Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    trading ko karnay ka ye matlab hagiz hi na aisa ho kaay ap apni namaz ko hi bhol jiay balkjay ap apni trade kay buisness ko jari rekhnay kay sath sath hi apko apnay namaz ko subs ay pehlay tarjeeh deni chiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      humain trade main agr kam karna ay to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work karna ho ga magr humain is mai nkafi free time milta hay jis say humain earning ho gi
      • #903 Collapse

        Yes dear ap ki bat bilkal thek ha forex trading business ek esa business ha jis ma hume apni marsi se kam kr sakte hen is ma hum 5 time ki namaz be aram se par sakte hen is ma hum khud k boss hote hen hamre oper koi be oder ne chala sakta
        • #904 Collapse

          jee ha sir bilkul ma apki baat pay agree krta sir baat ya ha kay forex ma jab ham tarding krty ha to hamay namaz ka time aram say mil sakta ha qk ham kasi bhi time tarding kr sakty ha agar ham tarding kr rahy ha or namaz ka time ho jay to ham apni trading bnd krky namaz phrny kay liye bhi ja sakty ha
          • #905 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain yeh business esa hae k agar hum iss main kaam rahay hain tou hum buhat zada easily namaz k lye bhi apna time nikal saktay hain or humk jo bhi ibadat karna chahtay hain wo hum kr saktay hain. is business main hum bound ho k nahin reh jatay hain
            • #906 Collapse

              Mery bhai forex trading aik online bussiness hai forex market 24ghanty khuli hoti hai apko forex trading ma zeyada sy zeyda knowldge aor experince hasil krna hai planning krni hai schedule bnan hai aor ana kam lrna hai
              Acha kaam achy daam
              • #907 Collapse

                G bilkul bhai g apki bat thake hy k forex trading mai humin bohat zaida time milta hy k hum numaz parh sakin jo ye khty hy k trading mai time nsi milta wo bhana banaty hy na parhna ke
                 
                • #908 Collapse

                  G bhai g apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin numaz ke liya acha khasa time mil jata hy jis ke zarya hum numaz be parh sakty hy or trading ko be proper time da sakty hy
                  • #909 Collapse

                    Hum ko cahye kah forex buznees main humare lie yahi best hy kah hum is main apni namaz bhi esy li padh sakte hyn is lie kun kah is main hum kudh hi boos hyn
                    • #910 Collapse

                      Bilkul koi aisi bat ni k ap k pas namaz ka time ni hota agar ap forx trading karty ho aur sochty ho k namnamaz ka time ni milta to heh ghalat hy ap easily namaz parh sakty ho aur namaz parhny sy ap ko trading main bi faida hota hy
                      • #911 Collapse

                        g han is main hum kisi bi waqt apna kam kar sakty hain aur is main hum rest kar k namaz bi parh sakty hain aur is say hamry kam main bi barkat ho gi aur hum kamyab ho saky gay aur earning ho saky gi aur loss kam ho ga
                        • #912 Collapse

                          G bilkul forex trading se paisa to hum kmaty hi hn lakin es ka aik faida ye bhi h k hum apni namaz or dighr ebadat ko bhi pora time dy sakty hn. Or phr jis k sath ALLAH ho kamyabi to us ko milni hi hai.
                          • #913 Collapse

                            g han ye ak boht hi achi job hai is main hum kisi bi waqt trade kar k kamyab ho sakty hain aur apna kam wahan par hi chor k hum namaz parh kar k apna kam again start kar sakty hain aur is say kam karny main sucess ho gi
                            • #914 Collapse

                              g han is main hamain kam karna is liye acha lagta hai is main hum apna kam stop kar k hum namaz ada kar skaty hain aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k marketa main analyse kar k hi trade karni ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                g han ye boht hi best job hai is main hamain apna kam stop kar k namaz ada kar sakty hain aur is k trend ko follow kar k hi trade karni ho gi aur is main kam kar k hamain kam main barkat bi ho skay gi aur earn bi ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X