sabir aur tahamul krna boht achi bat ha .agr ap ko trading my bar bar loss ho raha ha to ap tanshan na ley balka sabar k sath kam kry apny kam k week point daikhy .us par zyada se zyada knowlege hasil kry ap zror profit kamay ge.
`
X
new posts
-
#136 Collapse
-
InstaForex -
#137 Collapse
-
#138 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
asslam o alikum dear's forex trading ma humy bohat sabar our thmal karna partha ha.ya ak bohat he acah business ha. laken sabar karna parhta ha.thius is good business. -
#139 Collapse
har cheaz main sabar aur relax hony ki bht zarori hota tub ap kuch behter kar paty ho yeah to phr trading hai is main to saber ki bht zarorat hoti hai right time k liye jald bazi nuksan hi dyti jati hai is intazar karain achy waqat k liye trading k yeah asul hota hai . -
#140 Collapse
-
#141 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
sabar or tahumal jis ke andar hoga woh is business me itna agey nikal sakta hai ke jitna koi business nahi nikaal sakta hai hum ko hum apni mehnat se is business me bohat kama sakty hain or deulax life guzar sakty hain ... -
#142 Collapse
-
#143 Collapse
yes brother humen forex par reh kar sabro tahamul sa kam lana chahiay keun kuch trader har waqat yahi sochtay han k humay profit milay ga ya ni or is pat ko wo apnay dil par laga latay han or jub unhen pehli dafa lose hota hai to wo is kam ko chor datay han sabar tahamul ko use ni kartay -
#144 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيےSabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain. -
#145 Collapse
sabar o tahamal forex trading main buhat he importnat hai iss k bagair i think trading theak nahi hoti hai jo trader in chezon se hat kr trading kry ga i think k wo apna loss he krvaye ga so kpt these things for your trading account to be in safe:mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad: -
#146 Collapse
Jo batain apni bataye hain yani sabar aur tahammal aisi batayn hain k jin per amal krny sy hum baray say baray loss sy bhi bach sakty hain, islye hamaay har hal main sabar aur tahammal sy kam layna chahye takay hamari earning achi ho aur loss sy bach sakayn aur profit ki taraf jayn kyonk jald bazi main apko loss ho hi jata hai. -
#147 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Forex trading main jaldbazi se ham ghalat tarde lagaty hain es liye sabr o tahamal aur soch kar order lgana chaiye. -
#148 Collapse
G haan forex main sabr aur tahamul se kaam lia jaay to trading good hoti hai forex to aik business hai aur iss main nafa bhi hai aur nuqsaan bhi hai to iss main agar dekha jaay to mujhe loss horaha hai to uss time jo hai sabr karna aur tahamul se kaam lena zaroori hota hai . -
#149 Collapse
Forex ma sirf wohi log kamyab ho sakty hay jin ko sahi experience hay ya phr jin kay pass behtr baalance hay aur us ma profit karny kay lia hum jab trade open karty hay to wo trade hamy yak dam profit nahi balkay hamko us ma bhi sabar or tahamul sa kam lena chaiye hota hay aur forex ma sabar apka sab sa bara protected shield hay -
InstaForex -
#150 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
yes mein ap k sath agree karta hun is mein ap ko sabr sy kam lena hota hy ye nahi hona chahye k ap ko aik achi trade nahi mil rahi jo ap ko loss na dy aur achi earning bhi dy to ap us mein jald bazi karo aur earning k ley bna sochy hi trade laga do is sy ap ko loss hota hy.
- Mentions 0
-
سا0 like
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:28 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим