Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay is may student kay leaay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      If you someone faces aloss in the forex trade es mai app ko trading mai loss be ho sakta hai aur profit be dono soroto mai he trading ho sakti hai ye sirf app k knowelge pr depnd krta hai
      • #1458 Collapse

        ji blkul sahi bat ki hai app ka har leson app k liey ek loss ki shakal mein hi ata hai esk am mein jis jis ny us ko msjh liey loss toh ho ga lekin smjh jaey ga kuch time tak wo sab ............!
        • #1459 Collapse

          Sir apki ye baat 80% ok hai lekin zeyada tar hum ko loss hamian apni mistakes say hi hota hai ya hum greeed ho jatay hain ager hum ko proper toor par ap mehant kare or apko ilem ho to ap kaafi money kama saktay hain ye apkay uper hai
          • #1460 Collapse

            loss hamesha ham ko lesson sikhata hai aik naya har din ham loss karte hain to us se ham ko seekhne ko milta hai agar demagh ka use kar ke us loss ki waja samajh me aa jaye ham ko to phir agey chal kar loss hone ham ko band ho sakte hain .
            • #1461 Collapse

              forex ma demo account ek best place hai jha hum kaam ko skeey skta hai is liya humaha chyeia k hum zaida sa zaida demoko use kry aur apni trading skill ko better bana aur jb hum live account pe kaam krhy tu kis bhi bara loss sa bachy ja skty hai
              • #1462 Collapse

                yes ap ny blkal thk kha or hr loss ke waja ap ke apni he mistakes hote hean or jb loss hota ha to humean ye sekhata ha k hard work or interest must ha or acha trader wo he hota ha jo apni mistakes sy learn krta ha or dobara repeat nae krta
                • #1463 Collapse

                  Ye baat bilkul sahi hai insaan apnay faeday se nahin seekhta balkay apni ghalti se seekhta hai jab insan ko loss hota hai to aqalmand insan is ki waja talaash karta hai or is tarha wo zyada se zyada seekhta hai
                   
                  • #1464 Collapse

                    Her loss insan k liye aik sabaq le kar aata hai agar insaan aqal mand hai to us sabaq ko apnay pallay baandh leta hai or bewaqoof ho to wohi ghalti baar baar duhrata rehta hai or apna nuqsan karta rehta hai
                       
                    • #1465 Collapse

                      Ghaltiyon se sabaq seekhnay k liye zaroori hai k ham pehlay sirf demo account per kaam karain phir real account per aayen. taakay jitnay losses honay hain wo demo account per hon or wahan ki gayi ghaltiyan ham real account main na karain
                         
                      • #1466 Collapse

                        Loss se bachnay ka sab se bara tareeka yehi hai k ham chotay chotay stop loss lagaen trade main or take profit baray lagaen is tarha hamari kam trades bhi win hongi to hamara balance profit main rahay ga
                         
                        • #1467 Collapse

                          G han har loss se hmen acha lesson hasil hota ha hmen is business me loss k waqt hemshah sbr se kam laina chahe kyun k agr hm is business me loss se acha experince nahi hasil karty hain tu hm acha lesson b nahi hasil kr skaty hain is business me asani se
                          • #1468 Collapse

                            G forex trading business mein profit bhi ziada hy aur loss bhi ziada hy agr profit hasil ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy agr loss ho tu dishart hony ki zarorat nhi hy balke forex trading mein js mistake ki waja se loss ho us na karen aur mehnat aur hardwork karen tu phr profit ho ga
                            • #1469 Collapse

                              Jee hum ko her nuksaan say aik sabak milta hy oir ager hum khuch instructions us say kay laen to humeri live trading bohat he zieda asaan ho jaey humesha apni lot size ko control karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                ji haan bilkul sahi kaha hai aap ny k agr kisi trader ko loss ka samna karna par raha hai to vo ghabraye ni bal k ussy sikhy k ye loss kio hva or next trade jab bi lagye apni purani galti ko na dhoraye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X