Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    sir is mein provide ki koi baat hi nahi hai kam apni jaga but namaz ki to maafi hi nahi hai na dost is liye kuch bhi ho aap ko namaz nahi chori ager aap namaz ko chor ke apne kaam ko tarjee de gein to ap kabhi bhi kamyab nahi hosakte.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Asalam O Alikum jee doston forex trading main kia kisi bhi business mian sab se pehley ibadat hai
      • #348 Collapse

        ji han bilkul yahan yehi bht achi bat hai k hum apnay kam k sath namaz ka time bhi nikal saktay hain jo k hum pe farz hai aur dosray business me ya online business me time limit hoti hai jis ki wajah se proper time daina hota hai ya phr kisi important meeting ki wajah se bnamaz ka time ni milta lekn yahan bht facilities hain specially namaz k lye ios tarah hum apna farz bhi pora kr saktay hain q k yahan 24 hour trading hoti hai..........
        • #349 Collapse

          Forex ko zyada time required nai hota hia is liye is ke sath sath aap apni namaz pabandi se parh sakte hain uar aap ko is se koi harj nai hota hai ke aap ka loss ho
          • #350 Collapse

            bilkul apki baat sahi hai log job me b try karte hain k time nikal kar vo nimaz ada kre but forex me dekho na app vo ap ghar me apne room me bethe ho khud malik khud nokar ban ke to usme ap trade close kro ya t.p s.l set kro phr dekho time kitna bachta hai ap phir sukoon se (ALLAH) ki ibadat kro nimaz pharho or hum sab k liye DUA b kro k hum sab b duniya akhrat me kamyab hojaen....
            • #351 Collapse

              Assalam o alaikum.. Brother bilkul aapne theek kaha forex ki sabse best baat yahi hy k aap pe koi time restriction nahi hy aap easily on time namaz bhi parh sakte hain family ko bhi time de sakte hain or jab dil chahay trade ker skte hain..
              • #352 Collapse

                han namaaz k liye time nikal jata hai easily aur wesy bhi kuch bhi ho namaaz nhi chorni chhaye humein Allah ka shukar sb se phely ad krna chahye kiun k usi ne sab ataa krna hai humein usi ki di hui sb nematein hain to namaaz zaror parhni chahye.
                • #353 Collapse

                  forex me waqee he is baat ka tu fayidaa hain yar ku k is mein kafi free time mil jata hain or hum apni merzi se trade kerty hain me tu student hon or forex ko tu raat ko he use kerta hon mjy kafi achaa earn ho jata hain
                  • #354 Collapse

                    meray bhai chahy forex main ap ko sara din bethna paray ya kisi or kam main sara din ap busy ho bt namaz k liye time nikalna lazmi hai or agar namaz na parhi to koi kam karnay ka faida nahi hota na hi dunia sanwarti hai na hi akhirat
                     
                    • #355 Collapse

                      Assalam-o-Alaiqum, me samajhta hun k forex aik behtreen business hai zada time bhi nahi dena parta hai ham apni zindagi k or apne religion se related bhi or kaam bhi easily krlete hain jo k bohot hi acha hai esme tou bohot hi achi opportunity hai ye mere khayal se..
                      • #356 Collapse

                        dear ye ap pe depend kerta he ap forex trading ko as a ful time ya part time istimal ker rhe ho...namaz parne mai itna time nai lgta ap trading k sath easily dosre kam bhi ker skte ho. wo ab apko time manage kerna he kis time namaz parni he jo trading pe asar na kre
                         
                        • #357 Collapse

                          ji han forex me hum ko asani se namaz ka waqt bhi mil jata hai forex aik aisa best business hai ke jis me hum namaz ka or dusri apni tamam cheezon ke lye asani se waqt nikaal sakte hain
                          • #358 Collapse

                            ji haan ye to ap p nay bht hi acha topic discuss kiya hai bht acha point uthaya hai k ye sahi hai dosry business main ya job main humain koi relexation nahideta itni bhi k hum namaz ada ker lain sab ko apnay kam ki pari rahti hai lakin forex humain ye saholat zaror deta hai is main itna unlimited time hota k hum aram say kam k sath namaz bhi ada ker sakin is ki ye sab say bari or best saholat hai hum sab k liye.
                            • #359 Collapse

                              ji han trading ami ap ko proper planned huna zaroori hai aur us par ap ka fix stop loss aur take profit huna chiaye is liye ap ko namaz ka aram se time mil jata hai ap ne trade lagani hai aur us kay bad ap farigh hu jayn gay trade khud hi desired price par a kay close hu jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Yes, surely Allaah is al-Ghafoor ar-Raheem but, did you forget, O Muslim, that He also said that He is ash-Shadeed ul-Iqaab

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X