hai jiss main ap jab chahayn kam karain jab chahain na karain yeh totally ap kai apnay oper depend karta hai aki ap forex trading ko kitna time daina chahtay hain aur namaz kai liyay bhi ap nay khud time nikalna hai is main forex trading ap ko bound nai karti.
                      • #881 Collapse

                        Jo bhe forex market mai payer offer krni hai tou forex market mai en ky pass bohat time hai.aur wo asaani say payer ko offer kr sakty hai. Firex market ak acha business hai. Es mai payer ka koi issue nahi hai.
                        • #882 Collapse

                          Trading ki waja sey namaz ko nahi chhorna chahey. Namaz pehlay aur trading bad main. Trading key samney 24 hours nahi bethna chaheye aur is key elawa apney dosrey kam continue rakhney chaheye. Yeh aap ki health key leye zarori hy warna aap beemar ho jayen gey aur thak jayen gey.
                           
                          • #883 Collapse

                            Trading ko itna time dain jitna zarori hy. Unnecessary time aap ko dosrey kamon sey door kr deta hy. Hamain namaz ki pabandi karni hy aur trading sey pehlay namaz ko time dena hy. Aik schedule banayen aur us key mutabiq trading krain takeh aap namaz aur ghar key dosrey kamon ko bhi easily time dey sakain.
                             
                            • #884 Collapse

                              is main humain kafi time milta ha kay hum is main apny mamolat.e.zindgi ko ada kar sakain humain is main kam karny ka ye faida hay kay hum nimaz ko b ada kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Trading ka yeh matlab nahi hy keh aap namaz ko bhi chhor dain. Namaz ko chhor kr hum kaisey kamyabi hasil kar saktey hain. Hamain aik time table bana kar kam karna chaheye, takeh trading key sath sath namaz aur ghar key dosrey kamon ko bhi time deya ja sakay, takeh hamari family hum sey happy rahay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X