Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    agar hamain loss hota ha to hamaray liye us main aik sabak hota ha hamain chahiye kay ham ye daikhain kay wo loss kis waja se hoa ha agar ham us pe ghor karin aur future main daikhain kay ham us se kis tarha se bach saktay hain to ham bohat achay trader ban saktay hain aur bohat profit earn kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      ji janab forex aik business hy jis m profit aur loss hota rahta hy.is ly kud loss ko bear kerni himat pyada kerni chaye.every loss, misfortunes and hardships give us lesson.a k insan mistake sy hi zyada sekhta hay.to hard work kerty howy apna status pyda kery.
      • #1428 Collapse

        Jab trade main loss hota hay to yeh trader kay liay aik lesson hay loos nahi hay, because agar aik bar loss howa hay kisi mistake ki waja say howa ho ga, trader ko us mistake ko control karna chhayie ta keh again wo mistake na ho, to next trade main earning possible ho sakti hay.
        • #1429 Collapse

          Each of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar pakistan forex forum trad
          • #1430 Collapse

            Gi mere bhai main ap ki baat se agree krta hon. hr loss se hum ko lesson milta ha. or hamesha yaad rehta ha. is lye kabhi loss ho jaye to disheart ni hona chaye. galti kr k hi insaan seekhta ha. ham ko apni mistakes ko avoid ni krna chaye. blke un ko zehn main rakyn or un ko dobara repeat na kren.
            اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
            • #1431 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              If someone faces a loss in the forex trade, remember that misfortunes and hardships are also a lesson for us, every heart break and loss is a foundation of a new start, that teaches us how to perform next time.
              g bilkul agar hum start main kuch loss karte hen to hum is se behtar seekh sakte ke future main un mistakes ko kese handel karna he, aur demo account ka ye faida he ke aap achi tarah practice kar ke trading ker sakte hen
              • #1432 Collapse

                g dear aap ne sahi kaha hai, k forex main ham ko jab b loss hota hai ham ko aik lesson de k jata hai, jis se ham next time avoid kr k profit earn kr skty hain,
                • #1433 Collapse

                  dear lesson aisa nahi hota hai jab account hi wash ho jai ga to phir lesson ka kia kro gay is liye ap loss hony say hi bacho ye bahut risky business hai ye bahut ziyada loss kr sakta hai is liye ye aik bahut bra business hai is pr bahut ziyada loog kaam kr rahy hain is pr hard working krna must hai aur learning must hai
                   
                  • #1434 Collapse

                    Each of the loss of the pakistan forex forum traidng agar ap pakistan forex forex forum tradign my agar ap
                    • #1435 Collapse

                      its true hamen chahye kay hum apney har loss or mistakes say lesson hasil karen or kohsish karen kay wo mistakes or loss wapis repeat na ho tabhi hum kamyabi hasil kar sakhtey hain or loss sey dar kar har nahi manni chahye balkay us sey lesson hasil karna chahye.
                      • #1436 Collapse

                        G haan aap ny sahi kaha hy k aap jab aap ki haer galti aap k liye best lesson sabit hoti hy yaani ager aap chaho o aap apni galtion sey seekh ker trading ko best bna sakty hyn yaani aap ko loss nhi ho ga or faida ho ga
                        • #1437 Collapse

                          g han forex trading ka ander jb b ksi trader ko loss hota ay to wo dil kfa krny ya parshan hony ka baja aus loss sa sbq seaky aur dobara asi galti krny sa bacy js sa aus dobara loss na ho aur as sa kud ko improve kry
                          • #1438 Collapse

                            after the reinvestment loss. Those. we trade fixed lot, we have a series of profits, we know that sooner or later will come elk, moose comes once, then you can move on to the next level constant lot
                             
                            • #1439 Collapse

                              g han dear apki baat thek hay har loss hamare liay aik sabak hota hay hamen loss se bachne k liay iss ko seekhna chahaiy or loss ko kabh i na hone dene k liay hamen apni maazi ki ghaltion se seekhna chahiay takeh ham apni ghaltyion par kaabu kar k kamyab ho saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                haan jee har loss main insan k liye aik sabak hotaa hai har loss ki koi na koi wajaa hotee hai agar aap ko us wajaa ka pta lag jae tu wo apap kaliye aik sabak hoga or phir ap next time us ghalti se gurauz krenge so har loss m sabak hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X