Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice karen.
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per agar ham planning karke trading karenge to Ham apne losses ko kafi had Tak minimise kar sakte hain jaisa ke agar Ham planning mein main trade entry hamesha small lot size se le aur jab market hamari direction mein move karna start kar de to tab hi Ham apne lot size ko increase karen to is tarah ki planning se bhi Ham apne losses ko kafi minimise kar sakte hain kyunki agar market hamare adverse move karti hai to small lot size hone ki vajah se Ham bahut kam loss ke sath entry se nikal sakte hain lekin agar Ham planning karke Kam nahin karte to hamen shuru mein Hi padha loss hoga jiski vajah se agar market adverse move karti hai to Ham usse bachne ke liye bahut jyada loss karenge isliye agar Ham market ko analyse karne aur lot sizing calculation stop loss or risk management ko follow karke other planning karenge aur apni trade karenge to isase Ham kafi had Tak apni loss score cut off kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain isliye planning bahut jaruri hai aur is planning ko thik karne ke liye hamen demo account ko consistently use karna chahie kyon ke dam account Hi ek aisa account hai Jahan per Ham apni planning ko practically experience karke k ek acchi e skill develop kar sakte hain. Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	4
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12470826
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

    Han g bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice karen. Planning or soch samajh k kam krne main hi kamyabi. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Demo per practis aapki acchi earning ka sabab Ban sakti hai. Forex Trading system me trading plan se is waja se mukhtalif hai k is me hum sirf trading ka aik pehlo pe hi kaam karte hen, misal k tawar par hum dekhte hen k kab trade enter karna hai aur kab trade exit karna hota hai. Trading system hamare trading plane ka hisa hota hai, lekin ye trading plan nahi hai, jese trading plan k aur bhi bohut sare hise (parts) hen, trading analysis, trading execution aur risk management etc. Market ki situation har waqat badalti rehti hai is waja se aik trader k pas mukhtalif trading system hone chaheye aik trading plan k andar. Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare.
    • #3 Collapse

      Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

      agar humain loss ho rha hai to humain achaay say planing kur kay apna kaam kurna chahiye or es kay sath sath humain demo pay achay say practise kurna jari rukhni chahiye agar hum achay say demo ki practise ko jari rukhay gay or achay say hum apna best day gaay to humain kamyabi bhi hasil ho jaay gii to acha kam kurna hahiye or achay say practise kurnay kay bad he humain aachay say trading ka kam krna aye gaa to achay say apnaa best dayna chahiye or es kay bad humain kamyabi ko gain kurna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

        Yes dear after bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Forex trading mein agar aap apne nuksan ko minimise karna chahte hain to definitely aap pre-planning aur multiple Saturday Jisko properly utilised Karke Apne nuksan Ko minimise kar sakte hain aapko Hamesha koshish Karni chahie ki Forex trading main nuksan ko minimise Karen Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap song ko kabhi bhi completely khatm nahin kar sakte isko aap minimise Jarur kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane Hamare Sar bahut Achcha knowledge kiya hai to sahi kaha hai ki main loss per kab khana chahie aur kaun per Jyada Se Jyada practice karni chahie kar sakte hain mummy chahie kya per Dam account per practice Karen tabiyan kamyabi Hasil kar sakte hain..
          • #6 Collapse

            Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

            Forex trading mein sabse pahle important part planning hota hai jo log planning karte hain wohi ismein acchi kamyabi hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen aur demo ko use karke apni trading per focus Karen aur acchi tarah trading karenge tab hi Forex mein hamen achcha profit milega agar loss Ho jaaye to soch samajh Kar learning karke aur planning ke sath hi apne loss ko minimise karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

              Ji aapane bilkul sahi kaha hai ki apni Losess ko apni planning ke a minimise Karen aur demo account per Jyada Se Jyada focus Karen Jitna Jyada aap demo Kaun per focus Karenge aur demo account mein Apna time invest Karenge utna hi jyada aap apne losses ko kam kar Payenge aur apne is lost Mein Hone Wali Tamam mistakes ko khatm Kar Ke market Mein Apne Karm ki quality ko best banaa Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                G han dear ap ny shai kha hay ham ko is me achi thrha sy kam karna chaiye agar ham is me acha kam kary to ham achi learning bhi kar saky gay agar ham is me acha kam or achi learning kary gay to ham is me achi treading kar saky gay ham ko chaiye kay ham is me acha kam kary taky ham is me achi leaen kar kay apni treading achi kar saky agar ham is me market ko learn nhi kary gay to ham acha kam or achi treading bhi nhi kar saky gay
                • #9 Collapse

