Experience kitna zurari hai trading K liye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

    experience bahut hi jaruri hai trading ke liye kyunki experience ke bagair trading mein profit namumkin hai Ham jitne jyada market ko analyses karenge dam account per practis karenge to hamen achcha experience hoga trading karne ke liye tab Ham acchi trade kar sakte hain aur profit hassil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

      assalamu alaikum dear friends ji bilkul experience forex form ke liye bahut hi jaruri hota hai aur trading ke liye bhi hamen jitna jyada experience release hoga forex form ke bare mein ummid hi achcha work kar sakenge aur utna hi achcha profit hustle karke kamyab honge
      • #18 Collapse

        Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

        Experience trading ke liye bahut hi zaroori hai yah Itna zaroori hai Jitna Hamare liye Sans Lena isiliye Hamen experience ko Hasil karne ke liye prapt per mehnat karna hoti hai aur Jiske pass Achcha experience hota hai wahi acchi trading karne mein kamyabi Hasil kar Pata Hai trading bagair experience knowledge aur practice ke kabhi bhi Mumkin Nahin isiliye Hamen ine chijon per Hamesha focus Rakhna chahie Hamen Inka Sath kabhi bhi nahin chhodana chahie Hamen Agar Kamyab hona hai to in per focus karna chahie tabhi kamyabi Mumkin hai
        • #19 Collapse

          Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka hai forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye knowledge aur experience donon bahut important hai isliye hamen jyada se jyada Fox ke metallic Na Lage hasil karne ki koshish karni chahie aur apna jyada se jyada time products per invest karna chahie aur ham demo account per trading ki jyada se jyada practice karke apni trading skills ko improve kar sakte hain iske saath saath hum apne experience ko bhi increase kar sakte hain isliye hamen pahle forex ke mutaliq knowledge hasil karna chahie aur uske bad jyada se jyada apna time demo account per forex trading ki practis karne per invest karna chahie is tarah Ham forex mein kamyab trader Ban sakte hain aur apne experience ko bhi increase kar sakte hain jitna zyada aapka experience hoga utani hi zyada aap acche tarike se forex market ki movement ko analyse karke market ka exact trend maloom kar sakte hain aur apne trade ko market ke train ke mutabik open kar sakte hain aur utani hi jyada aur accha profit hasil kar sakte hain isliye hamesha jyada se jyada apne experience ko increase karne ki koshish karni chahie.
          • #20 Collapse

            Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

            hamain fourm main apny expeirnece k mutabi qhi trader ban sakty hain so hamain cahye is k bary main earn karein gay so hamain forum main bi trader ban skaty hain so hamain forum main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain planing karein gay ta k earn karien gay so hamain greed ko avoid karien gay ta k earn karein gay
            • #21 Collapse

              Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

              Mere Pyare bhai aapane jo Sawal Kiya Hai Forex ke andar experience Kitna Jyada jaruri hai Dekhen Forex ke andar jo sabse Jyada jaruri hai na hua hai aapke Apne kaam par Mudassar aap Kitna Jyada Achcha kam karte ho ya aap hi ko pata hai aur aap isko Achcha kam karne ke liye Khoob koshish Karte Rahe aur Itni Jyada koshish karen jisse aapko is kam ke bare mein Maloom Hona start ho jaega aap market ko acchi Tarah Se analysed karna start kar le tab jakar Aap Kahin is ko acchi Tarah Se Jo Hai vah Aap pic kar Payenge aur yah bahut hi Achcha aapka Ek Tarika kar Hoga jisse aap Achcha kam kar lenge aur FIR dusre Logon Ko Bhi se fayda hoga
              • #22 Collapse

                Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                Achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle main apni learning ko increase karna chahie our forex mein jitni achi hamari learning hogi forex mein hum utna acha work our achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain aur forex mein ham kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein apni learning ko increase karne ke liye daily basis par hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie our forex mein bagair experience our knowledge k trading nahin karni chahie jisse forex mein hum achi trading nahi kar sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai our hamari puri mehnat waste ho sakti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                  Dosto aik bat yad rkna k forex par treading k lay us ka experience buht zyda zurarii hain main samjta han k us k experience k bgr ap kuch bhi hasil nii kr skty ku k bgr experience k ap k indr confidence nii hoga ap achi save treading ni kr skty ap Saber or holsy k sth acha work nii kr skty as lay humy apni treading ko strong karny k lay us k experience ko gain karna buht zurari hain........
                  • #24 Collapse

