Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

    dear friend forex aik business hain business mein loss or profit aik sath hote hain is lye ager ham ko loss ho jai to ham ko planing kerni chahiye ke ham loss ko kase recover ker sakte hain seniours ko bhi loss ka samna kerna perta hain lkn acha member wohi hain jo loss ko recover ker leta hain forex per new members ko chahiye ke phele demo account per practice karen demo account per practice ker ke ham ache members ban sakte hain demo account per practice kerna zarori hain nakami ki asal wajha yahi hain ke ham demo account per practice nahi kerte in ko loss ka samna kerna perta hain forex boht acha business hain is per mehant ker ke ham boht acha earn ker sakte hain forex per kaam kerna asan hain ham asani ke sath earn ker sakte hain bs ham ko chahiye ke ham demo account per practice ker ke apne real account per kaam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

      Ji bilkul ap nay theek kha har trader/member ko chiye kay wo apny losses kay factors ko talash kar kay un ko kam kary. Or ye planing or strategies main mistakes ko dhond kay khatam karny say he possible hai. Or jab new strategies compelte hu jayn to un ko demo account pay test karyn or apny experience main izafa kary. Asa karny say he ap market say profit hasil karny kay laiq banay gayn.
      • #18 Collapse

        Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum! Dear forex members, dear Forex per agar ham planning karke trading karenge to Ham apne losses ko kafi had Tak minimise kar sakte hain jaisa ke agar Ham planning mein main trade entry hamesha small lot size se le aur jab market hamari direction mein move karna start kar de to tab hi Ham apne lot size ko increase karen to is tarah ki planning se bhi Ham apne losses ko kafi minimise kar sakte hain kyunki agar market hamare adverse move karti hai to small lot size hone ki vajah se Ham bahut kam loss ke sath entry se nikal sakte hain lekin agar Ham planning karke Kam nahin karte to hamen shuru mein Hi padha loss hoga jiski vajah se agar market adverse move karti hai to Ham usse bachne ke liye bahut jyada loss karenge isliye agar Ham market ko analyse karne aur lot sizing calculation stop loss or risk management ko follow karke other planning karenge aur apni trade karenge to isase Ham kafi had Tak apni loss score cut off kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain isliye planning bahut jaruri hai aur is planning ko thik karne ke liye hamen demo account ko consistently use karna chahie kyon ke dam account Hi ek aisa account hai Jahan per Ham apni planning ko practically experience karke k ek acchi e skill develop kar sakte hain. [ATTACH=CONFIG]26407[/ATTACH]
        ji bilkul koshish karen ki Apne Jo losses hai unko recover karne ki koshish karen aur unko kam se kam karne ki koshish karen aur next time market analysis Karke train lagaya Raksha profit kam aane ki koshish karen
        • #19 Collapse

          Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

          Apne losses ko apne time-frame se minimise Karen aur time account per practis Karen assalamu alaikum Forex member doston apne losses ko apne time frame per pura Karen ya nahin ke aapko agar lash ho Gaye yah kafi sare lash aapko ho chuke hain to aap unko rivoc recover karne ke liye account ko management karte ho gaye trading kar rahe hain SO I samajhte trading Karen market Christian ko dekhte hue trading Karen aur apne nuksan ko apni trading se pura Karen aur drive accounts per aapko parrots karne ki bahas jarurat hai demo code per bhi practice Karen aur experience hone wali jhansi Karen yah aapke liye ek behtar Rasta hai achcha trader banne ke liye
          • #20 Collapse

            Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

            Assalam o alikum dear friends ummid karta hun kya aap sab khairiyat se hongepre-planning aur multiple Saturday Jisko properly utilised Karke Apne nuksan Ko minimise kar sakte hain aapko Hamesha koshish Karni chahie ki Forex trading main nuksan ko minimise Karen Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap song ko kabhi bhi completely khatm nahin kar sakte isko aap minimise Jarur kar sakte hainkoshish karen Taki aapko FIR kabhi loss na aur aapko jyada se jyada profit Ho aur aap ko iske liye jyada se jyada practice karne ki jarurat hai isliye aapko chahie ki aap kaun bajata se jyada kam Karen isliye aapka experience increased ka aap expert Ho jaenge aur aapka knowledge mein increase hoga jiski vajah se aap apna loss kam kar sakte hain thanks
            • #21 Collapse

              Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

              friends Forex me trading k liay hamen ek planning ke sath chalna padta hai Jab ham ek planning ko follow karte hue chalte Hain to ham loss se bhi bache padhte hain aur jyada practice ki bhi hamen Yahan per jarurat Hoti hai Jab ham Yahan per bahut jyada practis karte Hain to utna hi hamen yahan se loss ke chances kam ho jaate Hain hamen aisi planning set Karni chahie jisse ham Apne loss ko minimise kar sake apna loss kam kar sake planning ke sath aisa ham possible banaa sakte hain aur practice hmare liye hamare trading ke liye bahut jaruri hai FIR ham trade ko Sahi tarike se samajh payenge
              • #22 Collapse

                Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Jyada Se Jyada Apne nuksan Ko recover karne ki koshish Karni chahie aur Jyada Se Jyada forex market ki movement ko analyse Karte Rahana chahie aur Jyada Se Jyada demo account per trading ki practis Karte Rahana chahie aur apne nuksan ko recover karne ke liye jaruri hai ki Hamen trading ke dauran Hone Wali mistakes ke bare mein Maloom Hota ke Ham apni mistakes ko improve kar sake aur apni mehnat aur struggle ki buniyad per apni next trade se apne previous nuksan ko recover kar sake aur demo account per trading ki practis Karke apni trading skills ko improve kar sake Aur Is Tarah Forex Mein Kamyab Businessman Ban sake.
                • #23 Collapse

