Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    G haan sae kaha ap na ager kasi trader ko forex main loss huta ha tu os ka leya koi na koi lesson zaroor huta ha os loss main or jab huma loss sa koch na koch experince milta haan tu ap os experince ko next trades main used kar ka acha profit bana sakta haan.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      dear sir forx trading ho ya kio aur kam humay jab loss hota hai tu har loss say hum lesson zaror seektay hai forex trading main bhi agar loss hota hai tu hum agay k liyay careful ho jatay hai
      • #1488 Collapse

        yeah brother loss hone per trader ko aik lesson milta he, loss trader ko mistake karne per hota he, aur apni mistakes se trader ko learn karna chahiye take next time loss na ho aur acha profit earn ho sakhe, is leye apni mistakes per focus de aur unki demo account per practice kare take ap ki mistake cover ho jae.
        • #1489 Collapse

          ager kisi trader ko forex main kuch lose ho jay tou usay chahiye k wo is lose ki wajohat dhoonday aur phir is ka solution bhi sath hi ye bhi yad rekh lay k wo apni is ghalti ko likh lay aur phir is ko forex main dobara repeat na honey day ta k dobara lose say becha ja sekay.
          • #1490 Collapse

            Bilkul mere dost her loss mein hi aik lesson hota hi hae magar kuch door andesh log hi hote hein jo is lesson se kuch seekh lete hein warrna kuch log to loss per loss hi karte rehte hein.
            • #1491 Collapse

              ap sahi keh rahy hay aqal mandi esi main hoti hay keh agar humay loss hota hay to hum theak say us loss ki waja ko jan kar sahi karen tab he next time hum usi waja say loss kay risk say bach sakty hay
              • #1492 Collapse

                YES i agree with you forex 1 risky business hai is liye new traders ko starting me loss ka samna krna parta hai new trader ko or her trader ko chahiye k apni galti se seekhe ager wo dabara wo galti na kre to zaror kamyab hoga
                adnan ahmad riaz
                • #1493 Collapse

                  Yes insan ka SB se bra ustad oski mistake hoti ha js se insan seakhta ha r next WO rrapt ne krta ha forx mn apko jis waja se apko Los hota hu ap os se seakhin nd next reapt na krn to ap forx mn easily successful hu skte han
                   
                  • #1494 Collapse

                    assalam o alikum my dear forex friends, bilkul app ki sari batay teke hay kay her aik loss insan ko aik achha sabaq sikha hay ager hum loss ko zehan may rhak ker iss say sabaq seekay tu yeh hamaray liyey bharra faida day ga, dosra yeh kay jitna ziada hamara demo may practice ho ga utna hee ziada hamay kam losses naze aayen gay ore hamaray liye faida ho ga.
                    • #1495 Collapse

                      humy is kaam main jo b loss hota hai is say humy ik lesson milta hai jis say humy next time is main kaam krny or is mistake ko repeat na krna ka lesson is say hum khud ko phr loss say safe kr saqty hain agar humy lesson samjh mai aya to
                      • #1496 Collapse

                        Hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept kr key agey barhna chaheye. Loss hamain yeh lesson deta hy keh agar hum apni mistakes ko control kr lain gey to kamyabi hasil ho sakti hy. Hamain mistakes ko control krna hy aur forex ko blame nahi karna. Jo bhi loss hota hy woh hamari apni mistakes ki waja sey hota hy.
                        • #1497 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me har loss se acha lesson hasil hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe ta k hm is business me achi learning kr skayn or hm success ho sakyn is business me
                          • #1498 Collapse

                            bilkul bhai g agr humy loss hota ha to worry nhe hona chahye balky dekhna chahye kay hmari galti kaha ha aur usy improve krny ki koshish krni chahye aur apnay sary week point ko b dekhna chahye ta kay aagy phr galti na ho.....aur ap apn trade ko secure rakh sky.......
                            • #1499 Collapse

                              g hun jnab him ko forex treding biznees min him ko is I'm esh loos bhi buhatvho zyda milta hy jab tak him is ko achi trah se samjhte nahin payn game tab take him is min jamyab nahin hyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                loss se sikh k agay bharna hi insan ko kamyab banata hai,forex main agar loss hojay to dil chota nahi karna chahye balkay un mistakes se sabaq sikhna chahye aur positive way main work karna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X