                    Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                    Dear Brother Life me koi work bhe karte ho Har cheez Ke Liye experience ki zarurat Hoti Hai Agar aapke pass Achcha experience hai to ap har kisam ke work ko handle kar sakte hai khaas toor par jo work kar rahe ho uska experience hona lazmi hai agar aapko experience nahin hai to kisi se pooch Le Taki aapke work mein bahttery ho aur aap kamyab ho jaaye
                    • #25 Collapse

                      Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                      Assalamu alaikum
                      Dear friends trading ke liye hamen bahut jyada experience ki jarurat hoti hai agar hamen apni trading quality ko behtar Karna hai to hamen main experience ki bahut jyada jarurat hogi isiliye hamen main instaforex ke a demo account per jyada se jyada practice karni chahie aur is per oer experience hasil Karke FIR trade Karni chahie jisse hamare knowledge mein bheja Hoga aur hamara experience bhi e jyada ho jaega aur ham jyada se jyada profit hasil kar sakenge aur las se baj sakenge shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                        Actually forex main sab say ziada zrori jo chez hai wo experience hi hai jinta hum experiecne gain krty hain utna hi forex main kamyab hoty hian bgari experience k forex m kamyabi hasil krna kafi mushkil hia experience gain krny k liye ziada say ziada waqt hardworking kren or pak forex fourm best platfom hai experience gain krny k liye. Experience gain krny k liye humen apna knowedge ko share krna chahye seniors ko chahye wo apna knowledge share krty hian ta k juniors ko bhi seekhny ko mily or seniors motivate krty rhy ta k juniors ziada say ziada hardwork kren.
                        • #27 Collapse

                          Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                          Jahan Tak forex ki bat kren to forex me learning k bad Jo option ata Hy wo hy experience jis ka hona bht zrori hy achi earning k lye dosto forex ak hmesha chalny Wala bussiness Hy Jo kbhi khtm nahi hoga is lye hmen chahye k kuch time invest kr k is ko seekh len or àçha experience hasil kren taky hmn jab bhi zrort pary hm ksi k mohtage na hon or khud earn kr sken.
                          • #28 Collapse

                            Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                            Ji hain bhai umid krta hon ap sab khariyt say hon gy ar apny kam ko achy tariky say complet kar rahy hon gy ji bhai apny bhht he achii bat ki hay kay dear forex member trading k liye hamry pas experice ka hona bht he zarori h aghr hamry pas experince h to ham achi tarde laga sakty hay ar acha profit hasil kar sakty h agr hamy pas experince nhi h tooo ham kabi b acha profit hasil nhi kar saktyy experice k hona bht he zarori h forex agr experince h too ham kamiyab hay
                            • #29 Collapse

                              Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                              Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap khairiyat se Honge dear friends aapane question kiya hai ki trading Mein Kitna experience jaruri hai friends Mere mind ke mutabik aapke pass Kitna bhi experience ho aap Kabhi Na Kabhi Galti karte hain aur aapko loss hota hi hai vah loss to Jarur Karta Hai Thoda karta hai isliye Hamen chahie ki Ham experience Hasil Karen aur Demat account ko use karke hi Ham Achcha experience kar sakte hain Jo log bimar Kaun news Nahin karte ho kabhi bhi achcha experience Hasil nahin kar sakte Jitna aapke pass Achcha experience Hoga utna aapko loss kam Hoga aur profit Jyada Hoga Shukriya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Experience kitna zurari hai trading K liye

                                Trading ke liye jitna experience banaya jaaye utna hi kam hai kyunki jitna experience badhega utna hi aapko faida hoga isliye aapko chahie ke mahnat aur lagan ke sath kaam karte hue ek kamyab trading ke liye ek achcha experience banana chahie pus

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X