Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    Forex main profit aur loss sath sath hotey hain. Is leye hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur us sey kuch seekhna chayeye. Loss sey seekhn bhi learning process ka aik part hy. Har ghalti hamain kuch lesson zaroor deti hy keh in future main hum in ghaltiyon sey parhez karain takeh hamain loss kam aur profit ziada ho sakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      each loss has lesson yeh baat me janta hon or kafi had tak yeh durust bhi hai agar trading me aap ko faida uthana hai to aap ko chahie ke aap trading me mehnat ke sath kaam karen mehnat ke sath kaam kar ke he ham earnings kar saken ge is se .
      • #1413 Collapse

        vsu ye business is tarah ka hi buisness hai kay is pe apo daily kay daily hi kuch na kuch learnng karny ko milta ho rehta hai is laiy hi tu apko is market mei daily kay daily hi tarde ko checkkarna ho ta hai kay kya chal raha hai
        • #1414 Collapse

          forex main loose aur profit hota rahta hai es main har loose k baaed ap ku koi na koi ziyada se ziyda faeda be ho sakta hai par kosis karay es main mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga
           
          • #1415 Collapse

            g han han forex main boht loss hoty hain is main ap ko is sy sabak hasil karna chahye is sy ap ko lesson milta hai k is main kam kesy karna hai is liye is main ap tension na lia kary
            • #1416 Collapse

              U are saying right bro. Insan apni mistakes say he lesson sekhta ha.. Loss haman next time k liya same mistak krny say rokty han magr forex trading man some time sb hamary faver man hony ka bawajod b market kisi b time flactuate kr k hmary against ho jate sakti ha. So yah mind ki game ha jis man loss aur profit 2nu k liya ready rahna chahy.
              • #1417 Collapse

                Yes of course that we are face the loss and we are learn the morwleassob and knowledge . We are work the market with the fully confidence and earn the low profit. We are success regular.
                • #1418 Collapse

                  ye kisi bhi forex trader per depend kerta ha ke wo apni loss se kitna lesson asil kerta ha agar wo kuch na kuch hasil kerta rehta ha tu ye lazmi he ke wo apni trading mi musalsal success ki taf he jay ga and us ka profit ka ratio increase kary ga.
                  • #1419 Collapse

                    g ha ma bulkul ap ki bat se agree karta ho k her loss ma koi na koi lesson hot hai hai ager hum lesson ko learn kar le tu hum loss se bach sakte hai
                     
                    • #1420 Collapse

                      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan bilkul saheee kaha hay loss is lesson agar koi samjhay to.
                      • #1421 Collapse

                        definitely if you start the Forex trading business without its knowledge and experience then you must got loss and then you learn from the each loss which you do due to lake of knowledge.
                        • #1422 Collapse

                          G janab loss sy ap ko bht kuch lesson milta hy or loss sy ap ko profit gain krny ka tect pata chall skta hy bcz forex mai ap ko bth kuch hasil ho skta hy or forexx mai ap sensiour trade kry.
                          • #1423 Collapse

                            ji han bhai main ap ki is bat agree kerta hon k ager ham seekhna hi tu phir hain apnay loss se zarr seekhna chay is main hamaray liay koi na koi lesson hai
                            • #1424 Collapse

                              bilkul theek bat ki hy sir ap ne k har setback koi na koi lesson le k ata hy jo insan ko bohat kuch sikha deta hy k dobara ye mistake ni krni or agy s istrha kam krna hy keep posting on Pak forex forum
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                agar hamain loss hota ha to hamaray liye us main aik sabak hota ha hamain chahiye kay ham ye daikhain kay wo loss kis waja se hoa ha agar ham us pe ghor karin aur future main daikhain kay ham us se kis tarha se bach saktay hain to ham bohat achay trader ban saktay hain aur bohat profit earn kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X