                  Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                  Han g bulkul apki baat bulkul thek hai okay forex trading me Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account according to exercise karen. planning or soch samajh k kam krne most important hello kamyabi. foreign exchange trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q okay hum is se apni ghaltion pe manipulate karte hn. Demo per practis aapki acchi incomes ka sabab Ban sakti hai. forex buying and selling system me buying and selling plan se is waja se mukhtalif hai k is me hum sirf buying and selling ka aik pehlo pe hi kaam karte chook, misal okay tawar par hum dekhte chicken okay kab change input karna hai aur kab exchange go out karna hota hai. trading machine hamare trading aircraft ka hisa hota hai, lekin ye trading plan nahi hai, jese buying and selling plan ok aur bhi bohut sare hise (parts) fowl, buying and selling evaluation, buying and selling execution aur chance control and many others. market ki state of affairs har waqat badalti rehti hai is waja se aik trader ok pas mukhtalif buying and selling machine hone chaheye aik buying and selling plan k andar. Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account in step with practice kare.
                  • #24 Collapse

                    Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                    ji han bhai jaan aapane Kafi Achcha Sawal kiya hai aur aapke Sawal Se Mujhe Khushi Hui Hai Apne losses ko apni planning se minimise karna Ek Achcha kam hai is se Hamen Kafi Kuchh sikhane Ko Milta hai aur apne demo account per practis karne se Ham loss se Bach sakte hain aur Achcha profit aur bonus Hasil kar sakte hain jisse Hamari kamyabi trading Mein badhati rahti hai demo account juniors ke liye ek bahut acchi chij hai ise juniors members Ko fayda Uthana chahie aur practis Karte Rahana chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                      Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy hami apny loss ko apni palning ky sath minimize karna chahiey or demo account py practice karni chahiey hami chahiey hum daily base py market ko analysis karain or osy demo account py check karain or dekhy apka analysis kis had tak theak hy es tarah daily practice sy hmara knowledge or experience increase ho ga or hmari trading skills improve ho gi or hmara analysis strong ho ga jis sy hum trade ly kar bohat acha profit gain kar sakty hain or apna future better bana sakty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                        G dear forex member apne theik kaha hain humey apney loss ko planning ke sath minimize krna chahiye taake humari learning behtr ho or humko losses dobara na ho or hum forex se faida uhta sahky
                        • #27 Collapse

                          Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                          Walaikum salam dear member. Dear member ap ny bilkul theak kaha k loss ko minimize planning sy karna chaiye. Loss ko minimize aur avoid karny k kye learning knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Risk management k lye acha experience bohat zarori hai. Learning knowledge aur experience k lye demo account p practice best option hai. Demo account main different situations main trades lga k acha experience gain kia ja sakta hai. Istra market ki condition ka pata lgta hai. Aur trends aur fluctuations ki understanding main aasani hoti hai. Market analysis karna easy ho jata haim aur decision lany main bhi aasani hoti hai.

                          Istra market analysis aur demo account p practice karny k bad real account main acha perform kia ja sakta hai. Aur loss sy bachny k lye risk management ki ja sakti hai.
                          Isi lye demo account p ziada sy ziada practice karain ta k loss sy bach k acha profit earn kar sakain aur achi trading kar k success gain kar sakain. Thanks.
                          "Work hard and hope for the best"
                          " Practice makes a man perfect".
                          • #28 Collapse

                            Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                            Assalamu alaikum my dear friends Sumit karta hun ki aap log khairiyat se Honge aur Pakistan Pak Forex form such a profit ko Hasil kar rahe Honge Aur kamyabi Ko Apna Muqaddar bana rahe Honge ji han main aapki baat se a Gai hun kya apne dost ko Hamesha planning ke sath minimum Karen aur Dam account per Jyada Se Jyada practice Kare Jab aap log Apne losses ko minimum lot size se recover karte hain aur Dam account per practis Karte Hain To aap log Ek Kamyab trader Ban sakte hain thank you so much my dear Forex member
                            • #29 Collapse

                              Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                              Yah bhai aapane bilkul theek kaha ke Hamen Apne loss ko Apne tractor se minimise karna chahie aur practice Karke an Tamam galtiyan ko thik karna chahie Jiski vajah se Hamen loss hota hai iske liye jaruri hai ki Ham demo account per Jyada Se Jyada practice Karen jitni Ham Jyada practice Karenge utani hi Hamen Mushkil Jahan se lungi aur Hamen loss Nahin hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Apna losses ko apna planning sa minimise karen aur Demo Account per practice kare

                                Acche trader ke liye loss aur prophet donon benefits hai isliye use chahie ke vah apne experience ko demo account per practis karke increase Karen demo account hamari practice ke liye hai aur agar Ham ismein practice karenge aur apne experience aur knowledge ko increase karenge to forex form bhar bahut achcha profit hasil kar sakte hain demo account ke bahut se benefits hai agar Ham ise real account samajh Kar is main bar bar daily basis per practis karte rahenge to hamara experience bahut achcha ho jaega aur ham bhi ek acche trader Ban payenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X