Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader dua karty hain or baz nahi karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      g sai kaha ha apne mera khayal sa shayad ham kisi or business ma apni aakhrat ko time dene ma itna wqt nai milta hai jitna isma q k isma ham her chez ko time ker raha hota to mje is business ma ya b bhut acha laga k isma ham apni namaz k lye wqt nikal lete hai ba nisbat or businesso k and jobs k
      • #378 Collapse

        I think we have to be ready and all will be good with ready and time in learning the very need to once and for all to be executed with full focus and patience then all would be well and all need a process and we have to be ready.
        ;)
        • #379 Collapse

          Forex trading me namaz ka time eaily nikala ja sakta hai. Allah kay hawaly jo bhi cheez kar di jay us me barkat hi hoti hai nuqsan nahi hota. Agar real me dekha jay tu forex me konsa hum ne kuch karna hota hai market ka kam hai ye sara wo khud hi run hoti hai hum ne usko pakar kar run nahi karna.
          • #380 Collapse

            Salam friends, Forex trading can be a brilliant company whether or not you happen to be just free 15 minutes free at the complete day, even still You may trade and find profit, but within this you need skills AS WELL AS knowledge to help trade, it is advisable to practice Forex trading daily in order to gain experience ALONG WITH knowledge.
            • #381 Collapse

              dear forex namaz klie bohat time deti ha or trade kr k namaz kr skte ho koi masla nahi ha p klie is me ap ko forex trading me trade krte hue namaz ka hayal rakhna chahye g is tra se ap ko forex me success jld milne ki chances hun ge barkat ho gi
              • #382 Collapse

                Bilkul forex namaz kay liye kafi time deta hai aur waisy bhi market ki ziyada tar movement london session main hoti hai aur es waqt hum bilkul fargh hoty hain aur easily trading kar sakte hain. Trading main hum her dusra kaam bhi kar sakte hain jo karna chahen.
                 
                • #383 Collapse

                  forex trading sy best business koi ni ha ku k es mi hamy time ki koi qaid ni ha ham apni marzi sy es mi work kar skty ha or apni marzi sy closs kar skty ha or ham es mi namaz k time easily namaz parh skty ha or hamay kice sy ijazat lyny ya kice ko batany ki b zarurat ni parti or na he hamy koi or kam karna parta ha ham apni marzi k time mi forex py work kar skty ha or achi profit earn kar skty ha.
                  • #384 Collapse

                    yes trading mai hmen prayer means namaz ka bht sa time b mil jata hai. Pr hum logon ko yeh yaad rkhna chaoye k hum prayer k time pay trading or baqi kaam chor den. Successful trader to hr koe bn jata hai pr successful muslim bht km log bnty hain
                    • #385 Collapse

                      Brother NMAZ kay ley time nahi nikalna chaya blkay yah humara main deeni freeza hay iss ay humain her soorat main sr anjam daina chahay.kam kay time per kam ko yah kahan chahaya kay mujay NAMZ prhni hay.yahnahi kahna chahaya kay kay kam ijazat day to NAMAZ prahian.
                      • #386 Collapse

                        bhai jan Jee yeh sub sey bara faida hay yeh kay aap dunya or aakhrat dono k he kaam ker patay hen, or Namaz bhee wakt per ada ker patay hen jo is business ka wakai may sub say bara faid hay ager hum smjhnay walay hen tou...
                        • #387 Collapse

                          G han dear yeh aik acha thread post kya hai ap ny forex aik esa business hai jis mai hum namaz k lye kafi waqt nikal skty hain is mai humain kisi boss yan kisi sy b ijazat nahi leni parti hai or na hi is mai humain koi time limit hoti hai so hum aonu prayers ko asani sy time de skty hain
                          • #388 Collapse

                            Ye app par hai ky app kis kaam ko kitni importance dyty hn. Agar app ki nazar mein namaz ki ehmiyat dosry kaamon sy zaida hai tu app kisi bhi haal mein namaz ko miss nahi karn gy. App ko apni priorities ko set karna buhat zarori hai ky app kis kaam ko kitna time dn aur koon sa kaam ko waqt ky hisaab sy pehly anjam dia jaey ju zarori hai.
                            • #389 Collapse

                              ji ah bhi ji trading hum ko enough time daity hai for namaz laikin kuch log nahi rpty wo is kia andr hi olagy rahty hai laikin un ko koi fiad nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                g haan apnay bilkul saee kaha hai is bussiness mein koii bhi restriction nai hai koii boss nai koii kaa ka burden nai bus kbhi bhi login ho aur kaam start krdo bus apkay pass eik internet connection hona chaye and ap is kaam mein araam se earn krsktay ho ghr bethy bethy and namaz k liye bhi time bhi ml jaiga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X