                  Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
                  Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per agar ham planning karke trading karenge to Ham apne losses ko kafi had Tak minimise kar sakte hain jaisa ke agar Ham planning mein main trade entry hamesha small lot size se le aur jab market hamari direction mein move karna start kar de to tab hi Ham apne lot size ko increase karen to is tarah ki planning se bhi Ham apne losses ko kafi minimise kar sakte hain kyunki agar market hamare adverse move karti hai to small lot size hone ki vajah se Ham bahut kam loss ke sath entry se nikal sakte hain lekin agar Ham planning karke Kam nahin karte to hamen shuru mein Hi padha loss hoga jiski vajah se agar market adverse move karti hai to Ham usse bachne ke liye bahut jyada loss karenge isliye agar Ham market ko analyse karne aur lot sizing calculation stop loss or risk management ko follow karke other planning karenge aur apni trade karenge to isase Ham kafi had Tak apni loss score cut off kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain isliye planning bahut jaruri hai aur is planning ko thik karne ke liye hamen demo account ko consistently use karna chahie kyon ke dam account Hi ek aisa account hai Jahan per Ham apni planning ko practically experience karke k ek acchi e skill develop kar sakte hain. [ATTACH=CONFIG]26407[/ATTACH]
                  Walekum assalam dear member Agar Ham Forex Mein Apni trading ke andar planning Lekar aaye to planning ki vajah se Hamen market ki acchi Samachar sakti hai aur Market ke sare points per Hamen acche tarike se tension trade Karke learn kar sakte hain aur Aane wali saree problems ke liye Pahle Se strategy taiyar Karke solution nikal sakte hain isliye planning bahut hi important Hoti Hai Allah planning se Ham kam Karen To Hamen trading ki andar Achcha profit Hasil ho sakta hai aur Hamen Kamyab trader Ban sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                    aoa..
                    dear members agar aapko trading can the last ho jata hai to aapko chahie ki aap bisat Na Ho aur ek proper tragedy banaen aur US Treasury ko follow karte hue apne dost ko minimise karne ki koshish karen Taki aapko FIR kabhi loss na aur aapko jyada se jyada profit Ho aur aap ko iske liye jyada se jyada practice karne ki jarurat hai isliye aapko chahie ki aap kaun bajata se jyada kam Karen isliye aapka experience increased ka aap expert Ho jaenge aur aapka knowledge mein increase hoga jiski vajah se aap apna loss kam kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                      Ji han hamen forex men trading planing kay sath karny hoty hain kun kay agqar hum trading planing kay sath nahin karen gy tu hum nakam ho jaty hain tu hamen kotahy kay sath kam nahin karna chahye kun kay agar hum tuky kay sath forex men trading karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath forex men trading nahin karny chahey kun kay forex men trading krna asan nahin hy as men mahnat kay sath kam karny waly achy earning hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                        Pak trading mein sabse pahle important part planning hota hai jo log planning karte hain wohi ismein acchi kamyabi hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen aur demo ko use karke apni trading per focus Karen aur acchi tarah trading karenge tab hi Forex mein hamen achcha profit milega agar loss Ho jaaye to soch samajh Kar learning karke aur planning ke sath hi apne loss ko minimise karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                          Aaj Mere Bhai aapane theek kar Hamen Apne nuksan Ko control karna chahie Agar nuksan Jyada hoga to Hamara Apna nuksan Hoga Agar Hamesha Nahin Karte To Hamara bilkul Koi kam karne ka koi fayda nahin hai aur na hi Aasman kamyabi Aasan Karenge Ham fail Honge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                            Hello friends losses or profits trading ka hisa hai is my loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai agar aapko loss hota hai to aap apni strategies aur planning se minimise Karen aapko demo account per bahut jyada practice karni chahie Dam account mein juniors ke liye best platform Hai practice ke liye isliye aapko Jyada Main Apni chahie demo account per aur apni mistakes ko kam se kam Karen Forex Mein mistake jitni zyada Karenge Apka utna loss Mein Jaenge aap
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
                              Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per agar ham planning karke trading karenge to Ham apne losses ko kafi had Tak minimise kar sakte hain jaisa ke agar Ham planning mein main trade entry hamesha small lot size se le aur jab market hamari direction mein move karna start kar de to tab hi Ham apne lot size ko increase karen to is tarah ki planning se bhi Ham apne losses ko kafi minimise kar sakte hain kyunki agar market hamare adverse move karti hai to small lot size hone ki vajah se Ham bahut kam loss ke sath entry se nikal sakte hain lekin agar Ham planning karke Kam nahin karte to hamen shuru mein Hi padha loss hoga jiski vajah se agar market adverse move karti hai to Ham usse bachne ke liye bahut jyada loss karenge isliye agar Ham market ko analyse karne aur lot sizing calculation stop loss or risk management ko follow karke other planning karenge aur apni trade karenge to isase Ham kafi had Tak apni loss score cut off kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain isliye planning bahut jaruri hai aur is planning ko thik karne ke liye hamen demo account ko consistently use karna chahie kyon ke dam account Hi ek aisa account hai Jahan per Ham apni planning ko practically experience karke k ek acchi e skill develop kar sakte hain. [ATTACH=CONFIG]26407[/ATTACH]
                              Walekum assalam dear Forex member aapane bilkul sahi kahan hai ki Agaram Forex aur unke Upar planning ke sath kam Kare To Ham acchi tarike se quality work kar sakte hain Jitna Ham Forex aur ham Kyon bar apni planning ke sath rate Karenge aur pahle se apne rate analysis Karke Rakhenge To Hamen form mein Forex per Hamen bahut Achcha profit mil sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X